He is God, He can do whatever He wants and we have no right to ask "why"kia khudaa insaanu per namaaz farz ker sakta hai? agar ker sakta hai to kyun aur agar nahin ker sakta to kyun nahin?
بڑے ویلے ہو جنابkia khudaa insaanu per namaaz farz ker sakta hai? agar ker sakta hai to kyun aur agar nahin ker sakta to kyun nahin?
He is God, He can do whatever He wants and we have no right to ask "why"
بڑے ویلے ہو جناب
اللہ آپ کی مشکل آسان فرماۓDear inqilab sb, I do not have much time or energy but religious topic are always brought to attention by people for discussion every now and again and my point is to help them understand the real issues behind them which are hidden from them so they should think about them and see why they are right or wrong as beliefs and practices in the name of God.
regards and all the best.
No not at all. It is not ordained in the Quran.kia khudaa insaanu per namaaz farz ker sakta hai? agar ker sakta hai to kyun aur agar nahin ker sakta to kyun nahin?
Aise sawal atheist pochte hain ... Kia Khuda namak ban sakta hai... Agr han tu kese agr na tu kyu. Aise sawalat ka koi maqsad nai hota
No not at all. It is not ordained in the Quran.
It is not ordained in the Quran.dear wake up pak sb, main aap se agree kerta hun magar mera sawaal ye hai keh aisa hai kyun ya aisa kyun nahin hai?
regards and all the best.
اگر آپ اس کی بات کررہے ہیں جو اس کائنات کی تخلیق کے پیچھے ہوسکتا ہے تو اس کی طرف سے انسانوں پر کسی بھی قسم کی عبادت کی پابندی عائد کرنا نہایت ہی احمقانہ خیال ہے۔۔ اگر آپ کائنات کی وسعت کو سمجھتے ہیں، زمین پر حیات کی پیچیدگی، حیات کے کروڑوں سال کے ارتقاء، انسانی معاشروں کی تاریخ، تغیر و تبدیل کے بارے میں کچھ علم رکھتے ہیں تو شخصی خدا کا تصور پہلی فرصت میں رد کردیں گے اور اگر آپ کا علم محدود ہے اور صرف مذہبی خرافات پر مبنی ہے تو پھر آپ ساری عمر کسی نہ کسی مذہب کے خدا کو پوجتے ہوئے مرجائیں گے۔۔
خدا انسان پر نماز فرض کرتا ہے وہ اس لئے کہ انسان اپنی مادی دنیا کو ترقی تو دے گا ہی نت نئی ایجادات سے اپنے آرام و اسائیش میں اضافہ کرے گا مگر مادی ترقی سے انسان کے اند ر اسکی ذات تشنہ رہ جاتی ہے اسی ذات کی ترقی کے لئے اللہ نے نماز فرض کی ہے تاکہ وہ روحانی منازل طے کر کے اعلی ترین روحانی درجات حاصل کر نے کے بعد اللہ کے انعامات کا حقدار ثابت ہو سکےkia khudaa insaanu per namaaz farz ker sakta hai? agar ker sakta hai to kyun aur agar nahin ker sakta to kyun nahin?
Horse shit.اگر آپ اس کی بات کررہے ہیں جو اس کائنات کی تخلیق کے پیچھے ہوسکتا ہے تو اس کی طرف سے انسانوں پر کسی بھی قسم کی عبادت کی پابندی عائد کرنا نہایت ہی احمقانہ خیال ہے۔۔ اگر آپ کائنات کی وسعت کو سمجھتے ہیں، زمین پر حیات کی پیچیدگی، حیات کے کروڑوں سال کے ارتقاء، انسانی معاشروں کی تاریخ، تغیر و تبدیل کے بارے میں کچھ علم رکھتے ہیں تو شخصی خدا کا تصور پہلی فرصت میں رد کردیں گے اور اگر آپ کا علم محدود ہے اور صرف مذہبی خرافات پر مبنی ہے تو پھر آپ ساری عمر کسی نہ کسی مذہب کے خدا کو پوجتے ہوئے مرجائیں گے۔۔
Once again, you are trying to mislead people here. The performance of prayers is mentioned in no less than 67 verses of the Holy Quran.Mughal1
According to my understanding, the Quran does not state that Namaz, Roza, Hajj, etc., are forms of worship directed by God.
Mughal1
According to my understanding, the Quran does not state that Namaz, Roza, Hajj, etc., are forms of worship directed by God.
dear m shameer sb, agar kisi ne ye kaainaat bila maqsad peda ki hai to woh khudaa kaise ho sakta hai? kyunkeh aisi hasti ko kaainaat peda kerne ki zaroorat hi nahin ho sakti. lihaaza phir ye kaainaat bhi nahin honi chaiye thi magar ye hai aur is ke peeche maqsad bhi hai. haan is baat per guftgoo ki jaa sakti hai keh woh maqsad kia hai aur kaise poora ho sakta hai aur ye keh woh maqsad drust ho sakta hai ya nahin. lihaaza agar khudaa hai to woh aik intelligent being hi ho sakta hai aur kyunkeh kaainaat ka wajood hai lihaaza intelligent khudaa ka wajood laazmi hai.
mehz first cause ka tasawur maamla suljhaata nahin hai balkeh mazeed uljhaa deta hai. issi tarah ye jo log jazbaati khudaa ka inkaar kerte hen woh is liye keh mazhab parast logoon ne khudaa ki isliyat ko apne bebunyaad tasawuraat se chhupaa diya hai. kyunkeh mazhabi khudaa kisi qaaide qanoon ke mutaabiq nahin chalta. sach baat yahee hai keh khudaa ke wajood ka inkaar sirf aur sirf naabalad log hi ker sakte hen jin ko baamaqsad ghoro fikar se waasta hi nahin hai keh insaan aakhir hai kia aur us ki zarooriyaat kia hen aur woh poori kaise ho sakti hen waghera waghera.
Yahee wajah hai aise logoon ne hi secularism aur mazhab ko ijaad kiya hai aur apnaaya hai ta keh in ke zariye deegar logoon ko bewaqoof banaa ker un per apna tasalat qaaim ker saken aur qaaim rakh saken aur is tareeqe se apne zaati bewuqqat mufadaat haasil ker saken un se. warna aap khud hi bataayen khudaa ke wajood ke inkaar ki koi aur munaasab wajah ho kia sakti hai? ye kaise mumkin hai keh samajhdaar log aise khudaa ke wajood ka inkaar ker den jis ki mojoodagi main un ka faaida hi faaida hai aur nuqsaan kuchh bhi nahin. kyunkeh us ne un ko behtareen universal moral values diye hen. aik behtareen zindagi guzaarne ka raasta diya hai, aik behtareen rule of law diya aur aik behtareen governing system diya hai. taa keh insaan taraqi ki bulandiyun ko pohnch saken aur aik behtareen, baa izzat aur mahfooz haalat waali zindagi paayen aik baamaqsad drust insaani maashra ban ker khudaa ki is kaainaat main aik doosre ki poori poori madad aur baa maqsad drust taawun se.
regards and all the best.
© Copyrights 2008 - 2025 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|