kia khudaa insaanu per namaaz farz ker sakta hai?

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
kia khudaa insaanu per namaaz farz ker sakta hai? agar ker sakta hai to kyun aur agar nahin ker sakta to kyun nahin?
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
He is God, He can do whatever He wants and we have no right to ask "why"

Dear arbab ali sb, God only does things purposefully properly, not haphazardly. Although we cannot force our choice upon God but once he has decided upon carrying out some project of his own choice then he does not go back on his decision rather he completes his project. This is why any act that stops God from completing his project becomes impossible even for God. This is why God cannot decide to kill himself because his existence is absolutely necessary. God has to remain as he is always and forever or he cannot be ever existing being if he keeps on changing his nature of being with time. He can do whatever he wants but he cannot want what goes against his own decisions.

regards and all the best.
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
بڑے ویلے ہو جناب

Dear inqilab sb, I do not have much time or energy but religious topic are always brought to attention by people for discussion every now and again and my point is to help them understand the real issues behind them which are hidden from them so they should think about them and see why they are right or wrong as beliefs and practices in the name of God.

regards and all the best.
 
انقلاب

اللہ آپ کی مشکل آسان فرماۓ
 
Allama G

Minister (2k+ posts)
Aise sawal atheist pochte hain ... Kia Khuda namak ban sakta hai... Agr han tu kese agr na tu kyu. Aise sawalat ka koi maqsad nai hota
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Aise sawal atheist pochte hain ... Kia Khuda namak ban sakta hai... Agr han tu kese agr na tu kyu. Aise sawalat ka koi maqsad nai hota

Dear allama sb, her woh insaan jo shaoor haasil kerna chahta hai kisi bhi baare main us ka zehn her tarah ke sawalaat se do chaar hota hai us baare main. ye is liye hota hai keh her insaan apni maan ke pait se unjaan peda hota hai aur jab tak woh jaankaari haasil nahin kerta kisi baare main woh us baare unjaan hi rehta hai.

regards and all the best.
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
No not at all. It is not ordained in the Quran.

dear wake up pak sb, main aap se agree kerta hun magar mera sawaal ye hai keh aisa hai kyun ya aisa kyun nahin hai? agar ye baat insaanu ki samajh main aa jaaye keh aisa khudaa ke liye kerna mumkin nahin hai to baat hi khatam ho jaati hai.

regards and all the best.
 
M_Shameer

Senator (1k+ posts)
اگر آپ اس کی بات کررہے ہیں جو اس کائنات کی تخلیق کے پیچھے ہوسکتا ہے تو اس کی طرف سے انسانوں پر کسی بھی قسم کی عبادت کی پابندی عائد کرنا نہایت ہی احمقانہ خیال ہے۔۔ اگر آپ کائنات کی وسعت کو سمجھتے ہیں، زمین پر حیات کی پیچیدگی، حیات کے کروڑوں سال کے ارتقاء، انسانی معاشروں کی تاریخ، تغیر و تبدیل کے بارے میں کچھ علم رکھتے ہیں تو شخصی خدا کا تصور پہلی فرصت میں رد کردیں گے اور اگر آپ کا علم محدود ہے اور صرف مذہبی خرافات پر مبنی ہے تو پھر آپ ساری عمر کسی نہ کسی مذہب کے خدا کو پوجتے ہوئے مرجائیں گے۔۔
 
dear m shameer sb, agar kisi ne ye kaainaat bila maqsad peda ki hai to woh khudaa kaise ho sakta hai? kyunkeh aisi hasti ko kaainaat peda kerne ki zaroorat hi nahin ho sakti. lihaaza phir ye kaainaat bhi nahin honi chaiye thi magar ye hai aur is ke peeche maqsad bhi hai. haan is baat per guftgoo ki jaa sakti hai keh woh maqsad kia hai aur kaise poora ho sakta hai aur ye keh woh maqsad drust ho sakta hai ya nahin. lihaaza agar khudaa hai to woh aik intelligent being hi ho sakta hai aur kyunkeh kaainaat ka wajood hai lihaaza intelligent khudaa ka wajood laazmi hai.

mehz first cause ka tasawur maamla suljhaata nahin hai balkeh mazeed uljhaa deta hai. issi tarah ye jo log jazbaati khudaa ka inkaar kerte hen woh is liye keh mazhab parast logoon ne khudaa ki isliyat ko apne bebunyaad tasawuraat se chhupaa diya hai. kyunkeh mazhabi khudaa kisi qaaide qanoon ke mutaabiq nahin chalta. sach baat yahee hai keh khudaa ke wajood ka inkaar sirf aur sirf naabalad log hi ker sakte hen jin ko baamaqsad ghoro fikar se waasta hi nahin hai keh insaan aakhir hai kia aur us ki zarooriyaat kia hen aur woh poori kaise ho sakti hen waghera waghera.

Yahee wajah hai aise logoon ne hi secularism aur mazhab ko ijaad kiya hai aur apnaaya hai ta keh in ke zariye deegar logoon ko bewaqoof banaa ker un per apna tasalat qaaim ker saken aur qaaim rakh saken aur is tareeqe se apne zaati bewuqqat mufadaat haasil ker saken un se. warna aap khud hi bataayen khudaa ke wajood ke inkaar ki koi aur munaasab wajah ho kia sakti hai? ye kaise mumkin hai keh samajhdaar log aise khudaa ke wajood ka inkaar ker den jis ki mojoodagi main un ka faaida hi faaida hai aur nuqsaan kuchh bhi nahin. kyunkeh us ne un ko behtareen universal moral values diye hen. aik behtareen zindagi guzaarne ka raasta diya hai, aik behtareen rule of law diya aur aik behtareen governing system diya hai. taa keh insaan taraqi ki bulandiyun ko pohnch saken aur aik behtareen, baa izzat aur mahfooz haalat waali zindagi paayen aik baamaqsad drust insaani maashra ban ker khudaa ki is kaainaat main aik doosre ki poori poori madad aur baa maqsad drust taawun se.

regards and all the best.
 
Wake up Pak

(50k+ posts) بابائے فورم
Mughal1
According to my understanding, the Quran does not state that Namaz, Roza, Hajj, etc., are forms of worship directed by God.
 
taban

Chief Minister (5k+ posts)
kia khudaa insaanu per namaaz farz ker sakta hai? agar ker sakta hai to kyun aur agar nahin ker sakta to kyun nahin?
خدا انسان پر نماز فرض کرتا ہے وہ اس لئے کہ انسان اپنی مادی دنیا کو ترقی تو دے گا ہی نت نئی ایجادات سے اپنے آرام و اسائیش میں اضافہ کرے گا مگر مادی ترقی سے انسان کے اند ر اسکی ذات تشنہ رہ جاتی ہے اسی ذات کی ترقی کے لئے اللہ نے نماز فرض کی ہے تاکہ وہ روحانی منازل طے کر کے اعلی ترین روحانی درجات حاصل کر نے کے بعد اللہ کے انعامات کا حقدار ثابت ہو سکے
 
crankthskunk

Chief Minister (5k+ posts)
اگر آپ اس کی بات کررہے ہیں جو اس کائنات کی تخلیق کے پیچھے ہوسکتا ہے تو اس کی طرف سے انسانوں پر کسی بھی قسم کی عبادت کی پابندی عائد کرنا نہایت ہی احمقانہ خیال ہے۔۔ اگر آپ کائنات کی وسعت کو سمجھتے ہیں، زمین پر حیات کی پیچیدگی، حیات کے کروڑوں سال کے ارتقاء، انسانی معاشروں کی تاریخ، تغیر و تبدیل کے بارے میں کچھ علم رکھتے ہیں تو شخصی خدا کا تصور پہلی فرصت میں رد کردیں گے اور اگر آپ کا علم محدود ہے اور صرف مذہبی خرافات پر مبنی ہے تو پھر آپ ساری عمر کسی نہ کسی مذہب کے خدا کو پوجتے ہوئے مرجائیں گے۔۔
Horse shit.

Plenty of scientists believe in the existence of God. There has to be just one God. What different religions call Him is not the issue. There could be feeble and historical biases intertwined in the beliefs, like Hindus. But their stories render themselves unacceptable. Where did you get Crores years? Humans only existed roughly 200K years ago.
 
crankthskunk

Chief Minister (5k+ posts)
Mughal1
According to my understanding, the Quran does not state that Namaz, Roza, Hajj, etc., are forms of worship directed by God.
Once again, you are trying to mislead people here. The performance of prayers is mentioned in no less than 67 verses of the Holy Quran.
Al Rum verses 17 and 18 do mention the timing of the prayers too.

فَسُبْحَـٰنَ ٱللَّهِ حِينَ تُمْسُونَ وَحِينَ تُصْبِحُونَ ١٧

So glorify Allah in the evening and in the morning—

وَلَهُ ٱلْحَمْدُ فِى ٱلسَّمَـٰوَٰتِ وَٱلْأَرْضِ وَعَشِيًّۭا وَحِينَ تُظْهِرُونَ

all praise is for Him in the heavens and the earth—as well as in the afternoon and at noon.

Some nuts say there are only 4 prayers mentioned in these verses, even though evening should cover both Maghrib and Isha prayers. But even for those who are hell-bound to prove otherwise. There is another verse in the Holy Quran, Hod 114, which mentions Isha prayer too.

وَأَقِمِ ٱلصَّلَوٰةَ طَرَفَىِ ٱلنَّهَارِ وَزُلَفًۭا مِّنَ ٱلَّيْلِ ۚ إِنَّ ٱلْحَسَنَـٰتِ يُذْهِبْنَ ٱلسَّيِّـَٔاتِ ۚ ذَٰلِكَ ذِكْرَىٰ لِلذَّٰكِرِينَ

Establish prayer ˹O Prophet˺ at both ends of the day and in the early part of the night. 1 Surely good deeds wipe out evil deeds. That is a reminder for the mindful.

There are verses for other beliefs of Islam in the Holy Quran.

As for Mughal 1, he is a deviant follower of Pervaiz. What he says or Pervaiz says is of no value in Islam.
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Mughal1
According to my understanding, the Quran does not state that Namaz, Roza, Hajj, etc., are forms of worship directed by God.

dear wake up pak sb, aap ki baat meri nazar main bhi drust hi hai. magar main isse zaraa aage jaana chahta hun keh agar quraan khuda ki kitaab hai to phir is main in pooja paat waali baatun ka taswaur tak kerna bhi sire se hi ghalat baat hai. kyunkeh agar khudaa aisa kerta to woh insaanu ki nazar main bhi chhota ho jaata.

ghor kerne ki baat ye hai aakhir namaaz main hota kia hai? yahee keh khudaa ki taareefen kerna aur khudaa se apni zaroorat ki cheezen maangna. ye agar log khud bakhud karen moqa mehel ki nisbet se to drust hai magar agar ye kahen keh khudaa ne un per aisa kerna laazm kiya hai makhsoos auqaat aur makhsoos sharaait ke saath to ye bilkul hi ghalat baat hai. aisa kyun hai?

ye baat aap yun samjhen keh agar aap ke dil main khudaa ke liye appreciation, admiration ya adoration peda hoti hai us ki qadrat ke nazaare dekh ker aur aap ke muhn se kuchh tareefi kalimaat khud bakhud nikal jaate hen to ye drust hai. ye aise hi hai jaise aap ne kisi kaarigar ki koi takhleeq dekhi jis ne aap ko heraankun tareeqe se mutaasir kiya aur aap ne us ko aur us ki takhleeq ko besaakhta admire kiya aur aap ke mohn se allahu akbar nikal gayaa aur kuchh tareefi kalimaat us karigar aur us ki takhleeq se mutaliq bhi muhn se nikal ge. ye sab aik qudrati amar hai jo dil ki gehraiyun se khud bakhud hota hai jazbaat ke ghalbe ki wajah se issi liye ye drust hota hai.

albatta agar wohee karigar aap ko majboor kare keh aap us ki aur us ki takhleeq ki khaas auqaat main khaas tarah se taareefen karen warna aap ki khair nahin to ye baat drust nahin hogi. is liye keh aisi soorat main aap jo kuchh bhi karen ge us ko khush kerne ke liye woh aap ke dil ki gehraaiyun se nahin ho sake ga. is liye keh insaani jazbaat aik se nahin rehte balkeh pal pal badalte rehte hen waqt aur darpesh halaat ke saath saath.

issi tarah khudaa se kuchh khwaishaat ka wabasta kerna bhi insaanu ke liye aik qudtrati amar hi hota hai. ye amal bhi ussi waqt zahir hota hai jazbaat ke ghalbe se jab aap ko kissi cheez ki filhaqeeqat zaroorat bhi ho. lihaaza aap ke jazbaat woh us waqt ho nahin sakte jab aap ko kisi shai ki zaroorat hi na ho. is liye khudaa ka logoon se aisi baatun ya kaamun ka mutaalba kerna aik ghalat baat ho jaati hai. issi liye khudaa insaanu se aise mutaalbe nahin ker sakta jin ko poora kerna insaanu ke bas ki baat hi nahin ho sakti?

aik aur baat ye bhi hai keh aisi baatun aur kaamun ke liye khudaa insaanu ko kyunker majboor kare ga jin ke kerne se khudaa ka to koi faaida hai hi nahin aur ulta insaanu ka us main nuqsaan hi nuqsaan hai? is liye keh agar log aise kaam karen ge jin main un ka koi faaida hi nahin hai aur ulta un ka waqt zaaya ho ga to phir woh woh kaam nahin ker saken ge jin ko kerne ki un ko laazmi tor per zaroorat hai taa keh woh apni zarooriyaate zindagi poori ker saken.

phir ye keh khudaa insaanu ko woh sab kuchh de chuka hai jo un ko us ka diya huwa maqsade zindagi poora kerne ke liye darkaar tha. lihaaza khudaa ka logoon ko ye kehna hi ghalat ho ga keh mujh se ye maango aur woh maango. ye to kuchh aisi baat ho gi keh aap ne aik makaan banaana tha aur aap ne baghiar us ke liye saamaan mohiya kiye mistery aur mazdoor kaam per lagaa diye.

aik aur baat ye keh khudaa insaanu ko kyun kahe ga keh her shai mujh se maango jab keh woh un ki maangen poori hi nahin kare ga kyunkeh ye us ke maqsad ke aade aati hen? aur jo kuchh maqsad poora kerne ke liye insaanu ko chaiye woh pehle hi un ko de chuka hai.

lihaaza agar log in baatun ko samajh saken to un ko khud hi saaf saaf maloom ho jaaye ga keh mazhabi baaten aur amaal jo unhune khudaa ki taraf mansoob kiye huwe hen ghalat hen.

regards and all the best.
 
Last edited:

M_Shameer

Senator (1k+ posts)
dear m shameer sb, agar kisi ne ye kaainaat bila maqsad peda ki hai to woh khudaa kaise ho sakta hai? kyunkeh aisi hasti ko kaainaat peda kerne ki zaroorat hi nahin ho sakti. lihaaza phir ye kaainaat bhi nahin honi chaiye thi magar ye hai aur is ke peeche maqsad bhi hai. haan is baat per guftgoo ki jaa sakti hai keh woh maqsad kia hai aur kaise poora ho sakta hai aur ye keh woh maqsad drust ho sakta hai ya nahin. lihaaza agar khudaa hai to woh aik intelligent being hi ho sakta hai aur kyunkeh kaainaat ka wajood hai lihaaza intelligent khudaa ka wajood laazmi hai.

mehz first cause ka tasawur maamla suljhaata nahin hai balkeh mazeed uljhaa deta hai. issi tarah ye jo log jazbaati khudaa ka inkaar kerte hen woh is liye keh mazhab parast logoon ne khudaa ki isliyat ko apne bebunyaad tasawuraat se chhupaa diya hai. kyunkeh mazhabi khudaa kisi qaaide qanoon ke mutaabiq nahin chalta. sach baat yahee hai keh khudaa ke wajood ka inkaar sirf aur sirf naabalad log hi ker sakte hen jin ko baamaqsad ghoro fikar se waasta hi nahin hai keh insaan aakhir hai kia aur us ki zarooriyaat kia hen aur woh poori kaise ho sakti hen waghera waghera.

Yahee wajah hai aise logoon ne hi secularism aur mazhab ko ijaad kiya hai aur apnaaya hai ta keh in ke zariye deegar logoon ko bewaqoof banaa ker un per apna tasalat qaaim ker saken aur qaaim rakh saken aur is tareeqe se apne zaati bewuqqat mufadaat haasil ker saken un se. warna aap khud hi bataayen khudaa ke wajood ke inkaar ki koi aur munaasab wajah ho kia sakti hai? ye kaise mumkin hai keh samajhdaar log aise khudaa ke wajood ka inkaar ker den jis ki mojoodagi main un ka faaida hi faaida hai aur nuqsaan kuchh bhi nahin. kyunkeh us ne un ko behtareen universal moral values diye hen. aik behtareen zindagi guzaarne ka raasta diya hai, aik behtareen rule of law diya aur aik behtareen governing system diya hai. taa keh insaan taraqi ki bulandiyun ko pohnch saken aur aik behtareen, baa izzat aur mahfooz haalat waali zindagi paayen aik baamaqsad drust insaani maashra ban ker khudaa ki is kaainaat main aik doosre ki poori poori madad aur baa maqsad drust taawun se.

regards and all the best.

یہ کائنات کس نے تخلیق ہے، انسان اور دیگر حیات کی تخلیق کے پیچھے کون ہے، یہ سوالات ازل سے انسان کے ذہن میں پیدا ہوتے آئے ہیں، اور اس کا جواب آج تک انسان کو نہیں ملا۔ "خدا" کے بارے میں آج تک انسان مکمل طور پر لاعلم ہے۔ ہاں بہت سے لوگوں نے خدا کے نام پر مختلف زمانوں میں کہانیاں گھڑیں، لوگوں کو خدا کا نام لے کر نظمِ کائنات کی توجہیہ کے طور پر اوٹ پٹانگ باتیں بتائیں اور بہت سے بیوقوف لوگوں کو اپنے پیچھے لگا لیا۔ یوں مذاہب تشکیل پاتے گئے۔ تمام مذاہب پرانے لوگوں کے گھڑے ہوئے اوٹ پٹانگ قصوں پر مشتمل ہیں۔ کوئی بھی مذہبی کتاب کھول کر پڑھ لیں، اس میں آپ کو نہاہت بچگانہ اور اول جلول قسم کی باتیں ملیں گی۔

انسان نے آج تک اس دنیا میں جو کچھ حاصل کیا ہے وہ اپنی کاوش، اپنی عقل اور اپنی جستجو سے حاصل کیا ہے۔ تمام علوم، تمام دریافتیں، تمام الجھی ہوئی گھتیاں انسان نے خود سلجھائی ہیں۔ اس میں مذہب کا رتی برابر حصہ نہیں ہے۔ مذہب پرانے زمانوں میں بھی بے کار تھے اور آج بھی بیکار ہیں۔
 
Back
Top