Re: before you .............
Yeh Riksha zaroor Jamat e islami walon ka hoga , Qibla Munnawar hassan ne apni saadgi ko mad e nazar rakhte huay is Rakshay main safar kar ke is rakshay ko sahadat bakshi hogi , Yehi wajjah hai ke aaj hum ne bhi is azeem rakshay ka deedar kia kuin ke thread start karne wale ka jeena marna Jamaat e islami hai