Jazaak Allah bhai lakin yeah hadees sharif tou nahi hay, Hadess sharif uss ko hetay hain jo Nabi-e-pak (s.a.w) ne apni zuban e mubarak se irshad farmaya ho, yeah tou koe rawet hay jo kis sahabi (r.a) ne Nabi -e-epak s.a.w ke shan e mubarak mai bayan farmi hay.
1 Hadees Qauli,Aur Hadees Faili,Hadees Qauli suay kehtay hain,jisay NABI pbuh ne apni Zaban Mubarak se Irshad Farmaya ho,aur Hadees e Faili usay Kehtay hain pbuh jo aap k amal se zahir ho,,waisay b i think Imam BUkhari Ramatullah Alaihe aap se ziyada Deen Jantay the,agar ye Hadees na hoti Tu wo is ko Hadees ki Book BUKHARI Sharif mein Q likhtay,agar aap ne nahi manna tu na mano,is se meri sehat par koi asar nahi parna ,haqeeqat aap ko bataa di hay ,baqi apa ki marzi,ALLAH hum sab ko Hadayet de aameen
We can learn from each-other but respect and humbleness to each other. May Allah help us in achieving that. Ameen.aap ne nahi manna tu na mano,is se meri sehat par koi asar nahi parna
,waisay ye hadees ki ki aur b bohat Qisam hain,jaisay hadees e hassan,hadees e matwatra,hadees e Zaeef,aur b bohat srai qisam hain,kisi din tafseel se yahan send karo ga,k hadees ki kitni Qisam hain,jo AMAL NABI Sallallaho Alaihe wassalam se zahir ho usay Sunnat MUbarak b kehtay hain,ALALH hum sba ko hadet se aameenMay Allah reward you of your good deed.
I am surprised to read the following
We can learn from each-other but respect and humbleness to each other. May Allah help us in achieving that. Ameen.
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|