Honsla aur thand rakh puttar sub hoye ga. Abhi se maar peet ke maslaydaar bayan dena shur ker diye to puri biryani ke degh kharab ho jaye gi. Yeh bayan is liye hai ke agar judge police etc etc ki phat rahi hai ke agar PTI wapis aa gai to humari baja dey gi, is liye saray faislay in ke khilaf do.
Kabhi kabhi apna matlab nikal ne ke liye ghadday ko bhi baap banana pard tha hai.
Yeh jo breaucracy ka janwar hai yeh itni aasani se kaboo mein nahi aaye ga. Aaj tak Khan pe assassination pe FIR nahi katti, aur us waqt Punjab mein hukumat PTI ki thi aur CM Parvez Elahi tha
Jaisay qurbani ke bhainsay ko bardi sooch samaj ke ghirna parda tha ziba kerne ke liye ussi tarah bothat sooch samaj ker chalna parde ga
Maula Jatt politics nahi chal ne waali