yaar kal jo PMLN nay hawaaie firing ki hai fsd mai, besharamm logo ko sharamm bhi nhe aati
ghareeb logo ka paisa kin fazoll kamo mai lga rhay hain, aur pata nhe kitnay masoomm shehri us firing ka nishana banay hain
mai nay kal apni aankhon say is ganjaiy k chamcho ko betahasha aslahay ki numaish aur firing kertay daikha hai fsd mai