Love and reverence that stood the test of time, despite a divorce!!!

A.G.Uddin

Minister (2k+ posts)
janab uddin bohut tafseel se aap beeti likh hai.
chalein aap insist kar rahe hain to baqi cases ki details bhi hum pooch lete hain, irshaad. (bigsmile)

Chalo, dil may dard uthe shayad magar suno....two years back my mom was in Pakistan and she met this girl who is a daughter of this old family friend. Her brother lives in Canada too in Saskatchewan . I heard that my dad would also help her father way back. Skype per uske kuch relatives say baat hui magar phir suna key usse Pakistan say bahir nahi jaana so the talks ended. she would later get married to someone else aur suna hay key woh bunda usse age may kaafi bada tha. Agay chalkar sunne may aaya key baap aur beti donu ko laluch tha kissi ameer ghar may jaane ka.

Phir aik aur sahiba thein jo mujhe lugta hay key apni mother aur elder sisters ke remote control may thein plus the youngest among all siblings. I am still not aware about her true characteristics . Lekin may nay bus apni kuch photos email karein aur woh loug mere parents cum relatives say mile. Ab jab dekho phone per bolrahe hain key bhaee Nikah kab karna kab karna....bus chalta tau airport say he Shaadi (Banquet) Hall lejate kabhi aisa luga. Unki body langauge plus ladki ki qualifications say related baatein zara ajeeb lagein. Usko bus jaise taise karke Canada aana tha shayad. Idhar uski badi behan rehti hay aur woh usse poora guide karrahi thi shayad, plus woh badi behan kaafi jalladi ya scheming type ki maloom padrahi thi. Khair jaise taise karke udhar say bachgaye.

Next, yeh engaged girl wala case hua, jiska maine zikar kiya hay

Iske baad. aik ladki thi jiski tasveer ko maine apne desktop pay sajaliya tha :). 3-4 mahine baat karne ke baad unhein shayad koi aur tugdee party milgayee tau uski mother attitude dikhane lagi humari mother say phone per. Plus ladki say khud baat na ho payee lekin 80% time uski mother say he phone per conversation chalti rahi mere parents ki. Chalo aapko ya aapki beti ko koi aur pasand aagaya tau mujhe/humein kya aitraaz lekin rude tareeqe say baat karne ka aapko kisne haq diya :angry_smile:? Aaram aur tehzeeb say reject kardetein....Phir kuch cheezein note karein - jab hum unke ghar per gaye thay tab unhoon nay meri mother ya kissi ko bhi apna camera use karne nahi diya. Suna hay key dosre rishte bhi dekhrahe thay parallel way may, shayad issiliye. Aur woh ladki ki tasveer bhi bus aik he bhejigayee humein. Even though us ladki ko maine khud apne saamne bhi dekha tha (I am not sure how much makeup she would put). Baad may note kiya tau maloom hua key woh pic koi 1.5 ya 2 saal purani thi aur woh jis camera say leegayee woh kaafi mehanga hay aur zyada tur professionals usse use karte hain. Khair unke ghar ka case bhi bada ajeeb tha.

Yeh sab experiments hue hain humare saamne. But Imran Khan jis takleef say guzara , I guess mujhe tau bus kuch kharaashein he aayee hain ye tau.
 
desicad

Chief Minister (5k+ posts)
teri gali main aata sanam, nagma wafa ka gaata sanam, tujh se suna na jaata sanam.....
tera naam liya jab tak bhi jiya, aei shama tera parwaana,
jis se ab tak tujhe nafrat hogi....aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi.....:biggthumpup:

Jokes aside, thanks for the detailed response. :-)

No problem dude. My job was just to share my experiences, if it helps someone then I would be glad. Woh kya hay key aaj kal wafa, sharafat aur dedication extinction may jarahi hain.
Opar say Canada may he itne fraud, failed marriages ke cases sune hain itne time say key ab lugta hay key phoonk phoonk ker qadam rakho.