Altaf Lutfi
Chief Minister (5k+ posts)
Re: TAHIR AL QADRI'S LONG MARCH THREAD - (Please post all updates here)
hum apnay heated kamray mein bethay kitni aasaani se TUQ ki tehreek par zaban drazi kartay rahay hain, jab is ghazab ki sardi mein khawateen aur bachay tak Lahore se Islamabad ki taraf harkat mein hain tu kya hamein ek baar phir apnay hewaan honay ki tasdeeq nai kar leni chahiyay ? kya yeh log hakoomat lenay ja rahay hain, bikay huay hain ? woh jin ki mat bilkul hi naheen mar di gai, woh jo abhi tak Rab-e-kaaba ki hikmaton se khush gumani rakhtay hain aur woh jin ko kal marnay ka yaqeen hai aur apni 4 foot lambi zubaanon k istemaal ka jawab dena hai, Allah k wastay agar tumhari wafadaariyaan is march ki himayat ki ijazat nai bhi detein, kam az kam is ka mazaq na banao, kaheen khud mazaq ban k na reh jao. Rana Sana-ullah par Khuda ki hazar laaaanatein hun, badbakht dekh kar bhi sach ko man lenay se aajiz nazar aaya ! aur woh Pervez Rasheed ! pichhlay paap tu Pervez Musharraf k daur mein shayad rectum khulwanay se dhul gaye, ab phir badqismati ki potli baandh raha hai.