Re: What Muslims should do in West Javed Ahmed Ghamdi,Must watch
theek kehtay ho ap, _Pak Brother, Ap Quran aur Hadith say material lagaya karain ........ aur kici nay apki bat samjhi na samjhi ...... mere jaicay kuch Nabi Mohammad PBUH kay nokar tu us ko parh kar kuch faida utha hi lain gay ..... In fitna angiz logon ko Allah kay Rasool say na milaya karain ..... yea jo kuch apnay m'oun say kehtay hain ...uci par yaqeen nahi rakhtay ...
Jazak Allah Khair
brother main na tou kabhi kisi ko defend kerta hoon, aur na hi kisi alim ko gali di hay.
mujay kisi alim ki bhi ager koi baat achi lagti hay,tou main post ker deta hoon. baqi logon ka apna emaan hay,jis ko chahe follow karain ya galian dain.
ager aap yahan koi ahadith bhi post ker daen gay, tou log phir bhi laray gain. ya hadith zaeef hay ,us main bhi muqs nikalay gay.
is say pehlay logon ko respect of opinion and akhlaq seekhnay ki zarurat hay.
ager log facts aur ilm ki roshni main baat karain gay ,tou koi bhi jaghra nahin kaay ga.