Log airport say badshaho ki tarhan bahir nikal kar ghumtay phirtay rehtay hain.
koi pochnay wala nahin, koi quarantine nahin, yeeh to phir ho ga.
UK ao to tabyat saaf kar daytay hain, quarantine bhi hona ho ga aur kharcha bhi khud uthana ho ga. Pakistan main moojain hi moojain.