قوم کو نسل کی گالی دینے والا گھٹیا انسان

sajhassan

MPA (400+ posts)
او بس کر او یار -- اب مجھے قتل کر کے آگ نہ لگا دینا
میرے ذہن میں کوئی ایسا خناس نہیں بھرا ہوا جو آپ ڈھونڈھ رہے ہو

In other words - stay in your limits. My eeman and my association with my Rasool (S) does not need any accreditation from you.
Behtar hai apnay alfaz aik dafa phir parh lain, agar ghalti ki hai tu mazrat ker lain, sirf main nay hi aisa mehmoos nahi kia. Nahi yaqeen tu apnay dost chacha basharat say poch lain. Mera aisa koi iradha nahi kay kisi ko qatal kerun yah qatal ki planning kerun.

Jis Nabi ko manta hun unhon nay Qaymat tak kanroun ko mohlat di hai iss liey befikar raho
 
Wonder why you have this habit of jumping to the conclusion so quickly. Earlier you blamed me for firqa wariat & now this. 😔
 
RajaRawal111

Prime Minister (20k+ posts)
Behtar hai apnay alfaz aik dafa phir parh lain, agar ghalti ki hai tu mazrat ker lain, sirf main nay hi aisa mehmoos nahi kia. Nahi yaqeen tu apnay dost chacha basharat say poch lain. Mera aisa koi iradha nahi kay kisi ko qatal kerun yah qatal ki planning kerun.

Jis Nabi ko manta hun unhon nay Qaymat tak kanroun ko mohlat di hai iss liey befikar raho
I think I had enough for this for today. I apologize for anything that you felt was wrong. I consider myself a humble person with lots of Rehmah from Allah and it is because I consider him as my Illah and consider my Rasool Allah as my guide and my Master.
And I WILL NEVER ALLOW YOU TO GET INTO THIS bro. Leave it between me and my creator.
Please take any hard feelings out of your mind.
 
HSiddiqui

Chief Minister (5k+ posts)

میرا خیال ھے یہ پرانی وڈیو ھے ۔

تمہاری باتیں ٹھیک ہیں مگر ایک باپ کی ذمہ داری ھے کہ وہ اپنی اولاد کو اس طرح دربدر کی ٹھوکریں کھانے اور کسی کے ھاتھوں میں کھیلنے سے بچائے ۔

اس شخص کی گفتگو سنکر اندازہ کیا جاسکتا ہے کہ اس بندے کے پاس علم چھو کر نہیں گزرا اور اس نا محرومی کا ذمہ دار بھی اس کا والد ھے ۔

ایک اور وڈیو میں یہ بتا رھا ہے کہ کسطرح یہ اعلی مفکراپنے گھر آئے مہمانوں کی خاطر ومدارت شراب سے کرتا رھا ہے اور کسطرح اپنی اولاد کے ھاتھوں مشروب منگوا کر انہیں پلاتا رھا ہے ۔

اس شخص کی جاھلیت کے پیچھے بھی اس کے باپ کا ھاتھ ہے ۔
Bhaiya mai behas nahi karooga, kiunkay ho sakta hay tumhara sochnay na andaz kuch aur hoa aur mai kisi aur paimanay pay zindagai guzarnay ka aadi hoon, aur ham dono ko apni raye pay qaim rehnay ka haq hai, lekin aisay media ka sahi istemal yahi hai ke jazbatyat say hat kay sahi bat ko samjha jaye, apnaya jaye.

Agar tehqeeq ki jaye to Mazhabi aur Dunyawi dono hidayat kay mutabiq, baap ki zimadari aik bachay ko apnay wasayel kay mutabiq taleem o tarbiyat dilwana hota hai, aur jab aik bachcha bara/baligh ho jata hai to uska akhrat ka account bhi alag ho jata hai aur dunya ka bhi aur dono account maintain karna uski zimmadari hoti hai.
Hamaray muashra is misaal say bhara hua hai jahan baap ye kehta huwa millay ga ke "mai marnay say pehlay apni aulaad keliye kuch kar jaoon to behtar hai" ye ghalat hai.
Aur Hassan Nissar ki zaati zindagi may dakhal diye bakghair agar dekha jaye to unsay buhat say achkay usool seekhay jaa saktay hain.

Aab is shakhs kay baray mai Jo Hassan Nissar ko Galyan bak raha hai aur tum nay bhi kaha ke andaza hota hai ke iskay pass Elm chho kay bhi nahi guzra aur iskay zimmadar bhi Hassan Nisar hongay. Is shakhs ka naam Shahper Bin Hassan Nisar hai ye unki pehli bewi say unka beta hai, jo Hassan Nisar kay saath tha phir apni marzi say apni maan aur sautailay baap kay paas chala gaya, unhoon nai iski dekh bhaal ki, isnay taleem hassil ki ye UAE may journalist tha aur phi kuch wajuhaat ki bina pay "wallah o alam" ye is haal pay puhanch gaya aur Galyaan Hassan Nisar ko deni shuru kar dein jinsay barsoon pehlay ye tamam rishtay khatam kar kay apnay dosray baap ke paas jaa chuka tha.
 
Siberite

جذباتیات سے ھٹ جائیں تو پھر شاید ھمارا طرز عمل جانوروں سے قریب ہو جائے ۔ یہ ھمارے جذبات ھی ہیں جو ھمیں اچھائ کیطرف یا پھر برائ کی طرف دھکیلتے ہیں ۔ سرد جسم ، جذبات سے بغیر روحوں کے محتاج نہیں ہوتے ۔ بحرحال یہ تو کافی لمبی بحث ھے ، انسانی خیالات کا دھارا بھی جذبات کی ندی سے بہتا ہے ۔

اس میں کوئ شک نہیں کہ ایک بالغ فرد اپنے کیے کا ذمہ دار ہوتا ہے اور اس کا جوابدہ ۔ لیکن یہی بالغ کبھی بچہ بھی رھا ہوتا ہے اور بچپن کا ماحول ، والدین کا سلوک اور ماحول کا اثر انسانی شخصیات اور کردار کو بنانے میں بہت اھم کردار ادا کرتا ہے ۔

حسن نثار ایک مفلوک الحال شخص کبھی نہیں رھا اور نہ ہی زندگی میں اس کو وسائل کی دقت کا سامنا رھا ہے ۔ جسطرح اس کے بچوں کی تعلیم وتربیت اور پرورش ہوئ ھے ، اسی طرح کا کردار بھی ابھر کر سامنے آیا ہے ۔

تقریبا ھر شخص کی ذات میں اچھائیاں پائ جاتی ہیں ۔ تبلیغ کرنا یا تقریر کرنا ایک بات ھے ، اس پر عمل پیرا ہونا ایک علیحدہ بات ہے ۔ کاش ھمارے معاشرے میں عملی مظاھرے کا رجحان ہوتا ۔

اولاد کا رشتہ والدین سے کبھی منقطع نہیں ہوتا ۔

حسن نثار کا فرض ھے کہ اسے اپنی جائیداد سے ملنے والا حق ادا کرے ۔
اسے اپنے پاس بلائے اور جن وجوھات کا یہ ذکر کر رھا ہے ، ان زیادتیوں کا ازالہ کرے ۔

اچھے انسان کی نشانی اس کی عاجزی میں چھپی ہوتی ہے
 
????
 
Bilkul durast jazbatyat say hat kay, haqaik ko samnay rakh kay, Allah ke ehkamat ko samnay rakhtay huway aur apni aqal ko istemal kartay huway agar socha jaye to buhat si cheezain behtar haal i ja sakti hain.

اس میں کوئ شک نہیں کہ ایک بالغ فرد اپنے کیے کا ذمہ دار ہوتا ہے اور اس کا جوابدہ ۔ لیکن یہی بالغ کبھی بچہ بھی رھا ہوتا ہے اور بچپن کا ماحول ، والدین کا سلوک اور ماحول کا اثر انسانی شخصیات اور کردار کو بنانے میں بہت اھم کردار ادا کرتا ہے ۔

حسن نثار ایک مفلوک الحال شخص کبھی نہیں رھا اور نہ ہی زندگی میں اس کو وسائل کی دقت کا سامنا رھا ہے ۔ جسطرح اس کے بچوں کی تعلیم وتربیت اور پرورش ہوئ ھے ، اسی طرح کا کردار بھی ابھر کر سامنے آیا ہے ۔

Agar jazbaat say hat kay aur haqaiq ko samnay rakha jaye to is case may ye shakhs Hassan Nisar say taaluq intehai kam umar may khatam kar kay apnay soutailay baap ki zahri dunya say mutaasir hokay apnay sagay baap ko thukra kay, sautailay baap aur sagi maan kay paas ja chuka tha. Aur iski taleem koi buri nahi huwi, haqaik ko bhula na jaye to ye kafi lambay arsay UAE may journalist tha "yani taleem mai koii kami nahi thi"

تقریبا ھر شخص کی ذات میں اچھائیاں پائ جاتی ہیں ۔ تبلیغ کرنا یا تقریر کرنا ایک بات ھے ، اس پر عمل پیرا ہونا ایک علیحدہ بات ہے ۔ کاش ھمارے معاشرے میں عملی مظاھرے کا رجحان ہوتا ۔

Hamara masla yahi hai, ke jahan amli baat ki jaye aur dosray kay baas jawab na ho aur wo mehsoos kar raha ho ke dosri taraf say baat may wazan hai, to wo tanz pay aa jata hai, aur ghair zaroori TABLEEGH ya bekar NASEEYAT keh kay mazaaq uranay ki koshish karta hai. Loog samajh saktay hain iska usay ehsaas nahi hota.

اولاد کا رشتہ والدین سے کبھی منقطع نہیں ہوتا ۔
حسن نثار کا فرض ھے کہ اسے اپنی جائیداد سے ملنے والا حق ادا کرے ۔
اسے اپنے پاس بلائے اور جن وجوھات کا یہ ذکر کر رھا ہے ، ان زیادتیوں کا ازالہ کرے ۔
اچھے انسان کی نشانی اس کی عاجزی میں چھپی ہوتی ہے

Rishtay aur faraiz kay farq ko samajhnay ki zaroorat hai.
Jaidad ka batwara insaan waseeyat ke zarye karta hai, jo umooman wasiyat karnay walay ki maut kay baad maloom hota hai, ye uska aur uskay rab kay darmiyan zaroor zair behas aye gi, Insaan ko khuda ka kirday ada kar kay hisaab ki jawab talbi ka koi haq nahi.
Ham yani Pakistani ki tabahi ki waja may aik unsar jiska dakhal har muqaam pay nazar aata hai wo ye hai kay har shakhs apnay aapko buqraat samajhta hai, har kay muamlay may dakhal deta hai, apnay kirdar ko darguzar karta hai aur jisko chahay acha honay ya bura honay ka certificate dena apna farz samajhta hai.

****
Hassan Nisar say mera koi rishta nahi, bus mai nay unko hameesha aik shandar muffakir paya, unki likhai may intehai talkhi paye, unkay biyan may intehayi karwahat payi lekin kabhi khudgharzi nayi dekhi, mai nay unko kabhi paisa lay kay kisi ki tarafdari kartay nahi dekha. Meray khiyal may ye aik achay kirday ki pehchan hai.
Unkay betay say bhi meri koi dushmani ya taaluq nahi, lekin uski demand ko mai ghalat mehsoos karta hoon, uskay byan may jhoot hai, uska kirdar uskay byan say parkha jaa sakta hai.
Ye buhat lambi behas hai aur mai nahi samajhta ke mujh pay isko jari rakhi koi farz hai, balkay ispay mazeed behas say shaid may apnay haq may Allah kay huzoor koi mufeed amal nahi raqam karwa sakta.

Lihaza aap jaisa samajhtay hai aap uspay qaim rahain.
 
HSiddiqui

Chief Minister (5k+ posts)
🙂 🙂 Haq baat kahi hai, to aapko acha nahi laga. Behas may dosray ko ghalat kaha jata hai, mai nay aapko ghalat nahi kaha, zair e behas shakhs ko ghalat kaha hai, ye izhar e raye hota hay behas nahi.
Agar koi ghalat paigham meri nazar mai aye to mujh pay farz hay ke baghair behas kay sahi baat samnay rakh doon, jo mainay kia.
 
Watch This video. 7:40 onward and you will know the reality of these kids and their mother and the reason why they decided to depart from him and went with their mother.

Who is this another nobody launched against a person who is one of few bluntly honest journalists left in Pakistan, this video has nothing to do with that loser whose story you favored, who claims to be his son and expects to get pampered throughout his life or he will hold Mr. Hassan Nisar (his father) liable for his failures.
This Imran Shafqat, imagine he is no one, what is his education on Pakistan history no one knows, where was he before this video uploading no one knows, but he will speak against a person whom he cannot reach in wisdom.
I only heard him till he said Hassan Nisar in his usual style insulted the nation.
As I see Hassan Nisar never insulted the nation he always tried to wake the nation up, he tried to tell them to come out of glamorous stories of the past and get practical in the present. And his awakening calls hurt many in Pakistan, and now what I see it was not that you or anyone was sincere to his son, it is all that some people got a chance to malign Hassan Nisar and they are trying their best to do so and may please someone.

Anyhow this useless and baseless topic is over for me, please.
 
There is a saying that don't shoot the messenger. Don't look who is saying but pay attention to what is being said.
I can share with you at least half a dozen of videos in which HN in the state of intoxication, using very abusive and foul language in a rather decent program and the anchor was embarrassed.

If your objection is the anchor that he is not the only one. If you are out defending this pseudo intellectual, then sorry, no person with some decency in his life will ever try to defend this fool.

Back
Top