PML-N paid survey company paying 500 000 for each Constituencies to find winning candidates. NO MERIT ATT ALL.
haan tu yahi tu kah rahe hain hum k koi merit nahi hai bus jo bhi us ilake main strong hai usko khared lo chahe wo dakku hu, chor hu, musharaf ka sathi hu, Q league main huyahi to problem hai pti walon key sath...un logon ko koee baat samajh hee nahin ati hain...stupid log...pata nahin kiss qisam key log hain....pml n ney servey keya keh konsey candidate kee winning position hai kon popular hai kiss ko awam vote dey sakti hai yeh janney key leyey survey keya hai...vote kharidney key leyey nahin...par aap jaisey stupid logon ko baat kahan samajh ati hai...woh kehtey hain na keh munfiqeen key dilon par muhr lagi hotee hai is leyey usko har cheez mein kherey nazar atey hain aur pti waley to mashallah aur to kuch nahin har cheez mein khera hee nazar ata hai ...imran khan sey ley kar aap patian ka yahi haal hai...behter yahi hai keh yeh log apney demaghi kheron ka elaj hee karey
haan tu yahi tu kah rahe hain hum k koi merit nahi hai bus jo bhi us ilake main strong hai usko khared lo chahe wo dakku hu, chor hu, musharaf ka sathi hu, Q league main hu
tu bhai phr asool tu koi na hoe na tumhari leadership k, pahle kahte the k Q league k kissi bunde ko nahi lainge phr sari Q league le ly, phr kaha musharaf ki bakiat ko nahi lainge abh wo bhi sarey N league main hain....Anjum aqeel ki misaal samne hai........abh jo baat aap karo wo logic k sath hai jo hum bolain us main aap ko koi logic nazar hi nahi aty...main aap ko shartya kahta hun k aaj N league zardari ko galian de rahi hai lakin kal ager zarorat ary tu uske milke govt banainge...phr bhi aap yahi kahna k bhai jis ko awam ka mandate milla hai uske sath milke hakumat banainge.....aap ka leader kion nahi kahta saaf saaf k hum kissi sorat zardari k sath alliance nahi karainge like Imran khan said rather NS said ye tu elections k bad seats ki situation dekh k faisla karainge.......ager aap ka maqsad sirf kursi hasil karna hai tu Mubarak hu aap logon ko ye kursi....lakin usdin thory se shram kar laina jis din NS dobara kahe ga k zardari maira bhai haiAap ney election larna hai ya kissi job key leyey selection karna hai....zahir hai election larna hai aur election key leyey to vote chahey...aab jo ziada vote ley ga woh election jetey ga...vote kiss ko ziada miltey hain...woh jo awaz key nazar mein ziada credible ho....to kaisey pata chaley ga keh kon ziada credible hai...wahan key logon sey pochna parhey ga na....keh aap ko konsa umeedwar chahey....ab uska pata laganey key leyey wahan ka survey to karna hee parhta hai....aap logon ney intra party election karwai par jo log samney ayey usko to aap log nazar andaz kar gayey ticket nahin deya...pml n ney dosrey tareqqey sey keya keh kon ziada credible hai and popular hai to zahir hai ticket to usey milna chahey...is mein chor daku ya bhatta khaur kahan sey agaya hai...baat zara logic kee karo...aap logon ney to bus aur kuch nahin seeka hai har aik ko chor daku hee khna hai...aap logon key pass koee logic hee nahin hai sawayey galian deney key
بلکل یہی بات ہے نوروں کا سارا زور اس بات پر ہے کے الیکشن کیسے جتنا ہے چوری چاہے سینا زوری
اصول ، خدمت، ملک جائے جہنم میں
tu bhai phr asool tu koi na hoe na tumhari leadership k, pahle kahte the k Q league k kissi bunde ko nahi lainge phr sari Q league le ly, phr kaha musharaf ki bakiat ko nahi lainge abh wo bhi sarey N league main hain....Anjum aqeel ki misaal samne hai........abh jo baat aap karo wo logic k sath hai jo hum bolain us main aap ko koi logic nazar hi nahi aty...main aap ko shartya kahta hun k aaj N league zardari ko galian de rahi hai lakin kal ager zarorat ary tu uske milke govt banainge...phr bhi aap yahi kahna k bhai jis ko awam ka mandate milla hai uske sath milke hakumat banainge.....aap ka leader kion nahi kahta saaf saaf k hum kissi sorat zardari k sath alliance nahi karainge like Imran khan said rather NS said ye tu elections k bad seats ki situation dekh k faisla karainge.......ager aap ka maqsad sirf kursi hasil karna hai tu Mubarak hu aap logon ko ye kursi....lakin usdin thory se shram kar laina jis din NS dobara kahe ga k zardari maira bhai hai
Abay usool parust, check kar tera so called chooha leader in 1996, jail jaatey jaatey kesay bacha tha? illegal shikar kia tha aor jurmana bhar tha is nay...tum sub pti, taliban are same, bezuban janwar or masoon insaan sub ko aik jesey he qatal kartey ho
bhai aap ne 5 saal dekh lia na coalition govt ko, jitna bera ghurk is coalition govt ne kia pichle 60 saal main nahi hoa....jub aap ka maqsad sirf govt banana ho ga tu aap unki hur jaiz najaiz baat mano ge, or yahi hoa pichle 5 saal mulk dobta raha or ye coalition bna k maze karte rahe or ager kissi party ko bhi majority na milli tu uska hul yahi hai k mulk dobara elections main chala jaye, baki countries main yahi hota hai or is se mulk main koi crisis nahi aye ga lakin socho ager N + PPP + ANP + MQM ne govt bana dy tu is mulk k sath wohi hona hai jo pichle 5 saal hoa......Zardari phr 5 saal k liay presidency mange ga, MQM phr ministries mange gy or yahi kuch vhalta rahe ga...is liay zarori hai k koi aik jamaat majority leke aye or yahi fark hai aap ki leadership or hamari main k N league coalition ka soch rahi hai or PTI clean sweep ka...jub tuk aap bara socho ge nahi tu bara karo ge kaise......Siasatdan agle 5 salon ka sochta hai or leader agli nasal ka...yahi fark haiChalo baat logic kee karo....Q league waley sarey kon they pahley....yeh sab pml n ka hissa they...koee new log nahin they...un logon ney nawaz sharif ko dhoka deya tha aur chaley gayey they...hona to yahi chahey tha keh nawaz sharif usko moaf hee na karta zati ghussa hota ...lakin usney moaf kar deya keon keh woh zati ghussa nahin rakhta imran khan kee tarah jo har cheez ko zati dushmani bana leta hai....2nd mujhey yah batao aap key leyey mulk aham hai ya party ka principal???? ab aap ko bhi pata hai election mein koee bhi clean sweep nahin kar sakta...pti walon ko bhi pata hai keh woh election nahin jeet sakta...keon keh punjab sey agar bohot zor laga ley to 80 seat nahin nikalni hai...sindh to out hai...balochistan bhi out hai...kpk mein sirf 10 seat maximum amkhan hai...yahi haal baqi parties ka ho ga...agar teen partian hain...sab ko 80 80 seat miley to phir mulk ka keya ho ga????aap ney principal par rahna hai ya mulk ko mushkil sey nikalna hai????? imran khan kehta hai keh mein kisi sey itehad nahin karon ga ...to mulk kis crises mein jai ga...imran khan kehta hai zardari sey oath nahin lon ga...to phir keya karey ga...usey mulk ko crises mein dalna hai ya qanoon key khilaf chalna hai...jo qanoon hai us par he chalna hai...baat rahi anjum aqeel kee...aap logon key sath problem yeh hai keh apney taraf sey court ban jatey ho aur decide karney lagtey ho...pml n key khilaf ya jo bhi cases hain woh court mein hain court ney decide karna hai par aap log khud hee court ban kar faisala kar rahey ho...haneef abbasi kee misal samney hai bohot ziada shor keya ap logon ney par yeh court gaya aur court ney ba izzat bari keya aur aap log phir bhi pechey parhey rahtey ho....nawaz sharif ka kehna hai keh election key baad dekha jai ga it mean keh ho bhi sakta hai keh woh imran khan ko hee support dey dey bagher kisi wazarat key....par aap logon ney to har cheez mein kherey he nikalna hai...baat to samajhna hee nahn aap logon key nazar mein har koee sirf chor and daku ho aur jo aap key sath mil gaya woh sab sey bara farishta hai...ajeeb logic hai aap logon kee
bhai aap ne 5 saal dekh lia na coalition govt ko, jitna bera ghurk is coalition govt ne kia pichle 60 saal main nahi hoa....jub aap ka maqsad sirf govt banana ho ga tu aap unki hur jaiz najaiz baat mano ge, or yahi hoa pichle 5 saal mulk dobta raha or ye coalition bna k maze karte rahe or ager kissi party ko bhi majority na milli tu uska hul yahi hai k mulk dobara elections main chala jaye, baki countries main yahi hota hai or is se mulk main koi crisis nahi aye ga lakin socho ager N + PPP + ANP + MQM ne govt bana dy tu is mulk k sath wohi hona hai jo pichle 5 saal hoa......Zardari phr 5 saal k liay presidency mange ga, MQM phr ministries mange gy or yahi kuch vhalta rahe ga...is liay zarori hai k koi aik jamaat majority leke aye or yahi fark hai aap ki leadership or hamari main k N league coalition ka soch rahi hai or PTI clean sweep ka...jub tuk aap bara socho ge nahi tu bara karo ge kaise......Siasatdan agle 5 salon ka sochta hai or leader agli nasal ka...yahi fark hai
khud hi apni baat ki nafi karte hu aik taraf kahte hu k imran khan kissi se alliance nahi kare ga tu mulk crisis main chala jai ga or dosri taraf kahte hu k wo PPP se milla hoa hai, aik wohi tu hai jo kahta hai k kissi sorat PPP se itehad nahi kare ga, or dosri taraf kahte hu k pmln chahty hai k ppp ka safaya ho jai lakin ager zarorat pary tu unse itehad bhi ho sakta hai......PTI ka sara zor Punjab_ KPK main is liay hai k yahin pe mulk ki majority of seats hain or PTI ziada strong bhi yahin pe hai......abh KPK main tu N league kabhi strong nahi rahi na lakin PTI KPK main bhi apna pora zor laga rahi hai....zahir se baat hai k aap apne strength pe hi zor lagao ge na ........ ye logic ka koi sir paon nahi k kionke PTI Punjab main ziada zor laga rahi hai is liay wo PMLN k khilaf or PPP k sath hai, bhai abh ager 272 main se 150 seats hi Punjab main hain tu sara zor tu yahin lagana hai na.....abh Karachi main PTI ne 20 main se 17 seats pe apne candidates khare kiay hain lakin N league ne 1 ya 2 jaga se kiay hain, tu abh kia hum chekhna shro kar dain k N league MQM k sath milli hoe hai, nahi bhai logic ye hai k N ka vote bank hi nahi hai Sindh main or issi tarha PTI ka bhi interior Sindh main vote bank nahi hai....simpleIs mein koee shak nahin hai keh 5 sal mein mulk ka bera gharq hoa...lakin uska haal yeh nahin keh 5 maheney baad election kee taraf barh jain yeh mulk key leyey tabahi ka saman ho ga...abhi bhi bara masaila ban raha hai ...taliban ney jo odham machaya hoa hai...is sey dobara election mulk mutahmmal nahin ho sakta...clear cut baat yehi hai keh phir vote pti ko keon dey jab keh hamein pata hai keh uskey vote leney sey mulk phir crises mein jana hai...to clear cut majority pmln ko keon na miley...jab keh woh samney kee baat hai keh woh bari easily ley rahey hain...second imran khan ka sara zor un elaqon mein keon laga raha hai jahan par anti ppp kee zor hai...jahan sey pml n ney ppp ka safaya karna hai...imran khan ka aik hee maqsad nazar ata hai keh pml n ko demage keya jai ta keh ppp ko walk over mil jai...sindh sey ppp ko harana mushkil hai nawaz sharif ney uskey khilaf bara itehad bana deyaa ta keh ppp sey kuch seat cheen leyey jain...balochistan mein bhi ittehad ban gaya hai...kpk sey bhi 10 tak seat woh nikal lein gey....imran khan kahan khara hai...usko vote deney ka sirf do matlab hai...ya to ppp ko jitwana ya phir mulk ko again crises mein dalna...keon keh yeh to zahir hai keh dobara election phir hona hee nahin hai pakistan key halat itney stable nahin hain keh phir election ka khatra mol leya jai....
yahi to problem hai pti walon key sath...un logon ko koee baat samajh hee nahin ati hain...stupid log...pata nahin kiss qisam key log hain....pml n ney servey keya keh konsey candidate kee winning position hai kon popular hai kiss ko awam vote dey sakti hai yeh janney key leyey survey keya hai...vote kharidney key leyey nahin...par aap jaisey stupid logon ko baat kahan samajh ati hai...woh kehtey hain na keh munfiqeen key dilon par muhr lagi hotee hai is leyey usko har cheez mein kherey nazar atey hain aur pti waley to mashallah aur to kuch nahin har cheez mein khera hee nazar ata hai ...imran khan sey ley kar aap patian ka yahi haal hai...behter yahi hai keh yeh log apney demaghi kheron ka elaj hee karey
IRIS communications sae survey PTI nae free main karwaya tha ya phir wo IRIS nae unhain kherat main kar kae dia tha, Ya phir wo charity kae paison ka tha.
thode aqal he use karlia karo .. IRIS survey used over all Pakistan as sample not each constituency .. overall sample was 3600 people in whole country while PMLN used sample of 5000
for each constituency .. so for 200 sample was approx 1m people .. so u can guess how much PTI might have paid .. probably less than 1m and PMLN paid 100m
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|