Aj ham Kashmir day mana rehay hain.maqboza kashmir mein insani haqooq ki sangeen khalaf warzi par muzamti bayanat..Keh rehay hain ke Indian Kashmiri aurto bacho.borho par zulam kar rehay hain.Kashmir mein haq ur sach ki awaz ko daba dia jata ha.Sahafio ko utha lia jata ha.logo ke upar rayasti torture aam baat ha Indian Army aur police ki..Kashmiri azadi mang rehay hain.ham kis monh se ye baat kar rehay hain?Pakistan ki riasat ur Gov Yaheeh kaam tu is waqt Pakistan mein khud kar rahi ha..aur log zulam se azadi mang rehay hain.