Devils Trap (MUST WATCH)

The_Choice

Senator (1k+ posts)
We all love our children, Alhamdulillah. We only want what is best for them and Shaytan (May Allah curse him) knows this. He is a very patient hunter who is so conniving that his prey is clueless to his grand scheme. He makes us believe at times that the things we do for our children so they feel included and not lacking are exactly what will make them healthy and well-rounded individuals. This is his delusion. He traps us in this web of deception where everything appears acceptable on the surface, but the darkness that lingers just underneath is both frightening and all consuming.

The life of this world is nothing but play and amusement, but the life of the Hereafter will be better for those who are righteous. Will you not use your common sense? (The Holy Quran 6:32)

It was prophesied by our Beloved Prophet Muhammad (SAW), that in the end of times the natural will become unnatural and the unnatural will become natural. You will not disagree that this is exactly what is taking place in our world right now. We live in a delusional world where it can be very difficult to face reality.

[Shaitan (Satan)] commands you only what is evil and Fahsha (sinful), and that you should say against Allah what you know not. (The Noble Quran 2:169)

Please watch and pay close attention to this lecture, InshaAllah. Dont fall into the cursed ones trap

Bring your people forth from the darkness to the light, and remind them of the Days of Allah. Surely in that is a sign for every one constant in patience and gratitude.(The Noble Quran 14:5)

 
Last edited by a moderator:

The_Choice

Senator (1k+ posts)
Shaytan (May Allah curse him) is a very patient hunter who is so conniving that his prey is clueless to his grand scheme. He traps us in his web of deception where everything appears acceptable on the surface, but the darkness that lingers just underneath is both frightening and all consuming.

Please watch and pay close attention to this lecture, InshaAllah. Don't fall into the cursed ones trap.


 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
shaitaan woh log hen jo khud to jahil aur gumrah hen hi magar woh doosre insaanu ko asal zindagi guzaarne ke raaste se hataane ki koshish main age rehte hen. kyun? taa keh zehni kamzor logoon ko idhar udhar lagaa ker apna ulloo seedhaa ker saken.

deene islam asal main aik behtareen nizaamen hakoomat hai ye pooja paat ka nizaam nahin hai jaisa keh mullaan ne banaaya huwa hai. jab tak log is baat ko theek tarah se jaanane ki koshish nahin karen ge aur jaan ker deene islam ko theek tarah se apnaayen ge nahin un ke duniya aur aakhirat drust hone ka sawaal hi peda nahin hota.

quraan zimmadaariyun aur haqooq ki kitaab hai. yeh zimmadaariyan aur haqooq khudaa ke qaaim karda hen. jab tak insaan in ke mutaabiq khudaa ke is jahaan main khudaa ki hakoomat nahin banaayen ge woh na to apni zimmadaariyan poori ker sakte hen aur na hi aik doosre ke haqooq poore ker sakte hen. issi baat ki naasamjhi ki wajah se insaani duniya tabaho barbaad hoti ayee hai aur ye kaam jaari rahe ga jab tak insaan in bunyaadi baatun ka ehsaas nahin karen ge.

sab se baade badmaash mullaan log hen jo logoon ko ye baaten nahin bataate kyunkeh woh ye baat hi nahin samajhte keh islam deen hai mazhab nahin hai. in logoon ne logoon ko bajaaye quraan ka asal paighaam bataane ke us ko chhupaa diya hai. aisa in logoon ne kyun kiya hai? kyunkeh ye log ya to deeen islam se hi unjaan hen ya phir ye log waderoon ke chamche kadche hen khawaa woh hukamraan hun ya sarmayadaar.

logoon ko naik aur achhaa banane ki khawaaish hai magar un ka rukh in logoon ne deene islam se mazhabe islam ki taraf phair diya hai. in logoon ne logoon ko aise aqeede aur amaal bataaye hen islam ke naam per jo insaanu ko tabaho barbaad karne waale hote hen issi liye ye ummat tabaho barbaad ho rahee hai.

lihaaza logoon ko chahiye woh hosh karen aur mullaan ke peechhe andhoon ki tarah na chalen. in se in ki her baat ko poora poora samajhne ke liye in se sawalaat karen in ki ilmiyat ka bhaanda beech chorahe ke khud hi phoot jaaye ga. awaam hi mullaan ko bande ka puttar banaa sakti hai agar khud samajhdaar bane to.

khudaa ke baare main apne apne tasawuraat drust karo. khudaa ki takhleeq karda kaainaat ke baare main apne apne tasawuraat drust karo. khud insaaniyat ke baare main apne apne tasawuraat drust karo. deene islam ke baare main apne apne tasawuraat ko drust karo.

 
Last edited: