(clap)(clap)(clap)
aik baat men note karta hoon karachi k rehne wale logo ki:
aap jab bhi un ke chehre ko dekhen aik ajeeb qisam ki feeling dekhne ko milegi aap ko.
aik taraf aap ko un ke chehron par aik khauf nazar aega, aur aik taraf aap ko un ke chehre par aik aise enery, aik aisi taaqat nazar aaegi, jis se aap yeh andaza laga sakhte hen k yehi log karachi, sindh aur poore pakistan ko zameen k daldal se utha kar aasmaan ki bulandiyon tak leja sakhte hen.
( chahe woh karachi ka rahne wala muhajir bhai ho, sindhi ho, pathan ho baloch ho, punjabi ho, koi bhi ho)