sohail khan3
Councller (250+ posts)
Hum aah bhi karte hai to ho jate hai badnam
Wo qatal bhi karte hai to charcha nahi hota parr gayi tum sab boot polishio k sene me tandak.
Achak zai ne apne bayan ki wazahat ki hai k unho ne
Kaha tha k KPK afghanistan ka hissa raha hai. Ye nahi kaha k KPK afghanistan ka hissa hai.
Pakistan k tareekh k 70 sala dor me zyada tar punjabi siasatdano ne mulk par hakoomat ki aur mulk ko is maqam par puhanchaya k jis mulk ne kabhi austria ko qarza diya tha aaj dunya k har barre mulk se bheek mang chuka hai.
Unhe aaj tak ghaddar nahi kaha gaya
Ghaddar unhe kaha gaya jis ne mulk ko aaj tak kisi qisam ka nuqsan nahi puhanchaya ho.
Achak zai ki ghalti ye hai k wo punjabi siyasatdano ki tarah makkar aur shatir nahi jo kehta hai dhanke ki chot par kehta hai. Punjab k siyasatdan mulk ko 2no hatho se tabah kar rahe hai.
Lekin mout parrti hai tum logo ko un k khilaf bolte hoye.

Last edited: