app nai jo masail bayan fermaye wo tamam dahee ialqo mai hain aur in sab maslo ka hal sirf aur sirf MQM hai
MQM ka jahan jahan mendate hai sind mai wahan per ab jagerdari system nahi hai kion kay wahan kay logo nai jagerdaro ko un ki auqat yad dila di .
app MQM join na kerian laken us k manshor aur nazaryae ko follow kerian jis nai karachi , hyderabad , gharo , bhambore , sukhar , mir pur khas aur kuch shehro sai jagerdari ki qamar tor di.
wahan ki awam khud election mai kharay hoye khud MPA banay MNA banay Senitor banay , nazim banay .. ab masla aye ga k jagerdar nahi esa honay dain gay aur police un ka sath dai gi .. esa hi kuch katrachi aur hyderabad mai hoa tha laken ab esa nahi hai aur awam ba ikhtyar hai .