Caption this please!!!

rmunir

Minister (2k+ posts)
تنگ دستی، معصومیت اورنیک جذبے کا ایک لازوال امتزاج

بہترین کیپشن بشکریہ پینڈو

576331_476856839026472_539554225_n.jpg

بشکریہ اوریجنل پوسٹر اور فوٹو گرافر
 
Last edited:

aamirksa

Chief Minister (5k+ posts)
آج کل بکرے کی جو قیمت ہے اس حساب سے بکرے کو اپنے بچوں سے بھی زیادہ عزیز رکھنا پڑتا ہے
 
seekers

Minister (2k+ posts)
آج کل بکرے کی جو قیمت ہے اس حساب سے بکرے کو اپنے بچوں سے بھی زیادہ عزیز رکھنا پڑتا ہے

بکرے سے یہ پدرانہ شفقت عید والے دن مسلمانوں میں حضرت ابراہیم اور حضرت اسمٰعیل کی قربانی کو اور اجاگر کرے گی
 
Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Darasal yehi woh Pakistan ki awaam hai jin ke Liye aik bakra bohut Qadar o Keemat rakhta hai , Ameeron ka kia , woh to 10 bakray bhi khareed sakte hain
 
rmunir

Minister (2k+ posts)
ہر قربانی پیسے تو نہیں ہوتی میرے دوست۔ اور پھر غریب تو بیچارے سال کے 365 دن قربانیاں دیتے رہتے۔ نا کہ امیروں کی طرح کے صرف سال میں ایک مرتبہ ہزاروں لاکھوں خرچ کرکے قربانی کردو۔ او جی یہ اللہ کی راہ میں قربانی ہے کیا یہ قربانی اللہ کی راہ میں ہے کہ اپنے نئے نئے ڈیپ فریزرز اور فریج بھرلیتے ہیں جہاں پڑا پڑا گوشت خراب ہوجاتا ہے اور پھینکنا پڑ جاتا ہے مگر کسی کو دیتے ہوئے ایسے لوگوں کا دل نہیں کرتا۔

Bilkul theek kaha hai aap ne , yeh aaj se taqreeban 10 saal purani baat hai ke aik mohalla tha wahan aik aisi family aabad thi jo bohut ameer thi kisi zamanay main lekin us family ko business main bohut dhoka diya gaya , woh andar se bilkul ghareeb ho gaye lekin loogon ko yeh baat pata nahi thi , woh apna ghar beech kar karayee ki ghar main Safaid poshi ki zindagi guzarne lage , theek thaak taleem yafta loog thay lekin un ke financial haalat kharab ho gaye , us ghar main aik bohut chota bacha tha , jub qurbani ka waqt aaya to sab ke pass bakray thay lekin us ka pass bakra nahi tha woh dosron ke bakre dekh kar chup chup kar roota tha , koi bhi bacha us ko apne bakre se khelne na deta , yeh sari baat wahan aik khuda tars insan ne mehsoos kar li , woh bazar gaya , apne paison se bakra khareeda aur Eid se 2 din pehle us family ke pass chup kar gaya aur us family ke aik sarbarah se mili jo borhi khatoon thi aur us ko sari baat batai , us borhi khatoon ne bakra lene se saaf inkar kar diya tab yeh shaks roo para aur us khatoon ke pairon ko pakar kar kaha ke main aap ke betay ki tarha hoon , us aurat ko kaha ke main aap ko kasam deta hoon yeh raaz kisi ko na batana. us borhi aurat ne rooti aankhon se bakra le liya aur us masoom bachay ko de diya , main is waqiyaa ka khud gawah hoon , us masoom bachay ke liye woh bakra kisi bohut barray tohfay se kam na tha
 
rmunir

Minister (2k+ posts)
یہ ہے حقیقی قربانی جو دس سال پہلے تک زندہ تھی اب نا پید ہوتی جارہی ہے۔

moaviz

MPA (400+ posts)
bhai bakra kitnay sakoon ky sath japheee dall kr betha hova hai...bakary ki tou mooj lagi hoe hai (clap)[hilar]
 
Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
یہ ہے حقیقی قربانی جو دس سال پہلے تک زندہ تھی اب نا پید ہوتی جارہی ہے۔

Musalmanon ki tareekh is kisam ke qubanion ke waqiyat se bhari parri hai lekin ab waise musalman bohut kam hain