Humein mulak wirsay mein mila hum nai us ki qadar nahi ki
Wirsay main mili hui cheez ki qadar kon karta hay ,sab issay muft ka maal samajhatay hain,jaisay chaho khaoo peeo,konsa apni mehnat say kamaya/banaya hay.
yehi haal hamaray siasatdanon nay iss mulk ka khaa khaa kar kardia hay,
inhoon nay apni jaidadain aor karobar doosaray mulkoom main bana rakhay hain,
inko koi parwah nahin keh iss mulk kaa kia hoga,
Bas yeh too mulazamat karnay aatay(woh bhi doosaray mulkoon aoor agencion kay isharay par) hain aoor iss mulk kaa satianaas maar kar chalay jatay hain aoor awaam ko kisi aoor TRAUK ki batti kay peechay lagaa jatay hain.