Javed Ahmad Ghamdi Threads - Collection

Saqib Niaxi

Councller (250+ posts)
Re: Sharab Peenay per "HAD" lagou nahi hoti : Javed Ahmed Ghamdi

i have watched the video of MR ghamdi i am sorry to say i did not found anything wrong in it or going against religion.....he clearly mentions that it is prohibited by Allah and Prophet Muhammad (PBUH). The only other thing he mentioned was that alcohol can be use to preserve stuff.

i mean seriously start understanding the stuff and then start blame game.
 
Killthecorrupts

Senator (1k+ posts)
Re: Sharab Peenay per "HAD" lagou nahi hoti : Javed Ahmed Ghamdi

You will hear him saying one day, " Dozakh koi cheez nahi hai, sab log janaat main jayan ge".
He is FOZIA WAHAB with a beard
.
 
Bombaybuz

Minister (2k+ posts)
Re: Sharab Peenay per "HAD" lagou nahi hoti : Javed Ahmed Ghamdi

mujha apney eeman ko bachaney ya haq o na haq k leya kesi ghamdi ki zaroorat mahsoos nahi hoti ... aur Alhumdollialh hum sab musalman hain aur haq ki humara dil gawahi deta hai aur zulm ki dil ka ander sai he nafi ho jaya karte hai ...

Rasul Allah pbuh said: Ask yourself for a decision, ask your heart for a decision (saying it three times.) Righteousness is that with which the soul is tranquil and the heart is tranquil, but sin is that which rouses suspicion in the soul and is perplexing in the breast, even if people give you a decision in its favour. [Mishkat]

Rasul Allah pbuh said: Leave that which causes you doubt for that which does not cause you doubt. [Tirmidhi]
 
nauman

Senator (1k+ posts)
Re: Sharab Peenay per "HAD" lagou nahi hoti : Javed Ahmed Ghamdi

aaj tak kisi musalman ne yeh nahi kaha ke kuffar ko qatal karna sawab ka kaam hai ..

apne dil se baatain na banao
bhai lagta ha app kabhi jamat ul dawa kay logoon kay sath nahi bhatay wo to khatay hain kafar ko qatal kartay waqat muslim be agar sath koi mur jaye to koi masla nahi usay allha akarat ma jaza day ga.baqi mazeed thaqeq karna chatay ho to un ka jhadi literature par lo
 
jab be ghamdi ko suna ha humasha logical laga ha.aur us ko sunta hon is lyae kha sakta ho kay us say iktalaf kia ja sakta ha.par app ki thread say lagta ha kay ya to app jhotay hain jo apnay pass say batain kar rahay hain ya siaqb o sabaq ka bagair
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Sharab Peenay per "HAD" lagou nahi hoti : Javed Ahmed Ghamdi

Dear watandost, why not explain how shriah is supposed to be legislated in the quranic context. That will prove you understand the issue at hand and would help prove your point.

regards and all the best.
 
Last edited by a moderator:

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Sharab Peenay per "HAD" lagou nahi hoti : Javed Ahmed Ghamdi

aaj tak kisi musalman ne yeh nahi kaha ke kuffar ko qatal karna sawab ka kaam hai ..

apne dil se baatain na banao

haan bhai musalmaan kehlwaane waalun ka aapas main aik doosre ka qatal to jaiz hai magar kaafroon ka nahin.
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Sharab Peenay per "HAD" lagou nahi hoti : Javed Ahmed Ghamdi

Yaar AAP ka Mazhab Ghamdi hai Ya Islam.
Aik BAKWAAS jo Javed GANDAGI nai ki hai.
Agar Us ko Saboot sai JHUTLA saktay ho tow JHUTLAO.
Mai Tasleem kar loon ga nahi tow AAP tasleem kar lo.

Aur agar Hawala nahi hai. Tow khamoshi ikhtiar karo.

Dear watandost, asal baat yeh hai keh kisi hukam ko hukam saabit karne ke liye saboot darkaar hai chahaye woh hkam nafi ka ho yaa isbaat ka. Agar Alllah ne yeh hukam diya hai to is ka quran main hona laazmi hai aur agar rasool ne diya hai to hadith main. agar koi hukam na quran aur na hadith se saabit ho to phir woh shariat ka jissah ummat ki zaroorat ki waja se hai na ke khdaa aur rasool ke hukam ki waja se. Isi liye ghamdi sb ka nazriya drust hai aur mullahs ka ghalat. jis baat ke liye hukam he na paaya jaaye woh hukam kaise ho gayee? is farq ko samjhna bahot hi zaroori hai.
 
_pakistan

Minister (2k+ posts)
Re: Alcohol and Punishment - Javed Ahmed Ghamidi

bhai lagta ha app kabhi jamat ul dawa kay logoon kay sath nahi bhatay wo to khatay hain kafar ko qatal kartay waqat muslim be agar sath koi mur jaye to koi masla nahi usay allha akarat ma jaza day ga.baqi mazeed thaqeq karna chatay ho to un ka jhadi literature par lo

Mate doing a good job but please stop using false language. Ham ne to abu jehel ko bhi gali nahi di, jihalat ka baap hee mash'hoor ho gaya khud se. Then people like ghamdi tell us that we are abusive and overly aggressive. These people can be countered with the utmost of ease. You can't imagine the kind of pride this man possesses and if someone reasons with him properly, he goes berserk though tries to control it and mask it in flowery words.

May Allah Bless you, and He guide those with ill tongues...
 
Ansary

Councller (250+ posts)
Re: Alcohol and Punishment - Javed Ahmed Ghamidi

May Allah give Us a true understanding of Islam. Respected Ghamidi has just explained the back ground to Alcohol punishment in the Islamic state. Never said at all that Alcohol is not HARAM. It to a Great SIN to use that Ugly language against Great Islamic Scholar or even a common Muslim. May ALlah give us Hadayat.

Who Wrote this ???
Is it not Written by Mr Ghamdi ??
7644ec30d16cc13677bf49326b1f4255.jpg
[/QUOTE]
 
TruPakistani

Minister (2k+ posts)
Re: Sharab Peenay per "HAD" lagou nahi hoti : Javed Ahmed Ghamdi

We don't need ghamidi or any other person to tell what is allowed and what is not. Quran and Hadith clearly defines it. If some people don't accept what Quran & Hadith says, then ALLAH help them.

These ayat are pretty clear on what is bad and why....Those who want to follow iblees or ghamidi are most welcome....

يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا إِنَّمَا الْخَمْرُ وَالْمَيْسِرُ وَالْأَنْصَابُ وَالْأَزْلَامُ رِجْسٌ مِنْ عَمَلِ الشَّيْطَانِ فَاجْتَنِبُوهُ لَعَلَّكُمْ تُفْلِحُونَ
سورة المَائدة:090
اے ایمان والو! شراب اور جُوا اور بت اور پاسے (یہ سب) ناپاک کام اعمال شیطان سیہیں۔ سو ان سے بچتے رہنا تاکہ نجات پاؤ۔
____________
إِنَّمَا يُرِيدُ الشَّيْطَانُ أَنْ يُوقِعَ بَيْنَكُمُ الْعَدَاوَةَ وَالْبَغْضَاءَ فِي الْخَمْرِ وَالْمَيْسِرِ وَيَصُدَّكُمْ عَنْ ذِكْرِ اللَّهِ وَعَنِ الصَّلَاةِ ۖ فَهَلْ أَنْتُمْ مُنْتَهُونَ
سورة المَائدة:091
شیطان تو یہ چاہتا ہے کہ شراب اور جُوئے کے سبب تمہارے آپس میں دشمنی اور رنجش ڈلوا دے اور تمہیں خدا کی یاد سے اور نماز سے روک دے تو تم کو (ان کاموں سے) باز رہنا چاہئے
 
Sohraab

Prime Minister (20k+ posts)
Re: Sharab Peenay per "HAD" lagou nahi hoti : Javed Ahmed Ghamdi

haan bhai musalmaan kehlwaane waalun ka aapas main aik doosre ka qatal to jaiz hai magar kaafroon ka nahin.

aap ki baat ghalat hai

kuch jahil loogon ki jahiliyat ka kasoorwar puray firqay yah maslak ko mat therao
 
atensari

(50k+ posts) بابائے فورم
Re: Alcohol and Punishment - Javed Ahmed Ghamidi

شراب میں الکھول ہے یہ تو واضح ہے کہ شراب کا پینا ہو یا دوسرے طریقے سے اس سے نشہ حاصل کرنا ہو یہ حرام ہے لیکن اگر اس پر مکمل پابندی ہے تو پھر پاکستان میں ہر میڈیکل دکان میں ہر ہسپتال میں ہر آپریشن میں ہر انجیکشن سے پہلے اور بعد میں بھی الکھول ا ستعمال ہوتا ہے اس پر بھی پابندی ہونی چاہئے
مجبوری میں حرام کہا کر جان بچانے کی اجازت ہے. ایسی طرح الکوحل بھی صرف جان بچانے کے لئے استعمال کی جا سکتی ہے
 
WatanDost

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Alcohol and Punishment - Javed Ahmed Ghamidi

May Allah give Us a true understanding of Islam. Respected Ghamidi has just explained the back ground to Alcohol punishment in the Islamic state. Never said at all that Alcohol is not HARAM. It to a Great SIN to use that Ugly language against Great Islamic Scholar or even a common Muslim. May ALlah give us Hadayat.

Who Wrote this ???
Is it not Written by Mr Ghamdi ??
7644ec30d16cc13677bf49326b1f4255.jpg
[/QUOTE]

Haram aur Halal ki behas ho hi nahi rahi Yehan.
Ghamdi sab Sharab Nooshi per HAD ka Inkar kar raha hai.
Aur us sai agay Barh kar TAJWEEZ kar raha hai kai
"Musalmanoon ka NAJM e IJTAMAI es HAD ko Qayem rakhay
, Chahye tow Es mai TAGHAYUr o Tabadul kar lai"

Yeah aik FITNAY ka Darwaza Kholna chahta hai.
Fitna gar Fitna Pehlana chahta hai.
Thats THE POINT.;););)
 
Bangash

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Alcohol and Punishment - Javed Ahmed Ghamidi

Haram aur Halal ki behas ho hi nahi rahi Yehan.
Ghamdi sab Sharab Nooshi per HAD ka Inkar kar raha hai.
Aur us sai agay Barh kar TAJWEEZ kar raha hai kai
"Musalmanoon ka NAJM e IJTAMAI es HAD ko Qayem rakhay
, Chahye tow Es mai TAGHAYUr o Tabadul kar lai"

Yeah aik FITNAY ka Darwaza Kholna chahta hai.
Fitna gar Fitna Pehlana chahta hai.
Thats THE POINT.;););)[/QUOTE]
شراب پر جو حد مقرر ہے اپ اس کو یہاں پوسٹ کیوں نہیں کرتے تاکہ غامدی صاحب کی بات کی تردید ہوسکے
اور حوالہ اور تفصیل بھی دیجے

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Alcohol and Punishment - Javed Ahmed Ghamidi

watan dost said:
Haram aur Halal ki behas ho hi nahi rahi Yehan.
Ghamdi sab Sharab Nooshi per HAD ka Inkar kar raha hai.
Aur us sai agay Barh kar TAJWEEZ kar raha hai kai
"Musalmanoon ka NAJM e IJTAMAI es HAD ko Qayem rakhay
, Chahye tow Es mai TAGHAYUr o Tabadul kar lai"

Yeah aik FITNAY ka Darwaza Kholna chahta hai.
Fitna gar Fitna Pehlana chahta hai.
Thats THE POINT.;););)

Dear watandost baat yeh ho rahee hai keh had aur tazeer main farq kia hai. had woh jo quran se saabit ho aur tazer woh jo log yani ummay bashmoole ambiya apni zaroorat ke teht zaroori samjhen.

is liye aap baat ko samjhne ki koshish karo. khamkhwaa ke fatwun aur zoro zabardasti se aap apni gthalat baat ko sahee sabiot kar hi nahin sakte.

main aik arse se dekh raha hun keh jin logoon ne qurano hadith ko pada bhi hua hai woh bhi in baatun ko samajh nahin paaye. main ne isi liye itni lambi lambi post kar ke baatun ko samjhaane ki koshish ki hai.

main bekaar ki behsun main kabhi ujhaa hi nahin magar lagta hai logoon ne betuki baatun ko deen main zabardasti daakhil karni ki qasam khayee hui hai.

yun samajhna ke ap ke siwaa baaqi kisi ko deen koi taaluq hi nahin ghalat baat hai is liye ke sab log jo deen ki baat karte hen un ko agar apne andar se aisa mehsoos na ho to woh kis liye behsun main apna waqat zaaya karen ge? yahee waja hai main aap loggon ki bhi izzat kara hun aur mullah ki bhi kyun keh in sab loggon main deen ki muhabbat dekhta hun. mujhe agar ehtraaz hai to logoon ki nasamjhi par hai na ke un ke deeni muhabbat par.

mere nazdeeq har woh shakhs musalmaan hi hai jo khud ko musalmaan kehta aur quran ko aakhri khudaaee kitaab kehta hai aur sahibe kitaab ko bhi. baaqi aap log jitna jee chahayee koshish karen aap ghalat baat ko khabi bhi islam saabit nahin kar sakte kyunkeh aap ko us bat ke samjhne main ghalati lagi hai aur woh ghalti kyun lagi hai woh bhi aap ki baatun hi se saaf zahir hai.

is ki badi waja yeh hai keh aap yeh samjhte ho ke agar quran yaa hadith main koi baat hai to us par bila soche samjhe amal karna chahiye magar yeh qurano hadith ke maqsad ke khilaaf hai. quran chahta hai keh ham log us bazaabta tor par samjhen aur us ko batore formula istemal karen.

meri tafseel post main pehle hi mojood hen jin main yeh baaten main ne samjhayee hen. music halaal hai yaa haraam ki behsun main main ne samjhaaya tha keh daleel sirf hukam ke liye darkaar hai warna jis baat ka kuchh hukam nahin hai woh mubaah ke zamurre main aati hai. yahee waja hai quran jis baat ka taqaaza karta hai us ka hukam karta hai yani us kaam ko karne yaa na karne ko kehta hai. jahan aisa nahin hai wahan ummat ko khuli chhutti hai woh apne hisaab se yani apni zaroorat ke mutaabiq qurani hadood ka khayaal karte hue jo chahye qanoon banaye.

is main mujhe kahin bhi koi ghalati nazar nahi aati agar kisi ko aati hai to mujhe bhi samjhaaye warna is kisam ki bekaar behsun se parez kre. dr isaar sb marhoom ke lecture agar kisi ne halaalo haraam ke qawaaid ke mutaliq sune hen to un ko bhi yahee samajh ayee. sirsyed iqbal, parwez sab ko yahee samajh aayee. shia aur brellavi ulema bhi yahee sajhte hen agar kisi ko yeh baat samajh nahin aayee to woh wahabi hazraat hen jo khud ko salafi bhi kehlaate hen aur ehle hadith waghaira waghaira bhi. deobandi haraat bhi fiqh hanfi ko maanae ke bawjoob salafi tarah ka hi aqeedah rakhte hen isi liye un ko bhi aisi bekaar besun ke siwaa koi kaam nahin hai.

yahan main ne drust baat saaf saaf bata di hai is ke baad main nahin chahta log bila daleel baaten karen. is baat ko khoob achhi tarah jaan lena chahiye keh quran ke ilaawah kis baat ko had nahin keh sakte kyn ke hadood bataana Allah ka kaam tha na keh peghambar ka. peghamabar ka kaam un ko naafiz karna tha agar log us ka laaya hua peghaam maan qabool kar len. kisi bhi paghambar ko apni taraf se kisi baat ko had kehna ka koi haq nahin tha. albatta paghambar samait ummat ko haq tha ke woh khudayee hudood ke mutaabiq qanoon saazi karen apni zarooryaat ke ke liye.

Allah ham sab ko apni kitaab ko sahee tor par samjhne ke liye ilm se muhabbat aata faramaaye aur harame zehnu ko khole ta keh ham log us ki hidaayat se faaida haasil kar saken.
 
Last edited:

AbuOkasha

MPA (400+ posts)
Re: Sharab Peenay per "HAD" lagou nahi hoti : Javed Ahmed Ghamdi

[MENTION=11175]waraich[/MENTION],
Dont waste your time on this idiot brother,
 
Bangash

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Sharab Peenay per "HAD" lagou nahi hoti : Javed Ahmed Ghamdi

@waraich,
Dont waste your time on this idiot brother,
بیوقوف کے بھائی بھی بے وقوف ہی ہوتے ہیں اگر زیادہ نہیں تو تھوڑا بہت اثر تو ضرور ہوگا یعنی آدھا بے وقوف
:lol:[hilar]
 
WatanDost

Chief Minister (5k+ posts)
Re: Alcohol and Punishment - Javed Ahmed Ghamidi

Dear watandost baat yeh ho rahee hai keh had aur tazeer main farq kia hai. had woh jo quran se saabit ho aur tazer woh jo log yani ummay bashmoole ambiya apni zaroorat ke teht zaroori samjhen.

is liye aap baat ko samjhne ki koshish karo. khamkhwaa ke fatwun aur zoro zabardasti se aap apni gthalat baat ko sahee sabiot kar hi nahin sakte.

main aik arse se dekh raha hun keh jin logoon ne qurano hadith ko pada bhi hua hai woh bhi in baatun ko samajh nahin paaye. main ne isi liye itni lambi lambi post kar ke baatun ko samjhaane ki koshish ki hai.

main bekaar ki behsun main kabhi ujhaa hi nahin magar lagta hai logoon ne betuki baatun ko deen main zabardasti daakhil karni ki qasam khayee hui hai.

yun samajhna ke ap ke siwaa baaqi kisi ko deen koi taaluq hi nahin ghalat baat hai is liye ke sab log jo deen ki baat karte hen un ko agar apne andar se aisa mehsoos na ho to woh kis liye behsun main apna waqat zaaya karen ge? yahee waja hai main aap loggon ki bhi izzat kara hun aur mullah ki bhi kyun keh in sab loggon main deen ki muhabbat dekhta hun. mujhe agar ehtraaz hai to logoon ki nasamjhi par hai na ke un ke deeni muhabbat par.

mere nazdeeq har woh shakhs musalmaan hi hai jo khud ko musalmaan kehta aur quran ko aakhri khudaaee kitaab kehta hai aur sahibe kitaab ko bhi. baaqi aap log jitna jee chahayee koshish karen aap ghalat baat ko khabi bhi islam saabit nahin kar sakte kyunkeh aap ko us bat ke samjhne main ghalati lagi hai aur woh ghalti kyun lagi hai woh bhi aap ki baatun hi se saaf zahir hai.

is ki badi waja yeh hai keh aap yeh samjhte ho ke agar quran yaa hadith main koi baat hai to us par bila soche samjhe amal karna chahiye magar yeh qurano hadith ke maqsad ke khilaaf hai. quran chahta hai keh ham log us bazaabta tor par samjhen aur us ko batore formula istemal karen.

meri tafseel post main pehle hi mojood hen jin main yeh baaten main ne samjhayee hen. music halaal hai yaa haraam ki behsun main main ne samjhaaya tha keh daleel sirf hukam ke liye darkaar hai warna jis baat ka kuchh hukam nahin hai woh mubaah ke zamurre main aati hai. yahee waja hai quran jis baat ka taqaaza karta hai us ka hukam karta hai yani us kaam ko karne yaa na karne ko kehta hai. jahan aisa nahin hai wahan ummat ko khuli chhutti hai woh apne hisaab se yani apni zaroorat ke mutaabiq qurani hadood ka khayaal karte hue jo chahye qanoon banaye.

is main mujhe kahin bhi koi ghalati nazar nahi aati agar kisi ko aati hai to mujhe bhi samjhaaye warna is kisam ki bekaar behsun se parez kre. dr isaar sb marhoom ke lecture agar kisi ne halaalo haraam ke qawaaid ke mutaliq sune hen to un ko bhi yahee samajh ayee. sirsyed iqbal, parwez sab ko yahee samajh aayee. shia aur brellavi ulema bhi yahee sajhte hen agar kisi ko yeh baat samajh nahin aayee to woh wahabi hazraat hen jo khud ko salafi bhi kehlaate hen aur ehle hadith waghaira waghaira bhi. deobandi haraat bhi fiqh hanfi ko maanae ke bawjoob salafi tarah ka hi aqeedah rakhte hen isi liye un ko bhi aisi bekaar besun ke siwaa koi kaam nahin hai.

yahan main ne drust baat saaf saaf bata di hai is ke baad main nahin chahta log bila daleel baaten karen. is baat ko khoob achhi tarah jaan lena chahiye keh quran ke ilaawah kis baat ko had nahin keh sakte kyn ke hadood bataana Allah ka kaam tha na keh peghambar ka. peghamabar ka kaam un ko naafiz karna tha agar log us ka laaya hua peghaam maan qabool kar len. kisi bhi paghambar ko apni taraf se kisi baat ko had kehna ka koi haq nahin tha. albatta paghambar samait ummat ko haq tha ke woh khudayee hudood ke mutaabiq qanoon saazi karen apni zarooryaat ke ke liye.

Allah ham sab ko apni kitaab ko sahee tor par samjhne ke liye ilm se muhabbat aata faramaaye aur harame zehnu ko khole ta keh ham log us ki hidaayat se faaida haasil kar saken.

alimohsan52, barhaich, BrotherKantu, cefspan, Delta, eysonm, janbazali, Justuju, Khallas, maksyed, moahhid, modern.fakir, Mr.Restless, Muslimonly, Muslimpower, sarmad, simple_and_peacefull, theexile, TruPakistani

@Bangash, @AbuOkasha , @atensari , @Sohraab , @TruPakistani , @Ansary , @nauman , @Bombaybuz , @Killthecorrupts , Saqib Niaxi ,

@Naya_Rag_Hai , @mediator , @angryoldman , @meezan , @Temojin , @wez4all , @SaadKnight ,

چلیں آپ کی بات کو ہی آگے بڑھاتے ہیں لیکن دوسرے نقطے نظر سے
[HI]حد وہ ہے جو قرآن سے ثابت ہے ٹھیک [/HI]، یعنی الله کا حکم ہے
[HI]اب پیغمبر[/HI] ایک حکم سزا کا نافذ کرتا ہے کسی جرم پر " اس کو غامدی نے بھی تسلیم کیا ہے" درست
[HI]اور پیغمبر کے بعد ان کے دو خلفا [/HI]اس سزا می اضافہ کرتے ہیں ٤٠ سے ٨٠ دروں تک کی سزا تجویز کرتے ہیں "اسے بھی غامدی تسلیم کرتا ہے" درست

اب پیغمبر جن کے بارے میں الله سبحان و تعالیٰ فرماتے ہیں کے
[HI]
جَاءَكُمْ رَسُولٌ مِّنْ أَنفُسِكُمْ عَزِيزٌ عَلَيْهِ مَا عَنِتُّمْ حَرِيصٌ عَلَيْكُم بِالْمُؤْمِنِينَ رَءُوفٌ رَّحِيمٌ ﴿١٢٨
[/HI]تمہارے پاس ایک ایسے پیغمبر تشریف ﻻئے ہیں جو تمہاری جنس سے ہیں جن کو تمہاری مضرت کی بات نہایت گراں گزرتی ہے جو تمہاری منفعت کے بڑے خواہش مند رہتے ہیں ایمان والوں کے ساتھ بڑے ہی شفیق اور مہربان ہیں

[HI]وہ کیسے ایک گناہ پر مسلمان پر سزا کا نفاذ اپنی طرف سے کر سکتے ہیں
جب کے الله کی طرف سے کوئی حکم نہ ھو ؟؟
[/HI]
اور اس کے [HI]بعد دو اولین خلفا [/HI]جن میں سے ایک کی اقتدا میں نبی اے محترم نماز ادا کریں اور
دوسرے کے بارے میں فرمائیں کے
" اگر نبوت باقی ہوتی تو میرے بعد عمر نبی ہوتا"
" اس امّت اور فتنوں کے درمیان دروازہ عمر ہیں"

اب ایسے جللیل ال قدر اشخاص ایک سزا کو اپنی طرف سے نافذ کرتے ہیں یعنی نعوذ بالله
الله اور نبی کی تجویز کردہ حد کو پھلانگتے ہیں

جب کے الله فرماتا ہے کے
[HI]
وَمَن يَعْصِ اللَّـهَ وَرَسُولَهُ وَيَتَعَدَّ حُدُودَهُ يُدْخِلْهُ نَارًا خَالِدًا فِيهَا وَلَهُ عَذَابٌ مُّهِينٌ ﴿١٤
[/HI]
اور جو شخص اللہ تعالیٰ کی اور اس کے رسول اللہ ﴿صلی اللہ علیہ وسلم﴾ کی نافرمانی کرے اور اس کی مقرره حدوں سے آگے نکلے اسے وه جہنم میں ڈال دے گا
جس میں وه ہمیشہ رہے گا، ایسوں ہی کے لئے رسوا کن عذاب ہے

جب کے یہ اصحاب بلا شک و شبہ ان لوگوں کے سرخیل ہیں جن پر یہ آیات صادق آتی ہے کے

[HI]يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا أَطِيعُوا اللَّـهَ وَأَطِيعُوا الرَّسُولَ وَأُولِي الْأَمْرِ مِنكُمْ ۖ فَإِن تَنَازَعْتُمْ فِي شَيْءٍ فَرُدُّوهُ إِلَى اللَّـهِ وَالرَّسُولِ إِن كُنتُمْ تُؤْمِنُونَ بِاللَّـهِ وَالْيَوْمِ الْآخِرِ ۚ ذَٰلِكَ خَيْرٌ وَأَحْسَنُ تَأْوِيلًا ﴿٥٩
[/HI]
ا

ے ایمان والو! فرمانبرداری کرو اللہ تعالیٰ کی اور فرمانبرداری کرو رسول (صلی اللہ علیہ وسلم) کی اور تم میں سے اختیار والوں کی۔ پھر اگر

کسی چیز میںختلاف کرو تو اسے لوٹاؤ،اللہ تعالیٰ کی طرف اور رسول کی طرف، اگر تمہیں اللہ تعالیٰ پر اور قیامت کے دن پر ایمان ہے۔ یہ بہت بہتر ہے او باعتبار انجام کے بہت اچھا ہے۔

ثابت یہ ہوتا ہے کے شراب پر حد آپ صل لله ھو علیہ وسلم کی طرف سے تجویز کردہ تھی
نہ کے ابو بکر و عمر رضی الله کا ذاتی انتظامی فیصلہ.

Last edited:

Back
Top