RajaRawal111
Prime Minister (20k+ posts)
??Rona sir is baat ka hai kay patwarion ki kismat main ab surf rona hi likha hai. Ganjay pakray gayee aur PMLN walay itti sari seaten lay ker bhi kisi ginti main nahi hain. Ab rooain nahi tu kya karain.
wasay PMLN main sab se best finance ka banda kaun tha?
Na wadey wadey bol bolya kur yar Munawarkhan. Chitar parade jo ho rehi ha aaj kal tum logon ki woh kafi spectacular he.