I am totally against CPEC, Shabbar Zaidi.

CPEC is lifeline for Pakistan and we say during campaign against khan sbm they said he has rolled back CPEC, its exactly the same as MQM was launched to stop Karachi or coastal belt to become free port, later Dubai took the advantage as Japanese and other countries were intrested in Karachi.

These are traitors from their generations and they and their forefathers used to do the same thing and it will never stop, and in terms of this, Pakistan is quite unfortunate.
 
tahirmajid

Chief Minister (5k+ posts)
CPEC ka faida kis ko China ko
CPEC Banaya kis ne China ne
CPEC konsi companies ne banaya, China ki companies ne banaya
CPEC kay paisey kon de ga, Pakistan de ga
Kionkeh ye CPEC China ne banaya hay or apne faidey kay liey banayaa hay, China ki comoanies ko contract miley, again Faida china ka, Pakistan kay hukamrano ne apna commission lainey kay liey sub kuch apney galey mein daal lia, CPEC china ki zarorat thi us ne corrupt Pakistani hukamrano se discus kia to in ki to chandi ho gai, 50-60 Billion Dollar kay projoects, in ko is mein itna commission nazer aya keh beghair sochey samjhey ankhein band kar kay sub kuch maan lia

CPEC kafi sara ban chuka hay, Pakistan ko aik Tackey ka faida nahi hua, china apni tijarat kar raha hay faida utha raha hay, ab China apney faidey kay liey banaey gaey CPEC kay paisey Pakistan se maang raha hay

CPEC ka koi contract awaam kay samney kabhi nahi aaya kionkeh us mein Pakistan kay faidey ki koi baat hi nahi hay, China ka faida hay ya hukamrano ka commission to public kaisey karein

Koi mujhey bata de keh ab tuk Pakistan ko CPEC se koi faida hua ho ya Pakistani khazaney mein CPEC ki waja se koi paisa gia ho???
 
aneeskhan

Prime Minister (20k+ posts)

Very simple general but Beylag analysis as true patriotic Pakistani.
 
Pracha

, Pakistan kay hukamrano ne apna commission lainey kay liey sub kuch apney galey mein daal lia,

CPEC is mutually beneficial for both Pak and China. Unfortunately, it is the corrupt traitors who are in the habit of making bad deals for their own benefits at the expence of the country.
 
MHAMZA

Minister (2k+ posts)
Debt servicing of CPEC projects is a long term liability which will have long term negative effect on our progress.
PTI Gov tried to renegotiate the terms but got denied by China
17% on investment which on ground is half in actual value (due to 200% evaluation to accommodate kickbacks to Nawaz) . so infact we have to pay 35% that too in USD !!!
 
Rizwan2009

Chief Minister (5k+ posts)
سی پیک ایک دھوکہ اور فریب تھا چائنہ نے ایک ٹکے کی بھی سرمایہ کاری نہیں کی
بے وقوف قوم کو دھوکہ دیا گیا بے
 
AZ1

Minister (2k+ posts)

I am totally against CPEC, Shabbar Zaidi.​

reason

no reason

less $ using cpec so far. Pakistan supposed to have billions in toll tax by china for oil route but its not happening so cpec is a loss for pakistan this is what shabar zaidi meant
 
Back
Top