Sahabi e Rasool Hazrat Sahal Bin Adi RA Grave

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
paighamber aur un ka saath dene waale aise hi log the jaisa keh un ko khudaa ki taraf se di hui kutab se saaf saaf zahir hai. un ke baare main un ki betoqeeri ke liye ghalat baaten kerna bahot hi buri baat hai. agar woh log khud achhe na hote to achhe maashre kabhi qaaim hi na ker sakte jaise unhune kiye. yahee baat un ke sacha aur pakka musalmaan hone ka pakka pakka saboot hai. For better understanding of deen of islam from the quran see HERE, HERE and HERE.

isse ye na samjhaa jaaye keh unhune kabhi koi ghalati hi nahin ki. ghalati se koi insaan bhi waraa nahin hai keh insaan yun hi ilmo hunar seekhte hen. khud apni pedaaish per nazar daalo aur dekho kitni hi ghalatiyan ker ke saheeh baat tak pohnche ho. drust manzil tak ponchne tak aur drust raaste per pohnchne tak insaan kaee ghalat manzilen apnaata hai aur kayee ghalat raastun per bhatakta hai aur idher udher bhatak ker asal manzil aur asal raaste per pohnchta hai.

tareekh ki kitaabun main insaanu ne aik doosre ke baare main bahot kuchh sach jhoot likhaa huwa hai issi liye jab tak log quraan ko mayaar nahin banaate woh baaten un ko saheeh tarah se samajh main nahin aa saktin. aaj kis mazhab ya nazriye ke logoon ne koi achha mashra banaaya huwa hai? sab ke sab mukhtalif nazriyun ke log aik doosre ka istehsaal to kerte hi hen magar ye haraami log un logoon ka istehsaal kerne se bhi nahin rukte jin ko ye khud apna kehte hen. isse in logoon ke haraami pan ka andaaza lagaana koi mushkil kaam nahin hai. aise haraami log un khudaa ke bandun ke baare main kia kehne ka haq rakhte hen jo aik dosre per jaan dete the khudaa ke liye?
 
Last edited:

out_lander

Politcal Worker (100+ posts)
ایسے لوگوں پے دنیا میں تو لعنت ہے ہی ، لیکن آخرت میں بھی لعنت کی گئی ہے

بور نیازی، کام تیرے بھی سارے لعنتیوں والے ہیں
تونے حلف اٹھایا ہوا ہے کہ کبھی چج کی بات نہیں کرنی یا تجھ سے ڈھنگ کی بات ہوتی نہیں؟
 

out_lander

Politcal Worker (100+ posts)
اللہ تعالیٰ ہمیں صحاباء رسول صلی اللہ علیہ وسلم کے نقش قدم پر چلنے کی توفیق عطا فرمائے آمین
اللہ تعالی ہمیں رسول اللہ صلی اللہ علیہ و آلہ وسلم کی تعلیمات پر چلنے کی توفیق عطا فرمائے اور صحابہ کے نقش قدم پر چلنے سے بچائے۔
کیونکہ مبینہ صحابہ تو آپس میں جنگیں کرتے تھے۔
جنگِ جمل، صفین اور نہروان میں آپس میں لڑ لڑ کے ستر ہزار مسلمان مار دیے لہذا صحابہ ہمارے لیے بالکل بھی حجت نہیں بلکہ اسؤہِ رسول ہمارے لیے مشعل راہ ہے۔
 
Last edited:

out_lander

Politcal Worker (100+ posts)
Chalo jee phelay tu koi guarantee nahi yeh unkey qabar hay ya nahi aur ab loogo ko pata chalay ga tu iss ko bhi poojna shuru kar dain gaay ziarat ho gi Chadar charain gaay mannatain maangi jaain gi.
Allah hidayat daay.
لخ لعنت ہے تیرے پر من الیوم الولادت علی یوم الدین
ترجمہ: تیرے یومِ پدیش سے تا یومِ قیامت تجھ پر لاکھوں لعنتیں