insaanu ke ghalat kaamun se khudaa khush nahin ho sakta aur na hi maafi deta hai warna insaanu ko is duniya main apne kiye ki sazaa kyun milti? agar insaan ghalati se bhi apna haath aag main daal de to woh jal jaata hai to maafi kahaan se ho gayee? aise aqeedun ka asal deene islam se koi taaluq nahin hai. ye sab banaawati baaten hen jo quraano hadis ke ghalat tarjamun ka kamaal hen. For a detailed explanation see HERE.