Roshan Khan
New Member
maujudha halat mai mulk kese ehtijaj ka mutahamil nahi husakta ye baat to sab kihtay hai par zarurat ess baat ke hai k in par amal kon karay gha ajj jahan (pml n) ye ilzam pti par laghati hai k pti mulk ko jamhuri nizam se hutana chahti (agher iss ilzam mai sadaqat hai) to iss mai sab se bara hissa khud (pml n ) ka hai ju khud dusroo ko musalsal rasta day rahi hai tahir ul qadri ke misal humaray samnay hai kess tarah usko hero banya gaya..
Ab imran khan k muhamlay akhir ye gov;t itna q kanp rahi kiya eek dahrnany in ko hukumat k janay ka dar hai jiss ki waja mian sahab ki raat ke nind our dhin ka sakoon haib huwa hai
our you pagaloon ke tarah kabi (army) k hawalay karti islmabad ko kabi imran khan ko nazar band karnay ka sochti hai issa karnay se kiya problm solve hujay ghi ???d
imran khan k mutalbaat assay nahi tay k jin par amall nahi kiya jasakta ta...d
imran khan k ju b ilzamat tay abb takwo koi omahmuli nuhyat k nahi khass toor par ju usnay former chif justess par laghay our geo grup our pml n par en mai baz islahat to wo sabit b karchuka agher 50% b our sabit hujay to per to koi b ye assani se kih sakta hai k ye mulk humara ye systam tabah hucha hai iss mai kuch baqi nahi
agher waqi kese mulk ka chif justess dahndali mai mulawiss hai our our bara midia gurp to app batayy uskay baad konsi jamhuriat our konsa elction ???
Our per kiya in sab batoon k bad kiya imran khan tik nahi kih raha k intikhabi islahat ke zarurat our bio metrik voting systm ki zarurat hai ??
Our agher uskay bad b ye mutalbay tik (jaiz) nahi to per tik hai assay dahandli par annay wali (jamhuri) hukumatse ammreiat lac darjay bihtar hai........