Syasi nok jhok ! OYE baghairata phir thookna aur chatna bhi chalta hai, shit khana bhi durast hai, agar paisa jaib may aanay ki umeed hai, abu ke bachnay ki umeed hai.
Beharhaal Zardari ki aab khuli koshish hai ke wo Punjaab may pair jamaye, aur panjaab may nara lagwaye PML"N" , NAWAZ & TABBAR na KHAPPAY. Aur wo kamyaab ho jaye ga kiun kay Punjaab nay aab tak mulk ki syasat may sirf NAAN/QEEMAY ki zaban samjhi hai, jo Zardari langar lagwa daiga.