junior
Politcal Worker (100+ posts)
Muazrat k sath jaanab,ap ko Rana sana ka rishta to yaad aa gya CJ k sath,mager apney hi leader k kahey huwey ilfaz nahi sunaye diye,,heyrat hai..janab khan sahab farma rahey thay,balkey mubarik day rahey they in ilfaz main k '' pakistani qoum ko mubarik ho k azad adleya pakistan mai kam ker rahi hai''.. Yehi ilfaz thay na..?
.
Ake sawal mare taraf say bhi add ker lain, Kya ap ko kahan sahab ka koi U-TURN nazar nahi aa rah ..??
mare ake bhai nai mare baat per comment kiya tha k post lambi na kiya akro..thts y choti c baat pochi hai.. ;)

پہلا سوال لوٹا صاحب سولہ سال تک بچے ماں کے پاس رہتے ہے آپ کو بھی پتا ہے
دوسسرا سوال .لوٹا صاحب کیس اس لیے نہی کیا کے جج آپ کا اپنا ہے نہی یقین تو رانا سناواللہ سے پوچھ لو