عمران خان کو نکال کے کیا ملا؟ انصار عباسی

atensari

(50k+ posts) بابائے فورم
مداخلت کے طفیل لٹیروں کو لوٹ مار کرنے کے لئے ڈیڑھ سال مل گئے. رانجھا راضی رہا تو بونس ہے
 

Meme

Minister (2k+ posts)
لینے کے دینے پڑ گئے​
جل رہا تھا جی امریکہ اور کیا۔ کہہ رہا تھا یہ ہیر رانجھا کی پریم کتھا تو باکس آفس پہ راج کر رہی ہے ہماری رومیو جیولٹ کو کوئی پوچھ ہی نہیں رہا۔
 

thinking

Prime Minister (20k+ posts)
Ye sab bakao mall sahafi 9 April raat ko 12 bajay ke baad parties dance kar rehay they IK k janay ka..Ab 15 din ke ander in ki phat gae ha..Sab roonay peetnay lag gey hain..
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
asal baat insaan dost aur insaan dushman taleem hai jo insaan aik doosre ko dete hen.

is waqt tamaam taleem her mulk main insaan dushman hai. her koi doosre ko neecha dikhaane main masroof hai. issi liye log aik doosre ke haathun nakaara ho rahe hen aur yahee wajah hai woh aik doosre ke haathun zaleelo khawaar ho rahe hen.

pakistan ko khud ko asal qurani talimaat per aage badhaana chahiye. yani logoon ko aapas ki dushmani chhor ker aapas main bhai chaara qaaim kerna chahiye. logoon ko chahiye woh aik doosre ko nakaara banaane ke bajaaye aik doosre ko kaaraamand banaane ki poori poori koshish karen.

insaan bekaar kaise bante hen aur kaaraamand kaise bante hen? insaan bekaar tab bante hen jab woh aise kaam karen jin se khud un ki apni zarooraten bhi poori na ho saken aur woh kaaramand tab bante hen jab woh aise kaam karen jin se na sirf un ki apni zaroorten poori ho saken balkeh woh doosrun ki zaroorten bhi poori ker saken.

yahee wajah hai ye duniya haraami logoon se bhari hui hai jo aik doosre ko nakaara aur bekaar banaane main poori tarah masroof hen. ye ghalat taleemo tarbiyat ka hi nateeja hai. is liye is nizaamen taleemo tarbiyat ko badalne ki ashad zaroorat hai agar insaan is laanat se nikalna chahte hen.

ghalat taleemo tarbiyat kisi zabaan main bhi di jaaye ghalat hi ho gi aur woh bure nataaij hi peda kare gi.

sab se badi laanat insaaniyat ke liye mazhab hai jo insaanu ko aise khayalaat aur kaamun main mubtila kerta hai jin main insaaniyat ka nuqsaan hi nuqsaan hai. jin logoon main mazhab jis qadar kam hai woh utna hi apne liye behtar hote hen keh woh apna waqt un kaamun main lagaate hen jin main un ko kuchh na kuchh haasil to hota hai.

usse chhoti laanat secular khayalaat aur kaam hen jin ki wajah se insaan her taraf aapas main gutham gutha hen. her koi doosre per qaaboo paane ki sochta hai. yahee jang is duniya main insaanu ke darmiyaan jaari hai.

issi liye mazhab aur secularism ko replace kerne ki sakht zaroorat hai taa keh insaan aik doosre ka poora poora saath de saken aur aik doosre ke liye faaidamand kaam ker saken. issi liye logoon ko asal deene islam ko jaanane aur us ko apnaane ki ashad zaroorat hai. asla deene ioslam kia hai? See HERE. musalmaanoo ko chahiye keh woh khud bhi asal deene islam ko theek se seekhen aur doosrun ko bhi us ko saheeh tarah se sikhaayen. issi se insaan khud apni aur doosrun ki bhalayee ker saken ge. is liye keh asal deene islam insaanu ko sikhaata hai woh apni aur aik doosre ki zarooraten kaise behtareen tareeqe se poori ker sakte hen. yahee to khudaa ki taraf se asal hidaayat aur taleem hai jis ki wajah se khudaa ka her achhayee main badaa hona saaf saaf zahir hota hai.
 

crankthskunk

Chief Minister (5k+ posts)
Dishonest Journalists thugs, still not accepting that despite difficult circumstances IK and his team was doing remarkably well on Economic Front. The reserves were up, the export were rising. The dollar cash flow was way better than now. Large scale industrial production was on the rise,

Actually instead of causing inflation, IK and PTI was trying to control it despite increase in international fuel prices.
Something this "Experienced Team" cannot do at the moment and is causing damage to Pakistani economy.
 

Awami Awaz

Senator (1k+ posts)
کم بختوں نے رانجھا اور اس کی ہیر میں جدائی ڈال دی۔ کیسا ظلم ہے۔
?
رانجھا یعنی کھپتان اور ہیر یعنی مراد سعید کے ملنے پر تو کوئی پابندی نہیں پھر فکر کس چیز کی
 

miafridi

Prime Minister (20k+ posts)
Pakistan has been put on the path of chaos for pity gains.

امپورٹڈ_حکومت_نامنظور