میرے کچھ سادہ اور مختصر سوالات

Muhammad Ikhlaq Siddiqui

Minister (2k+ posts)
vxdmjc.jpg
 

Muhammad Ikhlaq Siddiqui

Minister (2k+ posts)
masla ye hakay jab hamay malum ha ke chaand nazar hi nahi asakta tu shahdat kese kabool ki jaye. 1400 saal pahle loud speaker nahi tha tu unchi jaga like minar se azan di jati thi. lekin jab loud speker agaya ty uski madad se ziyada dur tak azaan ki awaz janay lagi.

isi trahan 1400 pahle chaand ki movement ki calculations nah thi jo ke aaj humaray pas mujood ha. isliye aaj hum un calculations ki maddad se accurately chaand dekh rahay hain.

wese is muamlay me zabardasti nai karn chahiye. jiso jab eid manani ha manay aur govt ko ye haw nahi hona chahiye ke logo ko din batanay beth jaye. hukumat se aur tu koi kam ho raha nahi theek se tu deen kiya bataigi.

wese tu media walay bara shor karta hain ke freedome of religion hona chayie tu phr 2 eid honay pe in media walo ko kiya masla ha.

10horhd.jpg
 

Muhammad Ikhlaq Siddiqui

Minister (2k+ posts)
chand jab magrib mein nazar aya tu pakistaneo ny dosry din eid ki na.

چاند جب مغرب میں نظر آیا تو اس کی اطلاع پانچ منٹ کےاندر اندر سارے پاکستان کو ہو گئی تھی بھائی صاحب۔
مگر پاکستانیوں نے پھر بھی عید والے دن روزہ رکھا۔
 

Azb-e-Pak

Citizen
Here are the answers as per your questions brother :
1- KPK's people are one of the truest muslims and can stand as witness without any prejudice.
2- To give an evidence placing your hand on Quran can not qualify as a witness and honest person. There is no such thing in Islam, if you believe in it, then accept it.
3- Astronomy is the science related to the planets, sun, moon etc. It can be easily predicted the sighting of any planet or moon by astronomers. There are other religions like budhists who follow lunar calender and their annual diaries are printed in advance each year and they celebrate their religious events accordingly without any help of a molvi.

Try astro.ukho.gov.uk/moonwatch/ and try to understand the science and logic of it. If moon sighting can not be agreed scientifically then why everybody follow clocks and start their salah as per another scientific device.
I punjabi stands with you brother in support, stop trolling Pathans and KPK they are wonderful people and truest Pakistanis.
 

sanu key

MPA (400+ posts)
July 2015



Moon Phases

SunMonTueWedThuFriSat
1
moon14.gif
2
moon15.gif
3
moon16.gif
4
moon17.gif
5
moon18.gif
6
moon19.gif
7
moon20.gif
8
moon21.gif
9
moon22.gif
10
moon23.gif
11
moon24.gif
12
moon25.gif
13
moon26.gif
14
moon27.gif
15
moon28.gif
16
moon1.gif
17
moon2.gif
18
moon3.gif
19
moon4.gif
20
moon5.gif
21
moon6.gif
22
moon7.gif
23
moon8.gif
24
moon8.gif
25
moon9.gif
26
moon10.gif
27
moon11.gif
28
moon12.gif
29
moon13.gif
30
moon14.gif
31
moon15.gif

The Astronomical New Moon (conjunction) is on July 16, 2015 (Thursday) at 1:24 UT. On July 16, the moon can be seen with difficulty in South America; but easily in Polynesian Islands. On July 17, 2015 (Friday), the moon can be easily seen in almost the whole world, except Northern Asia and Europe (See visibility curves).
1436shw_7-16-2015.gif


2


1436shw_7-17-2015.gif
July 17, 2015 (Friday):




 
Last edited:

Afaq Chaudhry

Chief Minister (5k+ posts)

اخلاق صاحب آپ نے اچھے حوالے دے ہیں ، یہ صرف فرقہ پرستی کا بھوت ہے جس نے امّت کو تقسیم کیا ہوا ہے ، میری ذاتی رائے میں مکّہ کو مرکز مان کر پوری اسلامی دنیا میں ایک دن عید ہونی چاہئے ،آج کل تو سائنس کا زمانہ ہے ،آلات
ہیں ،١٤٠٠ سال پہلے مسائل نہیں تھے تو آج کس وجہ سے ، الله مسلمانوں کو فتنوں سے بچائے
 
Last edited:

Fakhre Alam

Minister (2k+ posts)
Here are the answers as per your questions brother :
1- KPK's people are one of the truest muslims and can stand as witness without any prejudice.
2- To give an evidence placing your hand on Quran can not qualify as a witness and honest person. There is no such thing in Islam, if you believe in it, then accept it.
3- Astronomy is the science related to the planets, sun, moon etc. It can be easily predicted the sighting of any planet or moon by astronomers. There are other religions like budhists who follow lunar calender and their annual diaries are printed in advance each year and they celebrate their religious events accordingly without any help of a molvi.

Try astro.ukho.gov.uk/moonwatch/ and try to understand the science and logic of it. If moon sighting can not be agreed scientifically then why everybody follow clocks and start their salah as per another scientific device.
I punjabi stands with you brother in support, stop trolling Pathans and KPK they are wonderful people and truest Pakistanis.

1st of all thumbs up for ur last sentence :biggthumpup:.. tried astro.ukho.gov.uk and the result for peshawar states that new moon occurred on 16th of July. here is the link http://goo.gl/LAVjJr

being a muslim we should trust someone if he place his place on Quraan and say something.
 

patriot

Minister (2k+ posts)

اخلاق صاحب آپ نے اچھے حوالے دے ہیں ، یہ صرف فرقہ پرستی کا بھوت ہے جس نے امّت کو تقسیم کیا ہوا ہے ، میری ذاتی رائے میں مکّہ کو مرکز مان کر پوری اسلامی دنیا میں ایک دن عید ہونی چاہئے ،آج کل تو سائنس کا زمانہ ہے ،آلات
ہیں ،١٤٠٠ سال پہلے مسائل نہیں تھے تو آج کس وجہ سے ، الله مسلمانوں کو فتنوں سے بچائے
Ap se itfaq hai k makka ko markaz maan kar tamaam muslims ko aik hi din Eid manani chahye .
Lekin muhtaram, 1400 saal pehle kisi ko Kia patta Chalta tha k makka mein kis roz chaand nazar aya aur Madina mein kis roz?
Jo masail aj hein woh uswaqt nahin thay. Aj dunya sukaR chuki hai.
 

Afaq Chaudhry

Chief Minister (5k+ posts)
Ap se itfaq hai k makka ko markaz maan kar tamaam muslims ko aik hi din Eid manani chahye .
Lekin muhtaram, 1400 saal pehle kisi ko Kia patta Chalta tha k makka mein kis roz chaand nazar aya aur Madina mein kis roz?
Jo masail aj hein woh uswaqt nahin thay. Aj dunya sukaR chuki hai.

App ki baat drust he laiken aap ne jawab bhai de dia he us baat ka, pehle ilm nahi hota tha ,laiken aaj to her baat ka pata chal sakta he
us lie us ka asaan hal ye hi he keh musalmaan aik baat per mutafiq ho jaaie, jahan 8 se 12 ghante ka farq he wahan zahir he chand usi hisab se nazr aaie ga, yahan koi ikhtelaaf nahi, shamindi to ye he keh masraq ho ya maghrab akm az kam do eidain zaroor kerni hain musalmanoon ne.
aik our baat bhai aap ne mushaeda ki hogi, dunya main jis jis mulk main Pakistani, Bangali our hindustani Muslamaan bsate hain wahan se masiela zaroor hota he.
 

mnalam49

Minister (2k+ posts)
yeh aap pathanon ki baat na karo...ham swat waley bhi aap peshawari pathanon ka mazaq urhatey hian....chand kahin bhi nazar nahin ata hai aur aap log pata nahin kahan sey dekh letey ho....aaj tak koee shahadat in peshawarion ney saheh nahin di hai jab bhi dekha hai jhooti shahadat di hai hamaisha uska dawa ghalat hi nikla hai to kaisey usko ham sacha maaan lein...ham bhi pathan hain par jaab pathan qasmein kha kar jhoot boley ga to ham kaisey yaqeen karein
 

mnalam49

Minister (2k+ posts)
غلیظ انسان یہاں بھی نفرت پھیلانے آگیا؟ ان پٹھانوں کے بارے کیا خیال ہے جنہوں نے جہاد کرکے کشمیر کا ادھا حصہ قبضہ کرلیا .
Stupid insan pathan keh kar emotional blackmailing sey baaz ajao hamara talooq bhi swat sey hai ham bhi pathan hein par ham ney hamaisha dekha hai keh peshawar walon kee gawahi hamaisha jhooti nikli hai aaj tak koee chand nahin dekha hai jhooti gawahi deney ajatey hain ....mein ney khud kai logon sey jo peshawar key hain pocha hai keh chand kahan par nazar aya par hamaisha ghalat direction par hee ishara keya hai jahan par mumkin ho hi nahin sakta...yeh peshwari pathanon aur uskey do number mullaon ney to ham pathan ko zaleeel karkey rakh deya hai
 

Jshah

Minister (2k+ posts)
Botey Pani Da Ekkoi Hal, Nawab Tubewell Nawab Tunewell

Sarey Msail da ekkoi hal, No Payment for Moon Sight to Ruit Halal Committee
 

Irobot

Senator (1k+ posts)
yeh aap pathanon ki baat na karo...ham swat waley bhi aap peshawari pathanon ka mazaq urhatey hian....chand kahin bhi nazar nahin ata hai aur aap log pata nahin kahan sey dekh letey ho....aaj tak koee shahadat in peshawarion ney saheh nahin di hai jab bhi dekha hai jhooti shahadat di hai hamaisha uska dawa ghalat hi nikla hai to kaisey usko ham sacha maaan lein...ham bhi pathan hain par jaab pathan qasmein kha kar jhoot boley ga to ham kaisey yaqeen karein


Kisi ka jhootay honay ka kia mayar ha.
App ko kis tara pata chlay ga k ya banda jhoot bool raha ha.
Jab muhammad SAWS na 2 bandon ki ghawai qabool kar li thi
un sa sirf ya poocha kia tum ghawai daty ho k ALLAH ka sawa koi mehbood nahi aur muhammad SAWS ALLAH ka rasool hain.
 

gorgias

Chief Minister (5k+ posts)
bilkul janab yehi tu Islam mein hy, wrna tu jungle ka qanoon na ho.

un shahdaton ka kea kahen gay jo kehty hen chaand nazar he nahee ayaa?

اگر دو لوگ کسی کو قتل کرتے دیکھ لیں اور پھر اس کے خلاف عدالت میں گواہی بھی دیں۔ تو جج اُن لاکھوں کروڑوں لوگوں کا کیا کرے گا جنہوں نے اسے قتل کرتے ہیں دیکھا؟

اور جس نے چاند دیکھاہی نہیں وہ کیسے شاہد (گواہ) ہوگئے۔یہ تو آپ نے ایسی بات کی جیسے بولنے والا گونگا یا سننے والا بہرہ۔
 

tz00007

Minister (2k+ posts)
me pathan hoon aur muje pata hay ye papolzai ki ana ka masla hay... jhooti shahadatein peda karna koi mushkil kaam nahi..

or ye eid sirf peshawar aur aas paas k ilaaqo me sirf kyu hoti hein??? dir, swat, malakand, chirtral, hariput,abbottabad, mansehra, in sab ilaaqo me govt k saat eid hui..aur hamesha hoti hay.. even peshawar me mey ne govt k saat eid ki.. kaafi log thay jinho ne govt k saat ki

jab science ne itni taraqi kar li tu is k baad bhi ye masla kyu uthaya jata hay? scientific tareeeqo pe amal karna koi gunnah tu nahi...


aur govt k rehte hue govt ko follow karna islami hay... qayamat k din hamari pakar nahi hogi.. lekin agar kisi mullah ko follow karo tu qayamat k din tumse sawal ho sakta hay k tumne ise kyu follow kia, tum ise jaantey thay??


as a citizen its our duty to follow rules... if u think rules are unislamic, then u should leave that country..