قـــرآن اور نماز کا مقام الگ الگ کیوں؟

Awami Awaz

Senator (1k+ posts)
ایک عرصہ ہو گیا مگر میرے سوال کا جواب نہیں دیا تو نے۔ قرآن میں مرنے والے کا کیا کرنا ہے اس کا بھی بتا دے۔ جنازہ تو ہو نہیں سکتا کم از میری بات کا جواب دے دے تاکہ تیرے گھر والوں کو سجھ میں آ جائے کہ کیا قوالی کرنی یا مرثیئے پڑھنے ہیں؟
مولوی زندہ ہے یا یذید کے غم میں گزر گیا
 

atensari

(50k+ posts) بابائے فورم
Waysay dil per haath rakh kar batana kay Quran ko samjh kay kitni dafa parha hay?
May jab bhi parhta hoon koi na koi nai knowledge acquire karta hoon.
میں نے مکمل بیان القرآن درجن بھر سے زائد مرتبہ سنا جس سے ابتدائی سمجھ بوجھ حاصل ہوئی. عربی بطور مضمون پڑھ رکھی تھی اس اضافی نعمت کا فائدہ ہوا کے قرآن مجید تلاوت کروں یا سنو کیا بات ہو رہی ہے اکثر و بیش سمجھ میں آجاتا ہے. حسب ضرورت ترجمہ، تفسیر سے استفادہ کرتا رہتا ہوں​
 

Wake up Pak

Prime Minister (20k+ posts)
میں نے مکمل بیان القرآن درجن بھر سے زائد مرتبہ سنا جس سے ابتدائی سمجھ بوجھ حاصل ہوئی. عربی بطور مضمون پڑھ رکھی تھی اس اضافی نعمت کا فائدہ ہوا کے قرآن مجید تلاوت کروں یا سنو کیا بات ہو رہی ہے اکثر و بیش سمجھ میں آجاتا ہے. حسب ضرورت ترجمہ، تفسیر سے استفادہ کرتا رہتا ہوں​
Quran ko sounnay aur parh kar samjhnay may bara farq hay.
 

karachiwala

Prime Minister (20k+ posts)
مولوی زندہ ہے یا یذید کے غم میں گزر گیا
چلو اچھا ہوا تو نے بھی کھل کر اقرار کر لیا کہ تو بھی اب سباء کا چیلہ ہے۔ یہ لوگوں کیلیئے کہہ رہا ہوں ورنہ ہلدی رام کی بدبو بہت دور سے آتی ہے
 

Awami Awaz

Senator (1k+ posts)
چلو اچھا ہوا تو نے بھی کھل کر اقرار کر لیا کہ تو بھی اب سباء کا چیلہ ہے۔ یہ لوگوں کیلیئے کہہ رہا ہوں ورنہ ہلدی رام کی بدبو بہت دور سے آتی ہے
میرے ان سوالوں کا جواب دے
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
asal islam deen hai mazhab aur secularism nahin hai. deen dastoor aur is se mutalqa qawaneen ka naam hai jo kisi maqsad ke liye banaaye jaate hen jis ko poora kerne ke liye program ya manshoor banaaya jaata hai. agar maqsad ho to us ko poora kerne ka raasta bhi taayun hota hai ya kiya jaata hai aur us ka porgram ya manshoor bhi hota hai ya hona chahiye. ye sab deen ke lawazmaat hote hen. issi liye asal deene islam pooja paat nahin hai aur na hi ho sakta hai balkeh ye aik tehreek hai duniya main logoon ke ghalat simt jaane waale zehnoo ko drust simt badalne ke liye. issi liye ye inqilaabi tehreek hoti hai ya honi chahiye.

agar maqsad aur program ya manshoor na ho to koi logoon ko kia bataaye ga keh woh kia kerna chahta hai aur kaise kerna chahta hai jis ke liye usse un ke saath ki zaroorat hai?

agar dastooro qanoon na hun to koi insaanu ko organise aur regulate kaise kare ga? issi liye quran shuroo se le ker aakhir tak inhi baatun ke mutaliq baat kerta nazar aata hai.

quran aik achhaa insaani maashra tashkeel dene ka program ya manshoor hai insaanu ke liye khudaa ki taraf se. kyunkeh aik achhaa maashra baghair behtareen dastooro qanoon ke wajood main aa hi nahin sakta, issi liye quraan main jaga jaga aik behtareen dastoor aur us ke qawaneen ke liye hidayaat di gayee hen.

doosre lafzun main agar quraan main ehkaam ko dekha jaaye to woh aik taraf insaanu ko kuchh kaam kerne ka kehte hen aur doosri taraf kuchh kaam na kerne ka kehte hen. isse nateejah sirf aur sirf yahee nikalta hai keh agar log quraan per quran ke mutaabiq amal karen ge to aik behtareen maashra wajood main aaye ga. jisse saaf saaf pata chal jaata hai quraan ke nazool ka asal maqsad kia hai, yani aik behtareen insaani maashre ka qayaam khud insaanu ke apne haathun se aik doosre ki madad se.

phir ye baat bhi sochne ki hai keh kia khud ko musalmaan kehlwaane waalun ki koi aik tanzeem bhi aisi hai jis ka koi dastooro qanoon na ho? her giz nahin. to maloom huwa ummat banane ke liye tanzeem saazi bunyaadi taqaaza hai asal deene islam ka ya tanzeem saazi laazimi hai asal deene islam ko maanane waalun ke liye.

inhi baatun se saaf saaf maloom ho jaata hai mullaan ka islam asal deene islam nahin hai. kyunkeh pooja paat se insaanu ka behtareen maashra wajood main aa hi nahin sakta. pooja paat main koi kashash hi nahin hai insaanu ke liye. phir log sirf is liye pooja paat kerte hen kyunkeh un ke zehnoo main ye baat daali gayee hai isse khudaa raazi hota hai aur is liye woh pooja kerne waalun per tarah tarah ke inamaat kerta hai. jo keh bilkul hi ghalat baat hai. agar khudaa aisa hota to kia woh kufaar per inamaat kerta? her giz nahin. For a detailed explanation of things see HERE.
 

karachiwala

Prime Minister (20k+ posts)
تیرے جیسے پھٹواری اور مجوسی کیلیئے یہی جواب ہے
284440641_10161087653308968_4594661196962472252_n.jpg