مذہب، دین، نظام، سیاست، طاقت

mpyevkiq

Voter (50+ posts)
mera pehla sawaal aap se ye hai keh aap bataayen aap ki nazar main kaainaat ki ibtadaa kaise hui ya kaise ho sakti thi?
بھائی میرے پاس اس کا جواب نہیں ہے، کیا اس کا جواب آپ کے پاس ہے؟

kia aap aik aisi hasti ke wajood ko tasleem kerte hen jo hamesha se mojood hai aur hamesha mojood rahe gi?
کیا مجھے ایسی ہستی کو تسلیم کرنا چاہئیے جو نہ نظر آتی ہے، نہ سنائی دیتی ہے، نہ بظاہر نظام قدرت میں رتی برابر بھی مداخلت کرتی ہے؟

agar nahin to phir kaainaat ki ibtadaa mumkin hi kaise hai?
کیا اگر میں اس ساری کائنات کی ابتدا کا ممکنہ طریقہ یا راستہ نہ بتا سکوں تو میرے لیے یہ لازم ہو جاتا ہے کہ میں کسی ایسی ہستی کو تسلیم کروں جو نہ نظر آتی ہے، نہ سنائی دیتی ہے، نہ بظاہر نظام قدرت میں رتی برابر بھی مداخلت کرتی ہے؟

is liye keh agar kuchh bhi mojood hi nahin tha to phir absolute nothing se her shai ka wajood mumkin kaise hai?
کیا کائنات کی ابتدا کے صرف دو منطقی راستے ہیں، ایک جس میں ایک ہستی جو نہ نظر آتی ہے، نہ سنائی دیتی ہے، نہ بظاہر نظام قدرت میں رتی برابر بھی مداخلت کرتی ہے، اس سے پہلے موجود ہو، یا پھر کچھ بھی موجود نہ ہو؟
 
mpyevkiq

Voter (50+ posts)
تو بھائی نبوت کی کوئی وراثت نہیں کی حدیث کی بھی اب سمجھ آتی ہے

یہ ایسا ہی ہے جیسے وہ شخص کہے جو سمجھتا ہو کہ اس کی کوئی اولاد ہی نہیں ہوئی

شاید چالیس سال کی عمر میں اسی بات، کئی سال خدیجہ کے ساتھ کوشش کے باوجود اپنی اولاد ہونے میں ناکامی، نے محمد ﷺ کو قائل کیا کہ میں خدا کا خاص بندہ ہوں، لہذا میں الله کا نبی ہوں

اور میرے خیال میں ابوبکر کو سب معلوم تھا

اس سے یہ بھی سمجھ آتی ہے کہ محمد ﷺ نے تمام بتوں کو کیوں رد کر دیا، اور کس طرح فتح مکہ کے وقت ایک ایک بت کو اپنے ہاتھ سے تَہہ و تیغ کیا

محمد ﷺ نے شاید اپنی زندگی کے پندرہ سال انہی بتوں سے گڑ گڑا کر اولاد کی دعائیں کیں، جس کا کوئی نتیجہ نہیں نکلا

Last edited:

Wake up Pak

Prime Minister (20k+ posts)

No need to give ahadith references here, as these ahadith are not reliable and do not represent Islam.
 
Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
بھائی میرے پاس اس کا جواب نہیں ہے، کیا اس کا جواب آپ کے پاس ہے؟

bhai sb hamaare paas is ka jawaab yahee hai keh ham insaan hen jaanwar nahin hen kyunkeh hamaare paas aqal hai aur ussi aqal ka taqaaza hai keh ham insaan us hasti ke wajood ko tasleem karen jis ne her shai ko peda kiya hai.

کیا مجھے ایسی ہستی کو تسلیم کرنا چاہئیے جو نہ نظر آتی ہے، نہ سنائی دیتی ہے، نہ بظاہر نظام قدرت میں رتی برابر بھی مداخلت کرتی ہے؟[/FONT][/SIZE][/RIGHT]

mere khayaal main aap ki ye baaten aap ki ghalat nigahi ka nateeja hen. aap apni nigah ki simt drust karen to maloom ho ga her baat aqal ke mutaabiq hai. asal baaten samajhne ki yahee hen keh khudaa ne kia kiya hai, kaise kiya hai aur kyun kiya hai. jab aap in baatun ko theek tarah se samajh jaayen ge to aap ka saara confusion khud bakhud hi khatam ho jaaye ga.

کیا اگر میں اس ساری کائنات کی ابتدا کا ممکنہ طریقہ یا راستہ نہ بتا سکوں تو میرے لیے یہ لازم ہو جاتا ہے کہ میں کسی ایسی ہستی کو تسلیم کروں جو نہ نظر آتی ہے، نہ سنائی دیتی ہے، نہ بظاہر نظام قدرت میں رتی برابر بھی مداخلت کرتی ہے؟[/FONT][/SIZE][/RIGHT]

bilkul yahee baat to laazmi hai theek tarah se baatun ko samajhne ke liye. khudaa ne sab kuchh peda kiya hai her rational yani logically consistent insaan ye baat tasleem kerne per majboor hai apne apne aqal ki roshni main. is liye keh cause aur effect ka chain musalsal hamesha hamesha ke liye chal hi nahin sakta aur na hi chalta hai.

ye jahil logoon ki baaten hen keh khudaa is duniya main mudaakhlat nahin kerta. asal masla is baat ko theek tarah se samajhna hai keh khudaa mudaakhlat kerta kaise hai aur kyun kerta hai.

aap ki baatun se yahee maloom hota hai keh aap ne sirf aur sirf mazhabi nuqtae nazar se hi khudaa ke maqsad aur us ke kaamun ko samajhne ki koshish ki hai. haqeeqi khudaa mazhabi khudaa hai hi nahin hai balkeh us ke baraks woh rational yani logically consistent khudaa hai. us ne ye kaainaat apne maqsad ke liye banayee hai aur ussi maqsad ko poora kerne ke liye us ne is duniya main mudaakhlat ki hai. us ka saboot us ki taraf se wahee hai.

lihaaza agar aap haqeeqi khudaa ko apne aqal aur us ki wahee ki roshni main jaanane ki koshish karen ge to zaroor hi aap drust nateeje per pohnch jaayen ge.

کیا کائنات کی ابتدا کے صرف دو منطقی راستے ہیں، ایک جس میں ایک ہستی جو نہ نظر آتی ہے، نہ سنائی دیتی ہے، نہ بظاہر نظام قدرت میں رتی برابر بھی مداخلت کرتی ہے، اس سے پہلے موجود ہو، یا پھر کچھ بھی موجود نہ ہو؟[/FONT][/SIZE][/RIGHT]

agar koi aur raasta hai to aap bataa den. kyunkeh aap ke paas aur koi raasta nahin hai issi liye aap ghalat simt ki taraf nikal pade bajaaye drust baat maloom kerne ke. agar aap ke paas waqt ho to aap jo kuchh main ne likha us ko zaroor padh len umeed hai aap ko baatun ko theek tarah se samajhne main madad mil jaaye gi. Kindly see HERE.
 
mpyevkiq

Voter (50+ posts)
bhai sb hamaare paas is ka jawaab yahee hai keh ham insaan hen jaanwar nahin hen kyunkeh hamaare paas aqal hai aur ussi aqal ka taqaaza hai keh ham insaan us hasti ke wajood ko tasleem karen jis ne her shai ko peda kiya hai.

mere khayaal main aap ki ye baaten aap ki ghalat nigahi ka nateeja hen. aap apni nigah ki simt drust karen to maloom ho ga her baat aqal ke mutaabiq hai. asal baaten samajhne ki yahee hen keh khudaa ne kia kiya hai, kaise kiya hai aur kyun kiya hai. jab aap in baatun ko theek tarah se samajh jaayen ge to aap ka saara confusion khud bakhud hi khatam ho jaaye ga.

bilkul yahee baat to laazmi hai theek tarah se baatun ko samajhne ke liye. khudaa ne sab kuchh peda kiya hai her rational yani logically consistent insaan ye baat tasleem kerne per majboor hai apne apne aqal ki roshni main. is liye keh cause aur effect ka chain musalsal hamesha hamesha ke liye chal hi nahin sakta aur na hi chalta hai.

ye jahil logoon ki baaten hen keh khudaa is duniya main mudaakhlat nahin kerta. asal masla is baat ko theek tarah se samajhna hai keh khudaa mudaakhlat kerta kaise hai aur kyun kerta hai.

aap ki baatun se yahee maloom hota hai keh aap ne sirf aur sirf mazhabi nuqtae nazar se hi khudaa ke maqsad aur us ke kaamun ko samajhne ki koshish ki hai. haqeeqi khudaa mazhabi khudaa hai hi nahin hai balkeh us ke baraks woh rational yani logically consistent khudaa hai. us ne ye kaainaat apne maqsad ke liye banayee hai aur ussi maqsad ko poora kerne ke liye us ne is duniya main mudaakhlat ki hai. us ka saboot us ki taraf se wahee hai.

lihaaza agar aap haqeeqi khudaa ko apne aqal aur us ki wahee ki roshni main jaanane ki koshish karen ge to zaroor hi aap drust nateeje per pohnch jaayen ge.

agar koi aur raasta hai to aap bataa den. kyunkeh aap ke paas aur koi raasta nahin hai issi liye aap ghalat simt ki taraf nikal pade bajaaye drust baat maloom kerne ke. agar aap ke paas waqt ho to aap jo kuchh main ne likha us ko zaroor padh len umeed hai aap ko baatun ko theek tarah se samajhne main madad mil jaaye gi. Kindly see HERE.

Is bahas ke liay naya thread bana dya hai, shukriya.