Shab-e-Qadr

casper_iam

MPA (400+ posts)
eik sawal

Jaisa ka ham sab jante hain kay Saudi say eik din bad pakistan may Ramadan start hota hay. for example agar 27 ramadan ko shabe qadr hota hay Saudi may to pakistan may uglay din shabe qadr hogi.

to swal mera ye hay kay dunya may to phir 2 raate shabe qadr ki hoi halake shabe qadr sirf eik raat he hoti hay, kia sahi hay?

umeed karta ho aap mera swal samajh gae hoge
 
mubashirrao

MPA (400+ posts)
Agar aap duniya k naqshay ko dekhain to raat travel karti hai... din k peechay raat travel karti hai.. globe pe let's suppose saudia se start hui hai.. toh woh travel karti hai.. or pakistan pohanchti hai.. Keeping this in mind k ramzan jab start hota hai jab chaand nazar aata hai.. Saudia main aik din pehlay chand nazar aaya to aik din pehlay ramzan start hogaya.. jab glob ghooma or turn lay kar wohi chaand Pakistan k oper nazar aya toh yahan ramzan start hogaya.. same goes with night (chaand raat main hi nazar ata hai magrib k time se).. Islamic day jo hai.. raat se start hota hai chaand se.. ab wohi raat saudia se travel karti hui.. globe ghum k Pakistan main pohanchi.. ab Saudia ko hum ismay raat ka starting point lay rahay hain.. na ka kisi or jagah ko..... Jo insani mind ka logic hai or aqal kehti hai woh to yeh lagta hai.. agay Allah behtar jaanta hai k kya Allah ka tareeka hai :)
:jazak:
Ye video bhi dekhain zara
 
Last edited:

_pakistan

Minister (2k+ posts)
tou is hisaab sey 2 shabe qadar dekhi jaa sakti hain.

hrbhatti

MPA (400+ posts)
Great Reply from Mubashir.

The day and night are continuous process going on. In Gregorian Calender 12AM is cutoff for day and night from international Date Line.
Islamic Dates change from Maghrib time not like Gregorian.

Night Travels from Pakistan to Saudi Arabia. I think virtual Islamic date line is between Pakistan and Saudi. ( it is not Hard date Line so it is possible to have 1st of Ramadan at same day in Pakistan and Saudi ).I mean moon may be sighted in Saudi and Pakistan at the same day.

So if Moon is not sighted for 1st Ramadan in Pakistan but sighted in Saudi. It is 1st of Ramadan in Saudi. Same night will come to Pakistan next Maghrib ( next day ) and Moon will be sighted and it will be 1st of Ramadan in Pakistan and 2nd in Saudi.

Same goes for Shab-e-Qadar. It may be possible to have Shab - e - Qadar on the same Gregorian night.

Did some think about one thing. SubhanAllah, Allah has kept some factor of change in Islamic months which keeps us looking for Moon every month and SubhanAllah sometimes it is of 29 days and some times 30.
 
mubashirrao

MPA (400+ posts)
tou is hisaab sey 2 shabe qadar dekhi jaa sakti hain.

Nahi brother.. Raat aik hi hoti hai.. Saudia se start hoti hai qk wahan pehlay chand nazar aa jata hai isi liye wahan se start ho jaati hai qk Islamic din jo hai wo magrib se hi start hota hai.. ab chonkay Saudia main maghrib k time chand nazar aa gaya to udhar 1st Ramzan start.. aur qk Pakistan main maghrib ka time nikal chuka hota hai islamic point of view se or chand hamain nazar nahi ata kafi dair tak bhi to hum phir next maghrib ko dekhtay hain toh hamain nazar aa jata hai phir hamara Ramzan shuru ho jata hai.. agar aap mera pehlay reply pe zara sa gaur aur karain to aap ko inshAllah samajh aa jaegi.. or [MENTION=10209]hrbhatti[/MENTION] bhai ne reply kiya hai aap usko bhi parhain aap samajh jaaengay.. woh samajh gaey hain jo mera kehnay ka matlab hai.. yeh Allah ka bohat pyara nizaam hai.. zara sa aur gaur karain or video ko bhi dekhain or Makkah se 01 seconds se start kar k andaza lagaen k ye raat ghoom k kidhar jaegi.. khatam to nahi hoti.. balkay wapis ghoom k Pakistan se hoti hui Saudia pe dobara aa jati hai Jiski waja se hamain lagta hai k aik din ka farq parr gaya hai.. :)

SubhanAllah e Wabi hamdi hi.. Subhan Allah e Al Azeem :)
 
_pakistan

Minister (2k+ posts)
tou pakistan main 1st roza tou saudiarab sey aik din baad hi ho ga?

tou 27 ramzan ki raat bhi tou aik din baad hi aaye gi?

Nahi brother.. Raat aik hi hoti hai.. Saudia se start hoti hai qk wahan pehlay chand nazar aa jata hai isi liye wahan se start ho jaati hai qk Islamic din jo hai wo magrib se hi start hota hai.. ab chonkay Saudia main maghrib k time chand nazar aa gaya to udhar 1st Ramzan start.. aur qk Pakistan main maghrib ka time nikal chuka hota hai islamic point of view se or chand hamain nazar nahi ata kafi dair tak bhi to hum phir next maghrib ko dekhtay hain toh hamain nazar aa jata hai phir hamara Ramzan shuru ho jata hai.. agar aap mera pehlay reply pe zara sa gaur aur karain to aap ko inshAllah samajh aa jaegi.. or @hrbhatti bhai ne reply kiya hai aap usko bhi parhain aap samajh jaaengay.. woh samajh gaey hain jo mera kehnay ka matlab hai.. yeh Allah ka bohat pyara nizaam hai.. zara sa aur gaur karain or video ko bhi dekhain or Makkah se 01 seconds se start kar k andaza lagaen k ye raat ghoom k kidhar jaegi.. khatam to nahi hoti.. balkay wapis ghoom k Pakistan se hoti hui Saudia pe dobara aa jati hai Jiski waja se hamain lagta hai k aik din ka farq parr gaya hai.. :)

SubhanAllah e Wabi hamdi hi.. Subhan Allah e Al Azeem :)
 
casper_iam

MPA (400+ posts)
tou pakistan main 1st roza tou saudiarab sey aik din baad hi ho ga?

tou 27 ramzan ki raat bhi tou aik din baad hi aaye gi?

Bhai saab agar aap month ke hisab say dekhay to saudi may eik raat pehle ramadan start hogaya hay or pakistan ki woh raat guzar gai hay jis raat saudi may ramadan start hoa hay yani pakistan may pichlay mahinay ki tareekh guzari hay na ke ramadan ki

ab jab raat saudi say ghomtay hoay pakistan ay gi to phir pak may ramadan start hoga

@ mubashirrao aapka pehla jawab he zabardast tha may samajh gaya tha bas zara dosray logo ki bhi ray ka intezar kar raha tha

ye baat to samajh may agai lekin agar ksi hakomat wakt nay ramadan start honay ka faisla he ghalat lia hay to phir us mulk kay rehnay walo ki to sahab-e-qadr dao pe lag gai, is hisab say taak rate jo hogi woh even raato mey or even rate taak rato may tabdeel hojay gi

is ka zimma to hakomat wakt per to ajay ga lekin logo ki to taak ratein mis hojay gi

Allah karam kare or mera Allah raheem o kareem hay
 
mubashirrao

MPA (400+ posts)
tou pakistan main 1st roza tou saudiarab sey aik din baad hi ho ga?

tou 27 ramzan ki raat bhi tou aik din baad hi aaye gi?

Apkay pas google earth install hai to usmay "show sunlight across the landscape" option pe click karo.. or phir globe pe dark (night) la kar saudia se start karo or phir poora globe ghuma kar.. wapis Pakistan pe laao.. Or haan English Calender ko iss doraan bhool jao.. qk sirf yeh English Calender ki wajah se hamain yun lagta hai k aik din ka farq hai.. halaan k hamaray paas.. raat wohi aati hai jo saudia se start hoti hai.. Yaar agar iski explanation thori confuse karnay wali hai.. lakin easy bhi bohat hai agar gaur se parha jaey ya samjha jaey or iss goray calender ko bhool jao to masla hal hai :)
 
casper_iam

MPA (400+ posts)
Nahi brother.. Raat aik hi hoti hai.. Saudia se start hoti hai qk wahan pehlay chand nazar aa jata hai isi liye wahan se start ho jaati hai qk Islamic din jo hai wo magrib se hi start hota hai.. ab chonkay Saudia main maghrib k time chand nazar aa gaya to udhar 1st Ramzan start.. aur qk Pakistan main maghrib ka time nikal chuka hota hai islamic point of view se or chand hamain nazar nahi ata kafi dair tak bhi to hum phir next maghrib ko dekhtay hain toh hamain nazar aa jata hai phir hamara Ramzan shuru ho jata hai.. agar aap mera pehlay reply pe zara sa gaur aur karain to aap ko inshAllah samajh aa jaegi.. or @hrbhatti bhai ne reply kiya hai aap usko bhi parhain aap samajh jaaengay.. woh samajh gaey hain jo mera kehnay ka matlab hai.. yeh Allah ka bohat pyara nizaam hai.. zara sa aur gaur karain or video ko bhi dekhain or Makkah se 01 seconds se start kar k andaza lagaen k ye raat ghoom k kidhar jaegi.. khatam to nahi hoti.. balkay wapis ghoom k Pakistan se hoti hui Saudia pe dobara aa jati hai Jiski waja se hamain lagta hai k aik din ka farq parr gaya hai.. :)

SubhanAllah e Wabi hamdi hi.. Subhan Allah e Al Azeem :)

aapka pehla jawab he zabardast tha may samajh gaya tha bas zara dosray logo ki bhi ray ka intezar kar raha tha

ye baat to samajh may agai lekin agar ksi hakomat wakt nay ramadan start honay ka faisla he ghalat lia hay to phir us mulk kay rehnay walo ki to sahab-e-qadr dao pe lag gai, is hisab say taak rate jo hogi woh even raato mey or even rate taak rato may tabdeel hojay gi

is ka zimma to hakomat wakt per to ajay ga lekin logo ki to taak ratein mis hojay gi

Allah karam kare or mera Allah raheem o kareem hay
 
_pakistan

Minister (2k+ posts)
mujey samjh aa gyi hey. thanks.

lekn mera aik sawaal hey, key hum saudia key saath kion nahin apni raat start ker saktey,jab saudia main maghrab sey raat start hoti hey, tou us waqat pakistan main taqribann isha ka time hota hey. yani key raat tou abhi tak wohi hey.

ya chaand dekhna zaruri hey??

Ager saudi aur pakistan ,india ,inmdonesia aik hi mulik hoon ,tou kia phir bhi pakistan ,india ,and indonesia ko us raat ka intizaar kerna parhey ga,jo maghrab key waqat saudia sey start hui thi.

Apkay pas google earth install hai to usmay "show sunlight across the landscape" option pe click karo.. or phir globe pe dark (night) la kar saudia se start karo or phir poora globe ghuma kar.. wapis Pakistan pe laao.. Or haan English Calender ko iss doraan bhool jao.. qk sirf yeh English Calender ki wajah se hamain yun lagta hai k aik din ka farq hai.. halaan k hamaray paas.. raat wohi aati hai jo saudia se start hoti hai.. Yaar agar iski explanation thori confuse karnay wali hai.. lakin easy bhi bohat hai agar gaur se parha jaey ya samjha jaey or iss goray calender ko bhool jao to masla hal hai :)
 
Last edited:

hrbhatti

MPA (400+ posts)
There were no countries earlier. No Communications.
So every area/ city / village has to see moon themselves and celebrate Eid.

Allah has created difference. It is His Hikmat.

One Question to _Pakistan: Answer this question and you will get your answer.
Why you want to do everything with Saudi.
We are one Muslim brotherhood. Why we pray, fast and break fast at different times from Saudi.

There is a beauty: There is not a single moment in Month of Ramadan when people are Starting , breaking or continuing Fast..
In the same way there is not a single moment when no Azan is called on Earth.

http://www.youtube.com/watch?v=zfGZTo8_744
 
mubashirrao

MPA (400+ posts)
aapka pehla jawab he zabardast tha may samajh gaya tha bas zara dosray logo ki bhi ray ka intezar kar raha tha

ye baat to samajh may agai lekin agar ksi hakomat wakt nay ramadan start honay ka faisla he ghalat lia hay to phir us mulk kay rehnay walo ki to sahab-e-qadr dao pe lag gai, is hisab say taak rate jo hogi woh even raato mey or even rate taak rato may tabdeel hojay gi

is ka zimma to hakomat wakt per to ajay ga lekin logo ki to taak ratein mis hojay gi

Allah karam kare or mera Allah raheem o kareem hay

Beshak Allah barra Rahman aur Raheem hai.. Yaar last year saudi govt. ki waja se aisa hua tha i guess k unho ne galat date se start karwa dia tha.. mera toh khyal yeh hai k Allah k har kaam main hikmat hoti hai... wesay bhi hamaray nabi pak Sal Allahu Alay hy Wassalam akhri pooray ashray main khoob ibadat kiya kartay thay. to humain bhi chahiye pooray ashray ibadat karain na k 27 ka intzar karain.. or hamain Shab e qadar ka btaya bhi isi liye nahi gaya k ta qk Allah chahta hai k pooray ashray hum ibadat karain ta kay shab e qadar miss na ho :)
:jazak:

mujey samjh aa gyi hey. thanks.

lekn mera aik sawaal hey, key hum saudia key saath kion nahin apni raat start ker saktey,jab saudia main maghrab sey raat start hoti hey, tou us waqat pakistan main taqribann isha ka time hota hey. yani key raat tou abhi tak wohi hey.

ya chaand dekhna zaruri hey??

Ager saudi aur pakistan ,india ,inmdonesia aik hi mulik hoon ,tou kia phir bhi pakistan ,india ,and indonesia ko us raat ka intizaar kerna parhey ga,jo maghrab key waqat saudia sey start hui thi.

1) Hum saudia ka sath q nahi start kar saktay..
Hum kar saktay hain agar humain chand usi din Saudia main nazar anay se pehlay Pakistan main nazar aa jaey.. agar baad main aa jaey to bhi..
Uss waqt Pakistan main isha ka waqt to hota hai lakin apni sir zameen pe hamain chaand magrib ya isha k waqt nazar nahi aaya hota koi shahadat nahi mili hoti isliye nahi rakh saktay.. phir jab hamain pata chalta hai k saudia main nazar aa gaya hai to hum ussi din nahi rakhtay qk na hamain to chand nazar aya na hum saudia ka hissa hain.. aur phir hum Saudia wali raat ka intzar kartay hain tab hum rakhtay hain. (Jo k asal main raat wohi hai lakin hum follow saudia k baad kartay hain qk unhe pehlay nazar agaya.. for example agar hamain pehlay nazar aa jata tu Saudia walay hamaray baad roza rakhtay jitnay bhi ghantay ka farq hai Pak or Saudia main utnay ghantay k baad)

2) Jee haan chaand dekhna bilkul zaruri hai qk islami mahinay ka agaaz hilaal k chaand se hota hai..

3) Saudia Pakistan India Indonesia aik hi hissa hon aik hi mulk hon to meray thoray say ilm k mutabik hum hukoomat e waqt ka hukam maantay huay usi din rakhengay jisdin hukoomat announce karegi. Theek usi tarhan Jis tarhan hum Pakistan main hain lakin agar hamain chaand balochistan main nazar aaey shahadtain confirm hon toh hukoomat Islamabad se announce kar degi Ramzan Kareem ka

Hope its clear now..
Allah hum sabko hidayat de or Allah ka shukar o ibadat karnay ki tofeeq de . Ameen

:alhamd: :jazak:
 
mubashirrao

MPA (400+ posts)
There were no countries earlier. No Communications.
So every area/ city / village has to see moon themselves and celebrate Eid.

Allah has created difference. It is His Hikmat.

One Question to _Pakistan: Answer this question and you will get your answer.
Why you want to do everything with Saudi.
We are one Muslim brotherhood. Why we pray, fast and break fast at different times from Saudi.

There is a beauty: There is not a single moment in Month of Ramadan when people are Starting , breaking or continuing Fast..
In the same way there is not a single moment when no Azan is called on Earth.

http://www.youtube.com/watch?v=zfGZTo8_744

Completely Agreed.. Allah k har kaam main hikmat hoti hai.. Allah ta'ala ne shayed isi liye itnay mulk banaey hain.. .
 
Back
Top