Suno Hukamarano

  • Thread starter Thread starter arshad_lahore
  • Start date Start date

RashidAhmed

Moderator
Staff member
Siasat.pk Web Desk
Garoor ka sir neecha hota hai

PPP bohat barre bol bol rahi hai

like N League ko hum Pakistan main le kar aaye hain
N League ki Punjab main hakoomat hamari wajah se bani hai
N league ko hum ne jataaya hai
Lawyers ki movement main hamara khoon shaamil hai (kisi aur jamaat ya wakeelon ka nahin shamil)
Nawaz Sharif apni auqaat main rahain
 

Back
Top