Muttahida, PPP, Other and Karachi ka "Qabza" Hasan Nisar Column in Daily Jang 19 July 2011

Ammad Hafeez

Minister (2k+ posts)
logo.jpg


281434_244014835623201_100000440585722_936520_2766635_n.jpg

http://ejang.jang.com.pk/07-19-2011/Karachi/pic.asp?picname=109.gif
 

moazzamniaz

Chief Minister (5k+ posts)
١- کراچی کے جن علاقوں میں متحدہ کا ووٹ بنک زیادہ ھے ان علاقوں کو گوَّرن کرنا متحدہ کا حق ھے، جیسا کہ جن علاقوں میں اے این پی اور پی پی کی اکثریت ھے ، تو وہاں یہی حق ان جماعتوں کا ھے. پچھلی حکومت کے مقامی حکومتوں کے نظام میں کم از کم کاغذاتی سطح تک یہ کام ممکن ہو چکا تھا. اور اس دور میں بارہ مئی جیسے اکا دکا واقعیات کے علاوہ متحدہ نے شہر کے امن و امان اور ترقی کے حوالے سے بے مثال کام بھی کیا ھے. البتہ پی پی اور اے این پی اکثریتی علاقوں کے ساتھ ترقیاتی کاموں کے حوالے سے کیا سلوک کیا گیا، میں اس سے بالکل لا علم ہوں

٢- متحدہ کے حکومت میں آنے جانے جیسے الزامات اور طعنوں کو کبھی بھی میں سنجیدگی سے نہیں لیتا کیونکہ ایم کیو ایم کے ہزار دعووں کے باوجود ابھی تک یہ صرف اور صرف ایک علاقائی(شہری سندھ) جماعت ھے کہ جس کا کام حکومتی پالیسیاں بنانا یا ان پر اثر انداز ہونا نہیں بلکہ صرف اور صرف اپنے ووٹر اور انتخابی علاقہ کے مفادات اور حقوق کا تحفظ کرنا ھے
ّ
٣- کل تک پورے پاکستان میں لانچ ہونے والی جماعت، ہر چیز بھول کر پی پی اور اے این پی کی مشترکہ حکمت عملی سے آج اپنے بیس کراچی اور حیدرآباد کو بچانے پر لگی ہوئی ھے. اور اس کام میں تینوں پارٹیوں نے تشدد کا خوب استعمال کیا ھے. تشدد اور معصوم لوگوں کا قتل عام ہر لحاظ سے غلط اور قابل مذمت ھے ، چاہے جواب میں ہی کیوں نا ہو. اور یہ جوابی تشدد کی پالیسی متحدہ کو لے ڈوبے ھے

٤- تنظیمی سطح پر متحدہ سے زیادہ فاشسٹ پارٹی شاید ہی کبھی دیکھی ہو. ڈسپلن وغیرہ اپنی جگہ، لیکن اندرونی تنقید کا مکمل فقدان، تشدد، اختلاف راۓ کی غیر موجودگی خود متحدہ کیلیے سخت نقصان دہ ھے. کسی مجہول کے جاہلانہ بیان پر اپنے ہی شہر کے اٹھارہ انسانوں کو موت کے گھاٹ اتار دینا، اس مجموعی سوچ کی عکاسی کرتا ھے. تمام پاکستانی جاگیر دارانہ، وڈیرانہ اور دین فروشی پر مبنی سیاست اور اس فرسودہ نظام کا اختتام چاہتے ہیں مگر پھر بھی کوئی علاقہ "کراچی" بالکل نہیں بننا چاہتا کہ جہاں جان ہی محفوظ نا ہو اور ایک نازی پارٹی برسر اقتدار ہو

حسن نثار صاحب اوپر کے دونوں نقاط مکمل نظر انداز کر گئے اور صرف اور صرف ایک یکطرفہ تصویر کھینچ دی ھے. اگر کچھ وجوہات کی بنا پر انسان مکمل سچ نا بول سکے تو زیادہ بہتر ھے کہ وہاں خاموش رہا جاۓ.انکا اس سے زیادہ صحیح موقف آج سے چند ماہ پہلے جاسمین منظور کے پروگرام میں تھا کہ جب انہوں نے تینوں پارٹیوں کو ذمہ دار ٹھہرایا تھا

 

Young_Blood

Minister (2k+ posts)
Mere Nazdeek ye jo Darama rachaya gaya MQM aur PPP ke janib se,, uss ke 2 wajoohaat ho sakti hein...
1st- PPP ne jab pml (q) ko apne saath mila lia tha federal main to MQM kaafi had tak defencive ho gai thi, kiun k MQM govt main rahay ya na rahay PPP ke govt ko koi faraq nahi perna tha,,, phir sindh main bhe MQM jo thori bohat aggresive thi ussey bhe defensive ker dia gaya pml (q), aur pml (f) ko apne saath milanay ke waja se,,, yani k 3 saal tak MQM govt ko ppp ko apne isharo per nachati rahi yani k blackmailing kerti rahi,, phir pml (q) k aanay k baad PPP ,, mqm ko dabati rahi,,, lolz,,, iss main awaam k mufadaat kahan hein no body knows,,,
agar maan lia jaey k waqiyaie MQM ne kashmir ke 2 seats ke waja se ye sab topi darama khaila,, to jab PPPP ko wazhiya seats mil gai aur wo iss position main aa gai k wo akele kashmir main govt bana sakti hai to unho ne dono seats se apne candidate withdraw ker liay,,, aur mqm ke govt se bahir aa nay k baad 3 bills bhe paas kerwa liay,,, ab sab se bara sawal yaha peda hota hai k

2nd- ye sab ppp aur mqm ke milli bhagat thi,,, sirf 2 seats siasat main koi ahmiyat nahi rekhti,, jo party awami mufadaat ke baat kerti ho specially,,, sindh main commisionary nizam bahal kerna tha,, MQM iss k haq main thi, magar apne voters aur supporters ke nazar main acha bunnay ke khatir,, 2 seats ka bahana banaya gaya, opposition main aaey, aur sindh govt ne asaani se bill paas ker wa liay,, " Magar issi dooran Zulfiqar Mirza jo gussey se aur badlay ke aag main mubtila tha, uss ne iss waqt ka faida uthaya aur MQM k terrorists jo jail main hein unhein interrior sindh transfer ker dia,,, MQM ko mazeed press keeya mazeed uss per pressure dala,,, aur MQM ne jo darama keeya tha uss daramay mein wo khud phuns gay,, kiun k iss ka faida Z M ne utha lia.
ab MQM ka governor wapis aa gaya,, commissionary nizam bhe bahal ho gaya,, aur kuch dino baad MQM sahb e mamool tay shuda policy ya daramay k tahat wapis govt main aa jaey ge,, magar iss bar mazeed kamzor ho ge, pehle federal main kamzor hoi aur ab sindh main bhe,,, Zardari ne sindh main pml q aur pml f ko mila ker mqm ke pheet per chura ghonpa,,, mere khayal main mqm ko iss baat ka andaza nahi tha,

kya jab MQM govt main thi, tab target killing nahi ho rahi thi? jab govt se gai tab target killing nahi hoi? aur jab wapis aaie to kya yesterday 9 log nahi marey gay,,,?

so mere nazdeek,, awaam jaey bhaar main,,, hamein to bus flag wali car, protocol,, green number plate wali car,, chahiay,,, MQM k workers agar samjhdar ho gay to iss sab topi daramay ko samjh jaien gay,, kiun k iss waqt koi bhe govt Baldiyati election kerwanay ke position main nahi,,, aur ye baat MQM ba khoobi janti hai,, agar MQM ko itni he perwa hoti baldiyati election kerwanay ke to,, kabhi iss waja se to govt se bahir nahi aai,, koi jalsa nahi keeya, koi hertaal nahi ke,,,, so ye sab milli bhagat thi ye sab topi darama tha, mqm ke raza mandi se commisanry nizam bahal hoowa back door meetings se,, Governor sind dubai iss liay gaya, k wo media se door rahay,, aur back door main sab kuch settle ho jaey,,, aur aisa he hoowa..

iss main jeet sirf aur sirf PPP aur Zardari ke hoi,,, aur sab se ziada nuqsaan karachi aur sindh ke awaam ka hoowa,,