Why The Qur'an Alone

Wake up Pak

(50k+ posts) بابائے فورم
ap sirf pakwas far mah rehe ha
ap ki baji ko dusra bcha hu jay tu who b shirk hute ha.
I study all 4 major realign and try to understand the religious ideology behind them.
Think out of BOX
stop this Brain less over thinking
What this nonsense is all about? Are you ignorant or just pretending to be one?
What is the religious ideology behind them?
 
M_Shameer

Senator (1k+ posts)
انسان کی رہنمائی کیلئے کسی مذہبی کتاب کی ضرورت نہیں۔ آج تک انسانی عقل اور شعور نے ہی انسان کی رہنمائی کی ہے اور وہی انسان کیلئے کافی ہے۔ انسان نے آج تک جتنی بھی ترقی کی ہے، چاہے وہ کسی بھی میدان میں ہو، چاہے وہ زراعت میں ہو، معدنیات میں ہو، فلکیات میں ہو، ارضیات میں ہو، میڈیکل کے شعبے میں ہو، ٹیکنالوجی کے شعبے میں ہو، وہ سب کی سب انسان کی عقل کی مرہونِ منت ہے۔ مذہب نے آج تک رتی برابر انسانی علم میں اضافہ نہیں کیا۔ میرا تمام مذہبی افراد کو چیلنج ہے کہ وہ آج تک موجود تمام انسانی علوم میں کوئی ایک ایسی شے دکھا دیں جو مذہب کی بدولت شامل ہوئی ہو۔

مذہب نے انسان کو تقسیم کیا ہے، جہالت اور رجعت پسندی سکھائی ہے۔ جو معاشرے آج بھی مذہب پر چل رہے ہیں ان کی حالت دیکھ لو اور جن معاشروں نے مذہب کو اپنی سماجی و سیاسی زندگی سے نکال پھینکا ہے ان کی حالت دیکھ لو دونوں تہذیبوں میں صدیوں کا فاصلہ نظر آئے گا۔۔
 
Citizen X

And yet majority of the scientists accredited for all these are not atheist and the era outside of our own where most major scientific work was done and discoveries made was in the Islamic golden era on which most of modern science is based today.

Ek to boot polishiya, patwari aur ooper se atheist, wow what a ultra rare combination of moronic stupidity. Like all the elements of stupidity and moronic in nature got together to form a super moron patwari. The probability of this happening is one in a trillion.
 
Last edited:

Citizen X

(50k+ posts) بابائے فورم
What this nonsense is all about? Are you ignorant or just pretending to be one?
What is the religious ideology behind them?
Havent you figured out, this account is being used or more like abused by at least 4 to 5 people. One writes only perfect English. Other can't even spell his name correctly, another can't write a word in English and forced to use an English keyboard but can't write a single line in roman urdu than anyone from this planet can understand
And writes with the center alignment on
most probably because
he is too dumb
to figure out how to turn it off.​
How else do you think this account can post almost a 100 posts a day, every hour on the hour in a 24hr time period.

Like Safdar, is account per bhi shifts lagti hain, so sirf bizti karo, chittar phero, mazaq urdao and be on your way 😂
 
Democratics

Senator (1k+ posts)
Idiot what is there to think out of box choutiye jahil
ap sirf pakwas far mah rehe ha
ap ki baji ko dusra bcha hu jay tu who b shirk hute ha.
  1. photo was haram​
  2. tv was haram​
  3. video was haram​
  4. even writing quran with printer was haram​
  5. And all above was shirk at that time​
  6. what you think of now every thing is halal and fine
  7. molvi do no fallow the trend but they take time to accept the reality 200 years latter

Oye jahil key ulaad apni hadood may reh warna tayra woh hashar karoon ga yaad rakhay ga
 
Democratics

Senator (1k+ posts)
Oye jahil key ulaad apni hadood may reh warna tayra woh hashar karoon ga yaad rakhay ga
I Can Do It Dancing GIF

tere oqat itne ha ha
logical reply tu hu nahi sakta
respect for religion is always there but such brainless people always defame the religion​
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
انسان کی رہنمائی کیلئے کسی مذہبی کتاب کی ضرورت نہیں۔ آج تک انسانی عقل اور شعور نے ہی انسان کی رہنمائی کی ہے اور وہی انسان کیلئے کافی ہے۔ انسان نے آج تک جتنی بھی ترقی کی ہے، چاہے وہ کسی بھی میدان میں ہو، چاہے وہ زراعت میں ہو، معدنیات میں ہو، فلکیات میں ہو، ارضیات میں ہو، میڈیکل کے شعبے میں ہو، ٹیکنالوجی کے شعبے میں ہو، وہ سب کی سب انسان کی عقل کی مرہونِ منت ہے۔ مذہب نے آج تک رتی برابر انسانی علم میں اضافہ نہیں کیا۔ میرا تمام مذہبی افراد کو چیلنج ہے کہ وہ آج تک موجود تمام انسانی علوم میں کوئی ایک ایسی شے دکھا دیں جو مذہب کی بدولت شامل ہوئی ہو۔

مذہب نے انسان کو تقسیم کیا ہے، جہالت اور رجعت پسندی سکھائی ہے۔ جو معاشرے آج بھی مذہب پر چل رہے ہیں ان کی حالت دیکھ لو اور جن معاشروں نے مذہب کو اپنی سماجی و سیاسی زندگی سے نکال پھینکا ہے ان کی حالت دیکھ لو دونوں تہذیبوں میں صدیوں کا فاصلہ نظر آئے گا۔۔

azeezam m shameer sb, aap bebunyaad dawe kerne se baaz rahen warna mujhe aap se bahot se sawalaat kerne paden ge jin ke aap ke paas bamaqsad drust jawabaat nahin hun ge. aap to mere pehle sawaal per hi atak ker reh ge the doosre thread main.

insaanu ki aqal ne insaanu ki aaj tak bamaqsad drust rahnumayee nahin ki hai issi liye insaaniyat hazarun saaloon se pasti main giri hui hai.

agar insaani aqal insaanu ki bamaqsad drust rahnumayee ke liye kaafi hoti to aap ki baat drust hoti magar aisa ham ko insaani duniya main aaj bhi nazar nahin aa rahaa. ye is baat ka 100% saboot hai ke insaanu ko bamaqsad dust khaarji rahnumayee ki zaroorat hai. ye is liye keh is ke baghair insaan soch aur amal ki pasti se nikal hi nahin sakte chahe hazaarun baras aur bhi guzar jaayen. wajah ye hai insaanu ki soch apne mahol se na bahir nikal sakti hai aur na hi aage chal sakti. insaani aqal laws of nature ke aage bebas hai.

mere nazdeek sab aise scientists, philosophers, religious scholars, siasatdaan jahil hen jin ko aaj tak itni soch bhi na aai keh insaani duniya khudaa ki hidaayat ke baghair hidaayat paa hi nahin sakti. haan ye baat zaroor drust hai keh sirf aur sirf khudaa ki hidaayet insaanu ke liye kaafi nahin hai is ke saath saath insaanu ko apni khudaa daad aqal ko bhi bamaqsad tor per drust istemaal kerna ho ga. yahee wajah insaani aqdaar yani moral values aik lihaaz se absolute hen aur doosre lihaaz se relative. aap to ye baat bhi samajh hi nahin sakte aur kia samjhen ge?

khudaa ne apna taaraf karaana chah issi liye us ne aik to kaainaat takhleeq ki aur doosra apna paighaam insaanu tak ponchaaya. taa keh insaan apni duniya ko us ke diye ge naqshe ke mutaabiq banaayen aur apni zindagiyan jannat banaayen aik doosre ki madad aur taavan se taa ke woh laws of nature ki ghulami se nijaat paa saken un ko bamaqsad drust istemaal ker ke. yahee wajah hai quran chahta hai insaan is duniya ko theek se samjhen aur quran ko bhi theek se samjhen aik doosre ki roshni main.

insaanu main se bahot thode logoon ne intahee qaleel muddat ke liye aisa kiya aur ziyaada tar insaanu ne apni marzi ko hi apnaaya aur yoon jahaalat aur aik doosre per zulmo ziyadati ke murtakib huwe aur hote rahen ge jab tak woh quran ko apna imaam nahin banaate bamaqsad aqal ki roshni main. aaj bhi log wohee zulmo ziyaadati ker rahe hen aik doosre ke saath jo woh hazaarun sadiyan pehle kerte the. issi liye to insaanu ki ye haalat hai jo sadiyun se hamaare saamne hai. inhune aik doosre se hamesha muqaabla kia hai aur aik doosre se dushmani hi nibhaee hai. ye is liye keh in logoon ne khudaa ki kitaab ko theek tarah se samajhne ke liye na kabhi socha aur na hi kabhi koshish ki.

agar logoon ne khudaa ki kitaab ko drust tareeqe se samajhne ki kohsihs ki hoti to in ka ye haal kabhi bhi na hota jo hamaare saamne hai. yahee haal rahe ga insaanu ka agar ye khudaa ki kitaab aur apne aqal to bamaqsad istemaal nahin karen ge.

insaanu ki aik bahot hi badi aksriyat aaj bhi aik doosre ke saath apne haraami pan se baaz nahin aa rahee. kia communism, capitalism, socialism insaanu ki ijaad nahin hen? bilkul hen. agar hen to phir insaanu ke haraami pan ka isse badaa saboot aur kia ho sakta hai? kia mazhab, secularism aur one party and multiparty party democratic systems insaanu ki ijaad nahin hen? bilkul hen. to phir insaanu ke haraami pan main kia shak baaqi reh jaata hai?

kia insaanu main rivalry aur animosity nahin hai aur kia ye cheezen insaanu ki apni peda ki hui nahin hen? bilkul hen. yahee sab kuchh to hai jo insaanu ne ham ko diya hai apni aqloon ki wajah se. ab aap khud hi bataao kia aise insaan insaani duniya ko sirf aur sirf apne aqlo fikar se drust ker sakte hen? her giz nahin.

fact number one, aap samait her insaan jaanta hai keh woh is duniya main na khud aaya hai aur na hi apni marzi se aaya hai balkeh us ko doosre log is duniya main laaye hen.

fact number two, aap samait her insaan ye baat jaanta hai keh us ko doosre logoon ne parwaan charaaya hai na keh us ne khud ko parwaan chadaaya hai. ye baaten saaf saaf bataati hen keh insaanu ko aik doosre ki zaroorat hai warna woh na is duniya main aa sakte hen aur na hi khud ko parwaan charaa sakte hen.

fact number three, aap samait her insaan jaanta hai keh insaan bhoodhe bhi hote hen aur jab aisa hota hai to un ko doosre logoon ki madad ki zaroorat padti hai apni baaqi maanda zindagi duzaarne ke liye.

fact number four, aap samait her insaan jaanta hai keh woh ghalatiyan ker sakta hai balkeh ghalatiyan kerta hai aur yun usse accidents bhi ho jaate hen jisse insaan mazoor bhi ho jaate hen aur un ko doosrun ki zaroorat padti hai apni zingaiyan guzaarne ke liye.

fact number five, aap samait her insaan jaanta hai keh kisi bhi insaan ko zindagi ke kisi bhi hisse main koi aisi bemaari zahir ho sakti hai jo usse mazoor ker de jis ki wajah se us ko doosrun ki zaroorat padti hai.

fact number six, aap samait duniya main koi aik insaan bhi apni sab zaroorten poori nahin ker sakta. misaal ke tor per apna khaana ugaana, tayaar kerna, banaana ya apna makaan tayaar kerna ya taleem haasil kerna, tarbiyat haasil karna ya kisi bhi fun main mahaarat haasil kerna waghera waghera. ye baat bhi issi baat ka pakka saboot hai keh insaanu ko aik doosre ki laazmi zaroorat hai.

In sab baatun se saaf saaf zahir hai keh insaanu ko aik doosre ki poori poori madad ki zaroorat hai taa keh woh apni zindagiyun ki zarooriyaat ko haasil ker saken. jis insaan ki zaroorat poori nahin hoti woh kamzor aur bekaar ho jaata hai balkeh kuchh zarooryaat poori na hone ki waja se woh mar jaata hai.

agar ye baat pakki hai keh insaanu ko aik doosre ki zaroorat aik laazmi amar hai to phir aapas ki rivalry aur dushmani ke kia maani? kia aisa kerne se hamaari zarooten theem tarah se poori ho sakti hen? lihaaza insaanu ki laazmi zaroorat aapas main dushmani nahin hai balkeh dosti hai. issi baat ke liye insaaniyat ko aik mayaar darkaar hai jo sab ke liye yaksaan kaam kare.

ab aap bataayen aap aur aap ke scientists, philospher, religious scholars, politicians aur baaqi log is tanaazur main kahaan khade hen? their qualifications are not worth the paper they are written upon in my view. yahee wajah hai un ki taaleemo tarbiyat aur fanoon ki koi ahmiyat sire se hai hi nahin jab tak woh quraan ki roshni main apni taleemo tarbiyat aur darkaar fanoon haasil na karen. kyuunkeh woh khudaa ki zaat ka bamaqsad drust tasawur jaante hi nahin aur na hi jaanane ki kohsihs hi kerte hen balkeh aisi baatun ko aap hi ki tarah dismiss ker dete hen lihaaza aise log meri nazar main insaan kehlaane ke haqdaar hi nahin hen.

balkeh yahee wajuhaat hen jin ki wajah se khudaa ki zaat ka bamaqsad drust tasawur jaanane ki koshish kerna tamaam insaanu per laazim hai warna woh kabhi bhi bande ke puttar ban hi nahin sakte.

bahot se log kehte hen mullaan ko government ki pusht panahi aur funding haasil hai. ye baat drust hai magar woh log ye baat nahin bataate keh bilkul yahee maamla deegar logoon ka bhi hai yaani scientists, philosophers, politicians waghera waghera bhi governments keliye hi kaam kerte hen aur wohee un ko funding bhi kerti hen.

yahee asal wajah hai her insaan uljhan main hai kyunkeh sab governments apne apne logoon ko idhar udhar bekaar baatun main uljhaaye rakhna chahti hen taa keh log asal haqeeqat ko jaan hi na saken keh hukamraan tabqa, mullaan tabqa aur sarmayadaar tabqa parde ke peeche se aapas main mil ker un ke saath kaise kaise zaalmaana khail khail rahe hen.

quraan issi baat ko logoon ko samjhaata hai aur un ko bamaqsad drust raata aur dastooro qanoon bataata hai taa keh mazloom log mil ker kaise in logoon ka muqaabla karen. ye sab itna behtareen hai keh issi per quran insaanu ko challenge kerta hai keh woh quraan waale nizame hakoomat se muqaabla ke liye apna koi bhi nizaame hakoomat le aayen aur dekhen keh kon saa nizaame hakoomat insaaniyat ke liye behtareen hai.

lihaaza agar aap ke pas koi aisa nizaame hakoomat hai jo aap quraan ke muqaabil pesh ker saken to laaiye logoon ke saamne rakhiye aur dekhiye aap kahaan tak is maqsad main kaamyaab hote hen. aap her giz kaamyaab nahin ho sakte ye bhi quraan main hi bataa diya gayaa hai.

main aap ki baaten khud ko musalmaan kehlwaane waale logoon ke baare main to sun sakta hun jin ke nazriyaato afkaar aur amaal hi aise hen keh un per tanqeed ki jaani chahiye un ko drust simt main nlaane ke liye magar quraan ke khilaaf main aap ki behuda aur jahilaana baaten sunane ko tayaar nahin hun jab tak aap aise dalaail na den jo mere diye ge dalaail ko tod saken.

quraani nizaame hakoomat kaisa hota hai main apni deegar posts main tafseel ke saath bataa chuka hun un ko padh len. main mullaan ki behuda aur jahilaana baaatun ka jo unhune apni kitaabun aur taqareeun main ki hen khudaa aur us ke paighambrun ke baare main aap se behs nahin karun ga. mere nazdeek ye log us waqt tak muslim ho hi nahin sakte jab tak ye log quraan ko theek tarah se samajh nahin jaate khudaa ki takhleeqaat ki roshni main.

lihaaza agar aap quraan aur asal islam per baat kerna chahte hen to pehle khud ko is qaabil to karen keh aap ko quraan aur kaainaat ka bamaqsad ilm ho sake. jab aap aisa ker lain ge to mera khayaal hai aap ke quraan aur islam per ehtaraazaat khud bakhud hi khatam ho jaayen ge.

I hope you read through this post carefully. meanwhile regards and all the best.
 
jawediqbal

Citizen
P
انسان کی رہنمائی کیلئے کسی مذہبی کتاب کی ضرورت نہیں۔ آج تک انسانی عقل اور شعور نے ہی انسان کی رہنمائی کی ہے اور وہی انسان کیلئے کافی ہے۔ انسان نے آج تک جتنی بھی ترقی کی ہے، چاہے وہ کسی بھی میدان میں ہو، چاہے وہ زراعت میں ہو، معدنیات میں ہو، فلکیات میں ہو، ارضیات میں ہو، میڈیکل کے شعبے میں ہو، ٹیکنالوجی کے شعبے میں ہو، وہ سب کی سب انسان کی عقل کی مرہونِ منت ہے۔ مذہب نے آج تک رتی برابر انسانی علم میں اضافہ نہیں کیا۔ میرا تمام مذہبی افراد کو چیلنج ہے کہ وہ آج تک موجود تمام انسانی علوم میں کوئی ایک ایسی شے دکھا دیں جو مذہب کی بدولت شامل ہوئی ہو۔

مذہب نے انسان کو تقسیم کیا ہے، جہالت اور رجعت پسندی سکھائی ہے۔ جو معاشرے آج بھی مذہب پر چل رہے ہیں ان کی حالت دیکھ لو اور جن معاشروں نے مذہب کو اپنی سماجی و سیاسی زندگی سے نکال پھینکا ہے ان کی حالت دیکھ لو دونوں تہذیبوں میں صدیوں کا فاصلہ نظر آئے گا۔۔
Poora Israil (Jews) abhi bhi apne Mazhab per qaim hai, Hindo abhi bhi apne mazhab per pakkay hen.
aur Gadhay Atheist jinho apna new mazhab bna lia jisko wo mazhab ka name nahi detay wo bhi hain to 1 "belive" mazhab per Qaim hain...
 
jawediqbal

Citizen
انسان کی رہنمائی کیلئے کسی مذہبی کتاب کی ضرورت نہیں۔ آج تک انسانی عقل اور شعور نے ہی انسان کی رہنمائی کی ہے اور وہی انسان کیلئے کافی ہے۔ انسان نے آج تک جتنی بھی ترقی کی ہے، چاہے وہ کسی بھی میدان میں ہو، چاہے وہ زراعت میں ہو، معدنیات میں ہو، فلکیات میں ہو، ارضیات میں ہو، میڈیکل کے شعبے میں ہو، ٹیکنالوجی کے شعبے میں ہو، وہ سب کی سب انسان کی عقل کی مرہونِ منت ہے۔ مذہب نے آج تک رتی برابر انسانی علم میں اضافہ نہیں کیا۔ میرا تمام مذہبی افراد کو چیلنج ہے کہ وہ آج تک موجود تمام انسانی علوم میں کوئی ایک ایسی شے دکھا دیں جو مذہب کی بدولت شامل ہوئی ہو۔

مذہب نے انسان کو تقسیم کیا ہے، جہالت اور رجعت پسندی سکھائی ہے۔ جو معاشرے آج بھی مذہب پر چل رہے ہیں ان کی حالت دیکھ لو اور جن معاشروں نے مذہب کو اپنی سماجی و سیاسی زندگی سے نکال پھینکا ہے ان کی حالت دیکھ لو دونوں تہذیبوں میں صدیوں کا فاصلہ نظر آئے گا۔۔
Insan jo apni Aqal ki Baten karta hai wo Khud he nahi bana hai.
agar science say Insan banta hai to Sabit karen koi 1 Insan bna kar,

Takhleeq e Kainat kisi Science ka kaam nahi,
Kisi Insan key Dimagh ki Bat nahi.
 
Back
Top