جو ایک دھبہ لگا تھا معزز جج پر،وہ مجھے پکا ہوتا نظر آ رہا ہے : رسول بخش

peaceandjustice

Chief Minister (5k+ posts)
رسول بخش صاحب کو سچ بول کر عوام کی آواز کرپٹ سسٹم سے مزے لینے والوں تک پہنچا دی ھے پاکستان کی عدلیہ نے آپنے پیٹی بن بھائی کو بچا کر ملک آور قوم کے ساتھ ساتھ عدلیہ کا سر بھی شرم سے مزید جھکا دیا ھے
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
hamaare un bazurgun ki qurbaniyun ko jinhune pakistan banaaya tha scp ne befaaida karaar de diya hai. ab ye pakistan ke awaam hi faisla ker sakte hen keh is faisle ko barqaraar rakhna hai ya jujoon samait is ko raddi ki tokri main painkhna hai.

haraami pan ki had ho gayee hai adliya ke idaare main kaam kerne waalun ki. kia pakistan issi liye banaaya gayaa tha keh aise haraami log is ke saath aisa karen? aakhir khud ko musalmaan kehlwaane waalun ko ghair muslimoon se azaadi ki zaroorat hi kyun thi aur hai agar in haraami logoon ne khud bhi wohee kuchh kerna hai jo kaafir log pehle hi se ker rahe hen?

is baat ko ham ko poore hosho hawaas se sochna ho ga ye ham log kis taraf jaa rahe hen? For better understanding of deen of islam from the quran see HERE, HERE and HERE.
 
Last edited:

peaceandjustice

Chief Minister (5k+ posts)
koe ek idara ho jo apna haq ada kar raha ho ... siway Pak Army ky ... kisi say koe tawako nahi kay wo kisi bhi kisam ki bhater pakistan ki misal paida karay ... yah keasa insaf ka idara hy jo ek naa insafi ka markaz banta chala ja raha hy
بار کونسلز میڈیا اور عدلیہ کے کرپٹ شیطانوں نے کالی بھیڑوں کے مل کر عوام کو دھوکا دے رھے ھیں اور سمجھتے ہیں کہ ھماری چالیں کامیاب ہو رہی ہیں لیکن یہ کالی بھیڑیں خود بہت بڑے دھوکے میں ہیں
 

peaceandjustice

Chief Minister (5k+ posts)
آج پاکستان کے ججوں نے پاکستان کے نظام عدل نا انصافی کو عوام کے سامنے کھول کر رکھ دیا ھے اور اس بات پر مہر ثبت کر دی ھے کہ پاکستان میں کیسی کا باپ بھی اشرافیہ کو سزا نہیں دے سکتا ھے اور عوام ان اشرافیہ کے غلام ہیں اور قانون اس اشرافیہ کی لونڈیاں ہیں جس قانون کو جب چاہیں کاٹ کر مسل کر رکھ دیں
 

Eigoroll

MPA (400+ posts)
koe ek idara ho jo apna haq ada kar raha ho ... siway Pak Army ky ... kisi say koe tawako nahi kay wo kisi bhi kisam ki bhater pakistan ki misal paida karay ... yah keasa insaf ka idara hy jo ek naa insafi ka markaz banta chala ja raha hy
Unfortunately, Pakistan Army is also a culprit. They are the one giving deals and NROs to corrupt politicians. How do you think Nawaz Kanjar managed to leave Pakistan? Pakistan military establishment is the protector of corrupt system. They are the biggest obstacle against real justice in Pakistan.
 

Pakistanpk

Politcal Worker (100+ posts)
فائزعیسیٰ کےمعاملے میں ایک ثابت ہوگئی-بچہ اپنا روےتوپیارآتا ہےاور دوسرے کا روے تو غصہ-بیگم اپنی روے تو غصہ اور دوسرے کی روےتو پیار
 

Saboo

Prime Minister (20k+ posts)
پتا نہیں ان ججز کے ساتھ لفظ معزز کیوں لگایا جاتا ہے ؟
معزز نہیں تو پھر کونسا لفظ لگانا چاہئیے؟
معزز شائد اسلئے کہ وہ انصاف کی کرسی پر بیٹھے ہیں
اور آپ کٹہرے میں پابند سلاسل کھڑے ہیں
 

Nice2MU

President (40k+ posts)
رسول بخش صاحب کو سچ بول کر عوام کی آواز کرپٹ سسٹم سے مزے لینے والوں تک پہنچا دی ھے پاکستان کی عدلیہ نے آپنے پیٹی بن بھائی کو بچا کر ملک آور قوم کے ساتھ ساتھ عدلیہ کا سر بھی شرم سے مزید جھکا دیا ھے

وہ آزاد صحافت کا علم بردار جج اسے توہین عدالت کا نوٹس نہ بھیج دے۔
 

Saboo

Prime Minister (20k+ posts)
hamaare un bazurgun ki qurbaniyun ko jinhune pakistan banaaya tha scp ne befaaida karaar de diya hai. ab ye pakistan ke awaam hi faisla ker sakte hen keh is faisle ko barqaraar rakhna hai ya jujoon samait is ko raddi ki tokri main painkhna hai.

haraami pan ki had ho gayee hai adliya ke idaare main kaam kerne waalun ki. kia pakistan issi liye banaaya gayaa tha keh aise haraami log is ke saath aisa karen? aakhir khud ko musalmaan kehlwaane waalun ko ghair muslimoon se azaadi ki zaroorat hi kyun thi aur hai agar in haraami logoon ne khud bhi wohee kuchh kerna hai jo kaafir log pehle hi se ker rahe hen?

is baat ko ham ko poore hosho hawaas se sochna ho ga ye ham log kis taraf jaa rahe hen? For better understanding of deen of islam from the quran see HERE, HERE and HERE.
Hahaha…Here is Mr. Here, Here and Hear…... ?
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
scp ke judges ne is case main pe dar pe ghalatiyan ki hen jin ka jawaab scp ke judges ko dena ho ga warna baat banane waali nahin hai. aakhir scp main is tarah ke naa-ehl judges aaye kahaan se hen jinhune itni ghalatiyan ki hen is case main?

is reference ko hearing ke liye qabool ker liya phir sawaal uthaa diya keh is ki tehqiqaat ka tareeqa ghalat tha lihaaza ye reference drust nahin hai.

jab qabool ker liya tha hearing ke liye to phir is ke tehqiqaati tareeqae kaar per sawaal uthaana banta hi nahin tha.

phir ye case investigation ke liye trial court main jaana chahiye tha taa keh asal baaten case ke baare main saamne aa saken magar aisa nahin kiya gayaa aur baghair tehqiqaat ke is per apni decision de di.

khud hi is ko fbr ko bhaija phir ussi fbr ki tehqiqi report ko rad ker diya.

phir ye bataaya jaa rahaa hai is case per mazeed tehqiqaat se her idaare ko rok diya gayaa hai. ye to bahot hi ghalat precedent set ho jaaye ga agar aisa kiya gayaa hai. isse judges ke khilaaf tehqiqaat ka darwaaza hi band ho jaaye ga.

is ka matlab ye ho ga keh judges aaeeno qanoon se baala tar hen, jo quraano sunnat ke khilaaf qanoon ban jaaye ga.

is tarah ki ghalatiyan scp ke judges se sarzad hona judges ki naa-ehli ka pakka saboot hen. in se to scp peechha nahin chhuraa sakti.

awaam ko in baatun ko samajhna ho ga aur in baatun ka sakht notice lena ho ga warna pachhtaaye gi awaam baad main agar ab nahin bole gi. ye to pakistan ko tabah kerne ki saazish ki tarah ka maamla lag rahaa hai. awaam ke liye sakht qawaneen aur judges ko khuli chhutti. ye to marshal law se bhi badtar baat ho gi agar is per taaqatwar radde amal zahir na kiya awaam ne.
 
Last edited: