Jaanp Saanp ka bacha sapolia chota hota hai to ussey kuchal dia jata hai,but duniya mein wahid hamara mulk riyasat hai jo sapoliay ke khud perwarish karti hai uss ke dekh baal karti hai,ussey aik zehreela saanp bana ker phir logo ko riyasat ko dasna start karne ke poori terha se support karti hai, kya aisi tanzeem pehli bar pakistan mein bani? hamari riyasat qasam se kabhi b khud se nahi jaagti, jab beyrooni pressure aata hai tab he ye action leti hai,