Khyber Pakhtunkhwa belongs to Afghans: Achakzai

atensari

(50k+ posts) بابائے فورم
Re: KPK Afghanion ka hi alaqa hai, unhe yahan se koi nahi dhamka samkta - Achakzai

https://en.wikipedia.org/wiki/Khan_Abdul_Ghaffar_Khan#The_Partition

The Partition[edit]
Main article: Partition of India
See also: Babrra massacre


Ghaffar Khan with Mahatma Gandhi
Ghaffar Khan strongly opposed the partition of India.[4][5] While many Pashtuns (particularly the Khudai Khidmatgars) were willing to work with Indian politicians, many other Pashtuns were sympathetic to the idea of a separate homeland for India's Muslims following the departure of the British. Targeted with being Anti-Muslim, Ghaffar Khan was attacked in 1946, leading to his hospitalisation in Peshawar.[17]


The Congress party refused last-ditch compromises to prevent the partition, like the Cabinet Mission plan and Gandhi's suggestion to offer the Prime Ministership to Jinnah. As a result, Ghaffar Khan and his followers felt a sense of betrayal by both Pakistan and India. Ghaffar Khan's last words to Gandhi and his erstwhile allies in the Congress party were: "You have thrown us to the wolves."[6]


When the referendum over accession to Pakistan was held, Ghaffar Khan and the Indian National Congress Party boycotted the referendum. Despite the boycott, Khyber-Pakhtunkhwa the vast majority of the people voted to join Pakistan. A loya jirga in the Tribal Areas also garnered a similar result as most preferred to become part of Pakistan. Ghaffar Khan and his Khudai Khidmatgars, however, chose to boycott the polls. Some have argued that a segment of the population voted was barred from voting.[18]
 

imalam

MPA (400+ posts)
Re: KPK Afghanion ka hi alaqa hai, unhe yahan se koi nahi dhamka samkta - Achakzai

De Khar ta hiss sook om gaya na achai. ( Ais ghadee ko koi bhi KPK mai gass nahin dalta). KPK punjab tora hai jo gnajoo ko select karien gein. We KPK are Pakistan. Pakistan aik Ishq aik Junoon hai. Jis ko Afghanistan Pasand hai woh Afghanistan chala jaye aur jise India pasand hai woh India. Pakistan Pakistanio ka hai. Love Pakistan or Leave Pakistan. Pakistan Zindabad
 

Haristotle

Minister (2k+ posts)
Re: KPK Afghanion ka hi alaqa hai, unhe yahan se koi nahi dhamka samkta - Achakzai

ان لوگوں نے پاکستان کو اپنا ملک کبھی تسلیم ہی نہی کیا، اور ہم انہں جمہورت کے چمپین سمجھ کے سر آنکھوں پے بٹھاتے ہیں
 

knowme786

MPA (400+ posts)
I think a political leader should be very careful in giving statements about anything. I don't know what he meant exactly by this statement, but still he shouldn't have given that statement which has got more than one meaning, because instead of talking about bringing Pakistan closer and intact he is breaking it apart. By the way this man rarely comes up with any rational statement. Someone has to give him a shut up call..
 

gorgias

Chief Minister (5k+ posts)
Re: It is How the Traitors Behave

Imandari se soch kar bataye kabhi ghalti se bhi aik din socha hai k
Ye shakhas aisi batain q karta hai
Jazbati bato se kuch nahi banta
Pakhtoon aur balocho ko aik soche samjhe mansoobe k tehat mulk dushman banaya jaraha hai
Aaj un ki janain aur ezzatain mehfooz nahi hai kis baat par mulk se muhabbat kare
Jus tarah tum useey ghaddar keh rahe ho me tumhe ghaddar kehta hoon jo apne bhaio k qatle asm par khamosh bete ho aur agar koi us qatle aam k khilaf awaz utaye usey ghaddar ka nasm de diya jaata hai


بھائی آپ کی باتیں درست ہیں۔ بے شک ہماری اسٹیبلشمنٹ نے پختونوں اور بلوچوں سے زیادتی کی ہے۔ بھٹو دور کی فوج کشی ایک بھیانک جرم تھا۔ آج بھی چھوٹے صوبوں کو ان کے حقوق نہیں مل رہے۔لیکن محمود اچکزئی کا اس سلسلے میں بیان نہ دینا، حکومت میں بیٹھ کر تمام مراعات لینا اور اپنے خاندان کے بے شمار لوگوں کو ملک کے اہم پوسٹس پر بٹھانا ۔۔ اس کا مطلب یہ ہوا کہ اچکزئی کے لیے ذاتی مفاد اہم ہے۔وہ کسی صورت بلوچوں کا ہمدرد نہیں۔
 

modern.fakir

Chief Minister (5k+ posts)
Re: KPK Afghanion ka hi alaqa hai, unhe yahan se koi nahi dhamka samkta - Achakzai

To phir is beyghairat ko bhi afghanistan mein hi dakha dey do ...kiyoonkay KPK aur balochistan, fata sub sirf Pakistan ka hi ilaka hai ...
 

mhamidch

Councller (250+ posts)
Achakzai should be tried for violation his oath

Afghanistan daily runs a front page cover of a statement allegedly made by Mahmood Khan Achakzai. If this statement is true, Mr. Achakzai should be tried for violation his oath of office to uphold and defend Pakistan's territorial sovereignty. KPK is not the personal real estate of Mr Achakzai which he can just "give" it away to the Afghans. It's quite evident where his loyalties truly lie. Pakistan Zindabad

13516292_1224213997591585_2430125944229686312_n.png
 

Dr.AdamKhan

Politcal Worker (100+ posts)
I am Pushtoon and I am proud of Pakistan and being Pakistani. This man lives in dreamy world of 60s thinking that Pakistan is weak and his group can make KPK a part of Afghanistan.

But most importantly
I am ashamed at the mentality and Pakistan-hating agenda of my some Punjabi brothers who support Mehmood Achakzai and his Boss Sharif family of PMLN.

 

sohail khan3

Councller (250+ posts)
Re: It is How the Traitors Behave


بھائی آپ کی باتیں درست ہیں۔ بے شک ہماری اسٹیبلشمنٹ نے پختونوں اور بلوچوں سے زیادتی کی ہے۔ بھٹو دور کی فوج کشی ایک بھیانک جرم تھا۔ آج بھی چھوٹے صوبوں کو ان کے حقوق نہیں مل رہے۔لیکن محمود اچکزئی کا اس سلسلے میں بیان نہ دینا، حکومت میں بیٹھ کر تمام مراعات لینا اور اپنے خاندان کے بے شمار لوگوں کو ملک کے اہم پوسٹس پر بٹھانا ۔۔ اس کا مطلب یہ ہوا کہ اچکزئی کے لیے ذاتی مفاد اہم ہے۔وہ کسی صورت بلوچوں کا ہمدرد نہیں۔
Shukriya dost lekin bhutto dor ko kon ro raha hai
Hum to aaj ki ziyadtio ko ro rahe hai
Jo guzar gaya un par kiya rona
Hamara rona to is liye hai k jo zulm aaj ho raha hai us ko roka jaaye aur jin k sath ziyadtiya hoyi hai un zyadtio ka madawa kiya jaaye
achakzai k aksar bayanat se me khud muttafiq nahi
Lekin jab hum charo taraf nazar dorraye aur koi kherkhuwah nazar na aaye tab majboran hamari aankhe achakzai jaise ledaran ki taraf ut jaati hai jo agar amli tor par nahi bhi karta kam az kam zulam k khilaf zabani awaz to uta raha hai
 

ASQR1

Chief Minister (5k+ posts)
Re: It is How the Traitors Behave

Me ne aap se kaha na k aaj tak kisi ne ye nahi socha k aisi awazain ut thi q rahi hai.
Aap ne phir se sochne k bajaye kahaniya sunani shoro kardi.
Sawal gandum jawab channe wali baat hai ye
Parre likhe ho ya sirf english seeki hai tum ne?
Batao kiya pore pakistan se zyada vote bangalio ne nahi liye the?
Q hakoomat un k hawale nahi ki gayi?

Aaj bangladesh ki economy hum se behtar hai. Education k medan me hum se aage hai.
Un ka export hum se zyada hai
Hume peene ka saaf pani tak mussar nahi hai. na bijli mussar hai, na gas na petrol aman o aman ki sorate hal hamari kharab. Berozgari had se zyada corupt tareen mulko me hamara shumar hota hai gandagi k dher hamare han lage hoye hai sevrage line ki sorte hal aap k saamne hai insaf ka ye haal hai k koi apne haq k liye awaz tak nahi uta sakta nahi to ghaddar keh kar maar diya jaata hai us k baad aap kehte hai k unho ne kiya hasil kiya?
Kis baat par tumhe itna gharoor hai?
Dhob marne ka maqam hai. Wo mulk jis ne hum se azadi hasil ki us mulk ki sorat e hal aaj hum se hazar gunah behtar hai
hum wo qom hai jise dosro ki barri fikar lagi rehti hai apna socho rehne do bangladesh ko.

I told you about Leaders who are greedy and selfish,you see them but still keep asking questions, wate, power etc is all due to bad leadership. Bangladesheconomy is better due to hood leadership. Our searifucesvare 30,000 dead, 10,000 soldiers martyred. But still Pakistan is asked to do more while Bangladesh and Burma keep hanging and in Burma keep killing, what you say about that.

You only see bad in Pakistan, instead of seeing both good and bad. But if you see all bad than why don't you move to Bangladsh or better to zBurma.
 

sohail khan3

Councller (250+ posts)
Re: It is How the Traitors Behave

I told you about Leaders who are greedy and selfish,you see them but still keep asking questions, wate, power etc is all due to bad leadership. Bangladesheconomy is better due to hood leadership. Our searifucesvare 30,000 dead, 10,000 soldiers martyred. But still Pakistan is asked to do more while Bangladesh and Burma keep hanging and in Burma keep killing, what you say about that.

You only see bad in Pakistan, instead of seeing both good and bad. But if you see all bad than why don't you move to Bangladsh or better to zBurma.
mujhe samjh nahi arahi hai k aap baat ko samjh nahi rahe ya jaan bhooj kar uljhana chah rahe hai. Baat ye thi k pak me balochistan aur KPK me awam k sath zulm ho raha hai. Aap baat burma aur bangladesh tak le gaye mujhe bangladesh aur burma k halat me koi dilchaspi nahi hai
Me ne sirf aap k sawal k jawab me kaha tha k beja tanqeed nahi karte kisi par aaj wo bangal hum se behtar halat me hai. Baaqi mujhe koi dilchaspy nahi hai bangladesh me jin k apne mulk tabah haal ho unhe dosro ki fikar karne k bajaye apni fikar karni chahiye.
Aap ne bangladesh jaane ka mashwara diya hai to mera bhi aap k liye aik mashwara hai k
yaqeenan aap ko jannat achi lagti hogi aur jane ka shoq bhi hoga to tum mar q nahi jaate.
 
Last edited: