Awaam ko agle 2-3 mahina mein 71, 72 sub bhool jay ga,
20000 salary waley ka bill 22000 aa raha hay, jo baqi reh gaey hain July end pe un ko bhi Pata chal jay ga, keh zardari, shahbaz, establishment hakomat kia hoti hay
Har jalsa postpone karney kay baad yehi kaha jata hay keh ye hona tha, wo hona tha,
Hone do jo hona hay, qurbani diey bina kuch hasil nahi hona, jo thori boht awaam abhi nahi janti un ko bhi Pata chalne do, international community ko bhi Pata chalne do keh shahbaz, Hafiz kis zaalim ka name hay.
PTI leadership Qazi kay benches mein is liey appear hui keh shaid ye kanjar CJ ban kay kuch badal gia ho. Lakin ye kahaan badlney wala hay, jin kay pass is ki flies hain wo is ko badlney dein ge bhi nahi. PTI leadership ko Qazi se koi releif nahi milley ga. is kay boht saarey faisley reverse...
Hum majmoi tour pe be-hiss ho chukey hain, kia is kay mohalla mein koi bhi aisa aadmi nahi tha jo ye kaam kar sakta, bahir se aik tanzeem ne ye kaam kia. Mujhey nahi lagta aisey logo kay aas-paas rehney waley bakhshey jaein ge.
Facebook, Instagram, Tik-Tok, Youtube band, phir baqi kia raha???
Phir internet ka kia karein ge???
Ye aik feeler hay, ager is dafa kamyaab ho gia to har moqa pe 5-10 din kay liey sub kuch band, ager halaat thorey boht bhi kharaab huey to mahino kay liey band or yehi asal mansooba hay
Jhoot bolta hay haramkhor, is kay apne ghar ka bill 746 rupee aya, in ko koi pochne wala nahi, ye bill ab kabhi kum nahi honge jub tuk awaam bahir nahi nikley gi.
Ye bill awaam ko maar dalein ge
Stay in power at any cost, even country goes down no problem, This was the Bajwa Doctrine and same was adopted by General Asim Munir.
This is the reason that establishment's dignity, integrity, respect, honor is at the most lowest level today
Jub sonic jaisey Indian ko PM banaein ge to yehi kuch hoga, in ko koi real british nahi milla tha PM slot kay liey jo Indian ko PM bana lia???
Is ka result ye hay keh Pakistani, Bengladeshi, Nepali, Bhutaan jaise mulko kay logo kay vote dosri taraf chaley gaey.
Shaid kuch log ittefaq na karein...
گزشتہ دس برسوں میں اسٹیل ملز میں 7 ارب روپے کی گیس استعمال ہو چکی۔
Mazey ki baat ye hay keh pichley 10 saal mein Steel Mill mein 1 rupee ka bhi kaam nahi hua to 10 Billion ki gas kahaan istamaal hui???
This is called balancing act. Dono kay tribunal khatam kar diey. Ab ECP ko kaha jay ga keh LHC CJ is milo or new tribunal banao. CJ LHC pahley hi change kar kay apna banda lagaya jaa chuka hay. Ab wo judges lagein ge jo ECP chahta hay
Pakistani media ne ye pabandi qabool kar keh khud apni importance ganwai hay, ab log TV dekhna chhor gaey hain. kisi ko in channels pe aitbaar hi nahi raha. Pakistani media biased, bikao or third class saabit hua hay. Ab Pakistani media ki ahmiyat nahi rahi. Ager Pakistani media ne apni...
Jub ap limit cross kar jaate hain to phir zalimo mein shumaar ho jaate hain. Ghalti bache ki thi ager shopkeeper us ko 1-2 thaper laga kar chhor deta to sub acha tha lekin shopkeeper ne zalimaana rawaya apna lia or zarorat se ziada saza de daali or ulta khud saza ka haqdaar ban gia.
Har jurm ki...
Mera khiyaal hay Qazi ko chahiey keh judgement mein likhey keh PTI ko parliamentery party tasleem kia jay or independent candidates jo keh asal mein PTI kay hein ko dobara se kisi party ko join karney ka option dia jay, phir ECP PTI se reserve seats kay liey list maangey.
Ager baqi parties ko...
Compromised judge se koi tawaqa nahi rakhni chahiey, sawaal aisey hi kartey hain jaisey sub ko subha phansi laga dein ge, lakin hona-hawana kuch nahi hay
Establishment pichley 75 saal se har cheez pe qaabiz hay, Imran khan bahir nahi aaey ga to koi baat nahi.
Lakin ye baat bilkul theek hay keh mojouda hakomat se economy theek nahi hogi, jub kisi ko awaam ki himayat hasil na ho to wo ziada dair tuk nahi chalta, Ab to establishment ko awaam ki...