Mughal sab it was you that I knew abt this man.......but yi inthai dar jy ka chawal insan hy....plz stop promoting him here......The latest Chawal of him........mulahiza kijiy
azeezam abidd sb, main logoon ko nahin un ki jo baaten drust samajhta hun un ko share kerta hun ta keh doosre bhi un baatun ke baare main soch saken. sab ko aisa hi kerna chahiye. is liye keh insaan koi bhi ghalati se mawaraa ya mubarra nahin hota na hi ho sakta hai. aap ne jo video share ki hai us main bhi aap meri baat ki hi taeed farmaa rahe hen.
regards and all the best.