Some Interesting Mathematical Facts about Quran

sdmuashr

Senator (1k+ posts)
Bismillah
Assalam o Alaikum,

mag-01.gif

mag-01-2.gif

mag-01-3.gif

http://www.dailyislam.pk/dailyislam/2011/june/06-06-2011/magazine/mag-01.php

dukelondon

Senator (1k+ posts)
Subhanallah Quran mein jabaja Mujizaat hain magar Mr. agar numbers kay mujizaat kay ilawa Quran ki un Aayaat ka bhi Mutaala kar laetay jin mein Insaniyat ki talqeen ki gaii hai aur Khoon-e-Nahaq bahanay waaley Zalimeen par La.anat ki gaii hai toe aaj tumhari simt durust hoti aur tum Zalimeen mein shaamil na hotay.
 
Malik495

Chief Minister (5k+ posts)

averyone knows yahan takiya ya i mean sarhana krnay ki ijazat nahi we all know k tum aur tumahri jamat k log iss Quran ko siray se mantay he nahi.. so ziada falsafa jharnay ki zurorat nahi.. tumhara quran imam-e-ghayab le kr bhag gaye hen unhain aa lenay do phir bolna...
 
dukelondon

Senator (1k+ posts)
anyone knows yahan takiya ya i mean sarhana krnay ki ijazat nahi we all know k tum aur tumahri jamat k log iss Quran ko siray se mantay he nahi.. so ziada falsafa jharnay ki zurorat nahi.. tumhara quran imam-e-ghayab le kr bhag gaye hen unhain aa lenay do phir bolna...

Bhai meri samajh say bahar hai kay ye batein tumhein kaun batata hai??? Baseless Bewaqoofi ki bachon waali batein. Jab tumharay paas koi logical jawab nahi hota to tum bachon waali batein karna shuru kar detay ho. Is tarah to mein bhi keh doon kay tum Musalmaan nahi ho, tum Quran ko nahi maantay laiken mai aisa kyun kahon jab kay mai jaanta hoon kay tum Musalmaan ho aur Quran ko maantay hao. Mukhalfat baraey Mukhalfat mat karo. Pata nahi kis say tumhein ye ajeeb ghareeb bachon waali batein bataein hain.
 
yeh bachon wali batain nahi hay janab.. aap halaf utha k kahain k jo shakhs iss mojooda Quran ko jo aj hamaray paas mojood hay.. mukammal aur tahreef se paak na samjhay wo shakhs musalmaan nahi.. aur jo yeh dawa karay k yeh Quran tahreef shuda hay aur jis ne bhi apni books men yeh sabit krnay ki koshish ki hay wo sab k sab kaafir aur mulhid hen.. ... aap yeh halaf utha lain main maan jaon ga k wakay hi aap iss Quran pr mukammal yaqeen rakhty hen...
 
QaiserMirza

Chief Minister (5k+ posts)
کیا ہمیں قرآن پر ایمان لانے اور اس کو الله کی کتاب سمجھنے کے لیے ان اعداد کو سمجھنا پڑے گا
کیا سورہ البقر کی پہلی آیت کافی نہیں ہے کہ اس کتاب میں کوئی شک نہیں
کیا قرآن میں جگہ جگہ یہ نہیں بتایا گیا کہ یہ ہی الله کا کلام ہے
قرآن بتاتا ہے کہ زندگی کو کس طرح گزارا جائے
قرآن بتاتا ہے کہ الله کی بندگی کس طرح کی جائے
قرآن فال نکلنے کی کتاب نہیں
قرآن اعداد و شمار کے گورکھ دھندوں کی کتاب نہیں
قرآن وہ رسی ہے جس ایک سرا آپ کے ہاتھ میں ہے اور دوسرا سرا الله کے
قرآن سے ہدایت لی جائے نہ کہ اس میں سے اس طرح کے مسایل ڈھونڈے جائیں
الله سے دعا کریں کہ ہمیں قرآن کو صحیح سمجھنے کی صلاحیت عطا فرماے
اور اپنی زندگی قرآن کے مطابق ڈھالنے کی توفیق عطا فرمائے

QaiserMirza

Chief Minister (5k+ posts)
Bhai meri samajh say bahar hai kay ye batein tumhein kaun batata hai??? Baseless Bewaqoofi ki bachon waali batein. Jab tumharay paas koi logical jawab nahi hota to tum bachon waali batein karna shuru kar detay ho. Is tarah to mein bhi keh doon kay tum Musalmaan nahi ho, tum Quran ko nahi maantay laiken mai aisa kyun kahon jab kay mai jaanta hoon kay tum Musalmaan ho aur Quran ko maantay hao. Mukhalfat baraey Mukhalfat mat karo. Pata nahi kis say tumhein ye ajeeb ghareeb bachon waali batein bataein hain.

- “ …The Qur'an which we have in our hands today, has suffered some changes after the Messenger of Allah [pbuh]. Those who collected it after him, dropped and deleted many words and verses, and that the protected Qur'an from such changes and agreeable to the (true & original) revelation of Allah (Ta'ala) is the one which was collected by Ali [as] and guarded until it reached his son Al-Hasan [as] and so on until it ended in the possession of Al-Qa'im (Imam Mahdi) who has it with him today…" (Hashim At-Tubari Al-Bahrani’s Al-Burhaan fi Tafseer al-Qur'an, Introduction: the second premise, Volume 1, p.36, and last paragraph, p. 49)

- The Quran has been purposely altered by the drunkard Caliphs {Abu-Bakr (r.a), Umar (r.a) and Usman (r.a)**. The present Quran is false; It is the duty of Imam Mehdi to bring it in its original form. When Imam Mahdi comes, the Quran will be recited in its original form. (Quran Translation by Maqbool Hussain Delhvi, Chapter 12, p. 384 & p.479 – Published in India)

- Original Quran will not be known until the manifestation of Imam Mahdi. (Ni’matullah al-Jazairi, Al-Anwar Al-Numania, Vol. 2, p. 360 - Published in Iran)

- The present Quran is abridged whereas the Original Quran is kept by Imam Mahdi." (Hazaar Tumhari Das Hamari, p. 553)

- A comparison between the present Quran and the original Quran (which was compiled by Imam Ali (r.a) and will be brought by Imam Mahdi when he appears before the Day of Judgment. (Usul Kaafi, Vol. 2, p. 123)

- A man said that someone was reciting the Quran in the company of Imam Ja'far (r.a.) . The (Shia) narrator said that he heard certain verses in the recitation which were not according to the recitation of the common people. Imam Ja'far told the person reciting: 'Do not recite like this. Recite as the common people recite it until the (Imam) Mahdi arrives. When the (Imam) Mahdi arrives, he will recite the Quran according to its original revelation and the Qu'ran compiled by Ali will be brought forward. (Usul Kafi, Vol 2, p. 622)

- “…When Omar assumed the leadership of Muslims after some time, the people asked (Imam) Ali (Prophet Mohammad’s (p) cousin & son in law) to present his Qur'an. 'Omar asked him: "O 'Ali, present the Qur'an which you showed Abu Bakr so that we may agree on it." At this, 'Ali said: "This is not possible, I only showed it to Abu Bakr so that the proof may be established on you people, and so that you may not say on the day of Judgement: "We were unaware of it," "You did not produce it." The Qur'an in my possession will not be touched except by the pure, and the designated ones of my family." Omar asked: "Is the time known when it will be presented." Upon this, Ali replied: "Yes, when the Saviour of Times (Imam Mahdi) emerges, it will be presented and all the people will agree to it.” (Al-Ihtijaj, Najaf, p. 225, Tafsir al-Safi p. 11, and Fasl al-Khitab p. 7)
 
dukelondon

Senator (1k+ posts)
yeh bachon wali batain nahi hay janab.. aap halaf utha k kahain k jo shakhs iss mojooda Quran ko jo aj hamaray paas mojood hay.. mukammal aur tahreef se paak na samjhay wo shakhs musalmaan nahi.. aur jo yeh dawa karay k yeh Quran tahreef shuda hay aur jis ne bhi apni books men yeh sabit krnay ki koshish ki hay wo sab k sab kaafir aur mulhid hen.. ... aap yeh halaf utha lain main maan jaon ga k wakay hi aap iss Quran pr mukammal yaqeen rakhty hen...

Sab say pehlay to aap ka shukriya kay aap nay ail bilkul logical reply diya aur tehzeeb ka daaman haath say nahi chora. Meray bhai, mai sab kay saamnay Allah(SWT) ko haazir naazir jaan kar halaf utha kay kehta hoon kay jo Quran aaj Musalmano kay paas hai wo tahreef say bilkul paak hai aur us mein aik letter ki bhi zyadati ya kami nahi hai. Ikhtilaaf sirf Surahs kay order par hai. Ali (RA) nay Usman (RA) ko Surah's kay "order of revelation" mein kiya hua compilation diya tha laiken Usman (RA) decided to order it from the biggest Surah to the smallest Surah because many people came with different "order of revelations" and He (RA) thought it was best to end this dispute by ordering it in such a way.

Ab is say problem kya hua. Ye mulahiza kijiye:

Quran mein aik cheez hai "abrogation", yaani kisi cheez ka pehli ijazat thee laiken baad mein pabandi laga di gaii, ya phir kisi cheez pay pehla hukum nahi tha laiken baad mein hukum diya gaya. Order mein na honay ki waja say "abrogation" ko samajhnay mein problem and confusion hoti hai aur agar aap un Christian ya Jew websites pay jaaein jo Islam ko badnaam karnay kay liye banaii gaii hain to un ka yehi sab say bara point hota hai kay Quran mein Naoozubillah "contradiction" hai. But they are wrong, its not contradiction. Its "abrogation" but order of revelation mein na honay ki wajah say wo contradiction lagti hai. To bhai jaisa aap samajh rahey hain waisa kuch nahi hai. Mai nay khud bhi Quran ka Urdu tarjuma do dafa Maulana Fateh Muhammad Khan Jalandhari aur Tafseer Maulana Maududidi (RA) ki hi parhi hai. Bachpan mein teen dafa arabic mein parha tha laiken kuch samajh hi nahi aaya tha. Barey huay to aqal aaii. Laiken 90% Pakistanis ka yehi haal hai.

Agar mai Quran par jhoot bolon to Quran mein Allah (SWT) nay jhooton par Laa.nat ki hai!!!
 
dukelondon

Senator (1k+ posts)
[MENTION=5463]QaiserMirza[/MENTION]

May brother Malik495 ko diye huay reply mein kaafi wazahat kar chuka hoon. Us ka mutaala karein. Jahan tak kitabon kay reference ka taaluq hai to bhai har hadees aur kitaab mustanad nahi hoti. May doosray fiqah kay logo ki bhi aisi bohat si katabon kay hawaalay day sakta hoon jo bilkul baykaar batein hain Zaeef Ahahees hain. Kisi author ka agar ye khayal hai kay Naoozubillah Quran mein say kuch missing hai to ye us ka apna paagalpan say bhara opinion ho sakta hai. Is ka ilzaam poori qaum par na thopiye. Imam Mehdi kay baarey mein yahi kaha jaata hai kay un kay paas jo Quran ho ga wo "Order of revelation" mein hoga laiken us mein aur maujhooda Quran mein aik lafz ka bhi farq nahi hoga.
 
jahanzaibi

Senator (1k+ posts)
Bahi Kaffir ka to khoon bahana haq hay jo kaffir ko gallay lagay wo muslim nahi hay unka to galla katna hay.. Allah hamay bhi jihad (Qital) karnay ki himmat aur taufiq day
aur munafiq ki pittai aur mulk say nikal dinna aur hat per bhi katna jaiz hain.

Allah taliban ki hifazat kareen aur Saab say pehlay Iran phir America aur Isreal ko in mujahadeen kay hatoon azab dain.

Subhanallah Quran mein jabaja Mujizaat hain magar Mr. agar numbers kay mujizaat kay ilawa Quran ki un Aayaat ka bhi Mutaala kar laetay jin mein Insaniyat ki talqeen ki gaii hai aur Khoon-e-Nahaq bahanay waaley Zalimeen par La.anat ki gaii hai toe aaj tumhari simt durust hoti aur tum Zalimeen mein shaamil na hotay.
 
Malik495

Chief Minister (5k+ posts)
Sab say pehlay to aap ka shukriya kay aap nay ail bilkul logical reply diya aur tehzeeb ka daaman haath say nahi chora. Meray bhai, mai sab kay saamnay Allah(SWT) ko haazir naazir jaan kar halaf utha kay kehta hoon kay jo Quran aaj Musalmano kay paas hai wo tahreef say bilkul paak hai aur us mein aik letter ki bhi zyadati ya kami nahi hai. Ikhtilaaf sirf Surahs kay order par hai. Ali (RA) nay Usman (RA) ko Surah's kay "order of revelation" mein kiya hua compilation diya tha laiken Usman (RA) decided to order it from the biggest Surah to the smallest Surah because many people came with different "order of revelations" and He (RA) thought it was best to end this dispute by ordering it in such a way.

Ab is say problem kya hua. Ye mulahiza kijiye:

Quran mein aik cheez hai "abrogation", yaani kisi cheez ka pehli ijazat thee laiken baad mein pabandi laga di gaii, ya phir kisi cheez pay pehla hukum nahi tha laiken baad mein hukum diya gaya. Order mein na honay ki waja say "abrogation" ko samajhnay mein problem and confusion hoti hai aur agar aap un Christian ya Jew websites pay jaaein jo Islam ko badnaam karnay kay liye banaii gaii hain to un ka yehi sab say bara point hota hai kay Quran mein Naoozubillah "contradiction" hai. But they are wrong, its not contradiction. Its "abrogation" but order of revelation mein na honay ki wajah say wo contradiction lagti hai. To bhai jaisa aap samajh rahey hain waisa kuch nahi hai. Mai nay khud bhi Quran ka Urdu tarjuma do dafa Maulana Fateh Muhammad Khan Jalandhari aur Tafseer Maulana Maududidi (RA) ki hi parhi hai. Bachpan mein teen dafa arabic mein parha tha laiken kuch samajh hi nahi aaya tha. Barey huay to aqal aaii. Laiken 90% Pakistanis ka yehi haal hai.

Agar mai Quran par jhoot bolon to Quran mein Allah (SWT) nay jhooton par Laa.nat ki hai!!!
well yeh sun kr to khushi hoi k chalain Quran ki ethenticity pe kam az kam aap ko koi aitraz nahi... rahi baat compiling of Quran k order ki to janab Hazrat Usman (R.A) ne yeh compilation tamam sahaba k mashwara aur ijtehad se ki thi.. Hazrat Ali bhi baad men iss k qail ho gaye thy warna wo apnay daur-e-khilafat men zuror iss ko dubara apnay tareekay se compile kr detay asa unho ne kion nahi kia iss ki waja sirf yehi hay k wo bhi iss compilation of surahs k order ko kubool kr chukay thy.. rahi baat kuffar k aitraazat ki to janab Kuffar ka Quran se agree hona ya us k order se koi sarokaar nahi .. agar unho ne Quran k kisi hissay pr aitraz krna hay to wo kahin se bhi kisi bhi ayat pr aitraz kr sakty hen aur krtay aye hain....Quran k mojooda order per tamam k tamam sahaba muhaddiseen ulema mujtahideen jo Nubuwwat k bad se ley kr aaj tak paida hoye hen wo iss tarteeb ko sahi maantay hen...
rahi baat aap k imam mahdi ki jo qurb-e-qayamat men sahi tarteeb wala Quran le kr ayen gay to mojooda Quran aur baqol aap k imam mahdi k Quran men faq saaf zahir ho ga. jis se saabit yeh hota hay k tamam musalmaan aaj tak ik naoozbillah ghalat tarteeb wala Quran parhtay aye hen jo k hidayat k liye mukammal nahi tha is liye imam mahdi wala Quran sahi hidayat aur deeni masaael k liye kafi ho ga.. ab mujhe yeh nahi maloom k tahreef kisay kahty hen... tahreef lafzi ho ya tarteebi baat to ik hi hoi...
dosri baat yeh k ahl-e-tashayyu k tamam fuqha tamam allamaz aur mujtahideen iss baat pe aik hi raye rakhty hen k Quran men tahreef ki gaee lafzi bhi aur tarteebi bhi.. agar aap ko iss baat pe bahas krni hay to main tayyar hon aap k tamam major ulema jin men Mullabaqir majlisi.. muhammad bin yakoob kuleni khumeni .. buht se baray ulema jin ko fiqah jaafria men buht mukaam haasil hay sab is baat k qail hen k Quran me tahreef hoi..ab aap ki baat se yeh sabit hota hay k yeh sab jhootay hen aur jhooton pe l.a.n.a.t Allah ne farmaee hay Quran men.. ab aap inn logon k baray men kia kahain gay aya aap k nazdeek yeh log musalmaan hain ya nhi?
 
Last edited:

sdmuashr

Senator (1k+ posts)
well yeh sun kr to khushi hoi k chalain Quran ki ethenticity pe kam az kam aap ko koi aitraz nahi... rahi baat compiling of Quran k order ki to janab Hazrat Usman (R.A) ne yeh compilation tamam sahaba k mashwara aur ijtehad se ki thi.. Hazrat Ali bhi baad men iss k qail ho gaye thy warna wo apnay daur-e-khilafat men zuror iss ko dubara apnay tareekay se compile kr detay asa unho ne kion nahi kia iss ki waja sirf yehi hay k wo bhi iss compilation of surahs k order ko kubool kr chukay thy.. rahi baat kuffar k aitraazat ki to janab Kuffar ka Quran se agree hona ya us k order se koi sarokaar nahi .. agar unho ne Quran k kisi hissay pr aitraz krna hay to wo kahin se bhi kisi bhi ayat pr aitraz kr sakty hen aur krtay aye hain....Quran k mojooda order per tamam k tamam sahaba muhaddiseen ulema mujtahideen jo Nubuwwat k bad se ley kr aaj tak paida hoye hen wo iss tarteeb ko sahi maantay hen...
rahi baat aap k imam mahdi ki jo qurb-e-qayamat men sahi tarteeb wala Quran le kr ayen gay to mojooda Quran aur baqol aap k imam mahdi k Quran men faq saaf zahir ho ga. jis se saabit yeh hota hay k tamam musalmaan aaj tak ik naoozbillah ghalat tarteeb wala Quran parhtay aye hen jo k hidayat k liye mukammal nahi tha is liye imam mahdi wala Quran sahi hidayat aur deeni masaael k liye kaai ho ga.. ab mujhe yeh nahi maloom k tahreef kisay kahty hen... tahreef lafzi ho ya tarteebi baat to ik hi hoi...
dosri baat yeh k ahl-e-tashayyu k tamam fuqha tamam allamaz aur mujtahideen iss baat pe aik hi raye rakhty hen k Quran men tahreef ki gaee lafzi bhi aur tarteebi bhi.. agar aap ko iss baat pe baas krni hay to main tayyar hon aap k tamam major ulema jin men Mullabaqir majlisi.. muhammad bin yakoob kuleni khumeni .. buht se baray ulema jin ko fiqah jaafria men buht mukaam haasil hay sab is baat k qail hen k Quran me tahreef hoi..ab aap ki baat se yeh sabit hota hay k yeh sab jhootay hen aur jhooton pe l.a.n.a.t Allah ne farmaee hay Quran men.. ab aap inn logon k baray men kia kahain gay aya aap k nazdeek yeh log musalmaan hain ya nhi?

Assalam o Alaikum,

Just check this out.

http://thedefendersoftruth.com/TPL/Shelf.asp?txtSer=QRNCAT&Type=SHI&Submit=Search
http://thedefendersoftruth.com/TPL/MainDesk.asp?txtSer=DOTSHIAMNU&Type=SHI&Submit=Search
 
Star Gazer

Chief Minister (5k+ posts)
I would appreciate comments on something that kind of just came to me a few days back. I am not aware of any such statements or thinking on similar grounds but if I am ignorant in the knowledge please help me and inform me if it has been though in this way or explained by any one else.

"I have the thought that since Koran is for all times to come, therefore Kiyamat can not come untill all the 100% of Koranic verses and sayings have been proven to be correct, because then Allah will say to us Now Hujjat tamaam. To date according to rough estimates about 70%-80% of the verses have been proven correct."
It would be wonderful if the knowledgeable people can do some research on this.
 
Abdul Hakeem

Politcal Worker (100+ posts)
Mathematical miracles of the holy quran

MATHEMATICAL MIRACLES OF THE HOLY QURAN
Dr. Tariq Al Suwaidan discovered some verses in the Holy Quran that mention one thing is equal to another, i.e. man is equal to women. Although this makes sense grammatically, the astonishing fact is that the number of times he word man appears in the Quran is 24 and the number of times the word woman appears is also 24, therefore not only is this phrase correct in the grammatical sense but also true mathematically (24= 24).

Upon further analysis of various other verses, he discovered that this is consistent throughout the whole Quran, where it says one thing is
like another. See below for some astonishing results:-

The word number of times mentioned in Arabic Quran:

Dunia (one name for life) 115
Aakhirat (one name for the life after) 115
Malaikat (angels) 88 Shaytan (satan) 88
Life 145 Death 145
Benefit 50 Corrupt 50
People 50 Messengers 50
Eblees (king of devils) 11 Seek refuge from eblees 11
Museebah (calamity) 75 Thanks 75
Spending (sadaqah) 73 Satisfaction 73
people who are Mislead 17 Dead people 17
Muslimeen 41 Jihad 41
Gold 8 Easy life 8
Magic 60 Fitnah (dissuasion, misleading) 60
Zakat (taxes Muslims pay for the poor) 32
Barakah (increasing or blessings of a wealth) 32
Mind 49 Noor (light) 49
Tongue 25 Sermon 25
Desire 8 Fear 8
Speaking publicly 18 Publicising 18
Hardship 114 Patience 114
Muhammad 4 Sharee*ah (Muhammad's teachings) 4
Man 24 Woman 24

And amazingly enough have a look how many times the following words appear:-

Month 12
Day 365
sea 32
Land 13
Sea + land = 32 + 13 = 45
% sea = 32/45 * 100 % = 71.11111111
% land= 13 / 45 * 100 % = 28.88888889 = 100.00

Modern Science has only recently proven that the water covers 71.111 % of the earth, while the land covers 28.889 %.

Is this a coincidence?

Who taught prophet Mohammad (PBUH) all this?

Allah,the All Mighty taught him this.
As the Quran tells us:

(This is) a Book, the Verses whereof are perfected (in every sphere of knowledge, etc.), and then explained in detail from One (Allh),Who is All-Wise and Well-Acquainted (with all things).' (Quran 11:1)

The above is from the the series of the scientific miracles in
Quraan, by Dr. Tariq Al Suwaidan May ALLAH Bless us all.
Answer
Numerical Miracles of Quran
In the name of Allah, We praise Him, seek His help and ask for His forgiveness. Whoever Allah guides none can misguide, and whoever He allows to fall astray, none can guide them aright. We bear witness that there is no one (no idol, no person, no grave, no prophet, no imam, no dai, nobody!) worthy of worship but Allah Alone, and we bear witness that Muhammad(saws) is His slave-servant and the seal of His Messengers.
Dear Brother in Islam, the Quran is indeed a miracle for all times and ages. The Glorious Quran is the very Word of the Lord of the Worlds, and is perfect in every aspect.
The Glorious Quran is an ocean of knowledge, and the more one dives into this Divine Ocean, the more he will be blessed and honored with knowledge. There are volumes of books written by eminent scholars, and scientists, and astronomists, and medical experts, etc.; about the miracles of the Glorious Quran in their respective fields. Modern science have only now accepted and declared the miracles of the Quran, which the believers believed firmly since its Revelation from the One, Who is All Knowing, All Wise.
It is also difficult to check all the above words of the Holy Quran, because in the Arabic language each word has a root word and many words are derived from that root word.
For example, take the word ilm or knowledge. From this root word ilm, other words can be derived such as Aleem (All Knowing), alim (scholar), yahlamoon (they know), etc. Thus it would be impossible to determine which derived word is chosen to come to the specific number, and which one is left out.
And if one just takes a glance at the list provided, there are a few obvious errors. The writer has said that the word salat is mentioned five times! This is obviously incorrect, as the word salat is mentioned in excess of 38 times in the Glorious Quran! The writer has said that the word land appears only 13 times in the Quran; whereas the truth is that the word land is mentioned in excess of 80 times in the Quran! The writer has said that the word fear appears only 8 times in the Quran; whereas the truth is that the word fear is mentioned in excess of 150 times in the Quran!
Thus, obviously, it seems that the writer has either not done a proper research, or has used a different criteria for choosing his words. The above list is not absolutely accurate; and just because it is not accurate does not diminish the miracles of this Glorious Book.
But brother, we must realize that the Quran was not revealed to man to figure out its miracles, nor was it revealed to write each word of the Quran and then see which word matches which word in its number of repetitions. If one has done the numerical additions, and it has increased his faith and conviction in the miracles of the Divine Words, there is no harm. But the reason Allah Subhanah revealed the Quran was that it is supposed to be accepted as a perfect guidance to mankind.
Allah says in Chapter 2, Surah Baqarah aayat 185

"Ramadan is the month in which the Quran was sent down: this Book is a perfect guidance for mankind and consists of CLEAR teachings which show the right way and are a Criterion of the Truth and falsehood."
Because this Glorious Book are the very Words of our Lord and Creator, they are obviously overflowing with miracles. Many miracles are known to man and modern science; and innumerable others are still unknown.
Our duty as believers is to believe, accept, and unconditionally obey each and every command of the Glorious Quran; which is indeed a perfect guidance for all mankind.
Whatever written of Truth and benefit is only due to Allahs Assistance and Guidance, and whatever of error is of me. Allah Alone Knows Best and He is the Only Source of Strength.
http://www.islamicmiracles.net/mathematical_miracles.htm